Kiya Forex main Himat bhi chahiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    g han forex main kaam karny k liye apko himat say kaam karna chahye or jab tak ap is main hardwork naheen karain gay or apna kaam pora naheen karain gay tab tak ap is main kamyab naheen ho sakty hain so himaat rakhna lazmi hay is main
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yes knowledge forex meey success keey bohet hi great power ki terhaa kaam kertaa heey forex work keey liyee aap jitnaa iss ko time deey geey aur iss meey invest kareey geey uss kaa aap ko untnaa hi ziadaa benefit hotaa heey jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey
      • #63 Collapse

        Yes we need courage and passion .little learning is main case of lose we we work in demo account after some time we think we are master in forex ans result is loss so work proper intill tou learn much
        • #64 Collapse

          g han zror forex main himt ki b zrort hai q k jub forex pr loss hota hai to noht sy log forex ko chhor dety hain jo aik boht hi ghalt faisla hai es ley himt or sabr b zrori hai forex main.
          • #65 Collapse

            hame pta hai k aik student k liye study karna aur sath sath earning b karna aik tough thing ho sakti hai .. laikin forex aik aisi place hai jaha study + earning easily dono aik sath easily ho sakti hain
             
            • #66 Collapse

              asalam o alakum g han forex may himat bohat hi depend kartia hy agr ap may himat hy tou ap loss ka b samna ho tou ap na umeed nai hon gy so ap sab ko chahey k ap loss nse mayoss na ho is k sath

              Ap ka hosala buland raahy ga keep working hard
              • #67 Collapse

                G han Forex trading ma knowledge ka sath sath himat sa kam lena chaye. is sa hamain profit b hasal ho ga. or amara confidence level b bare ga. agar hum himat sa kam nai lete too hum forex ma kamyab nai ho sakte. humain boot himat sa kam lena chaye.
                • #68 Collapse

                  Agr aap ny 0.01 volume ki lot li h or makret ak pip move krti h to aap ko kitna profit ho ga ?? mery khyal sy aap ko 0.01$ ka profit ho ga ??
                     
                  • #69 Collapse

                    ha es ki bohat he need hai forex mai ap kisi be trader ko aesay beyan kar saktya hai jesa k wo hai matlab k ap es ki trading strategy ko dekhay gay aur en k tradeing style ko dekhtay gay aur en ki percentages ko check kare gay k un ki previous performance keya hai
                    • #70 Collapse

                      ji han aap ny seheh kaha hy ky greed trader ki buhat buri dushman hy, aksar trader zayada ki laluch meen thoray sy bhi jati heen oor nuqsan kur bethtay heen,
                       
                      • #71 Collapse

                        yes this is correct. if you have a lot of money but not have himat then you will not be in a position to earn more profit. so hardworking and himat both are very important for success. without any of them you can not go you destination.
                        • #72 Collapse

                          Ge han my dear ma ap ke is bat sa agree karta hon ka forex trading ma bashak trader ka pass boht knowledge or expirence ho wo theeq ha lakin jab ya expirence trader real account per trading karta ha to wo agr himat sa kam nhi la ga or relex ho kar kam nhi kara ga to is ka knowledge ka koi fida nhi ha kun ka himat sa kam na karna trad ko loss ma la kar jana ha.
                          • #73 Collapse

                            Forex mai investment kanrii hotii hy aur agar ap himat nhn karain gain tu es mia kam nhn kar sakain gain es liye ap ko es mai boht faida ho skta hy aur ap ko es mai loss he ho ga es liye ap ko cahhiye k ap es mai acha earn akrain aur learning k sath he possible hy,,,
                            • #74 Collapse

                              G haan hamain forex mai himat chi chaiye hote hai. Q k trading agar aap himat k bgahir krna chahen to aapko hr waqt loss ke he tension rehte hai jb k confident ho k kren to us say bht zayda faida otha skty hain aur sath he aap k pass knoweldge b hona zaruri hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Han ji is me zaror hum logo ko trading kerny ki himat chahiye q k jab hum loog isme kaam kertyh hen or profit lety hen lekin jab is me hum ko loss hota he to hum ko is loss ko bardasht kerny k liye himmat ki zarorat parti hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X