Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
    Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
    ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
    Happy Trading Members
    :):):cool:
    Awesome information brother. I know that greed and emotion is our harmful enemy in forex. On the other hand patience is a must for every forex trader. we have to avoid our emotions in forex trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      Han jee aap ny bilkul theek baat ki hay, agr hum mehnat sy kaam nahi krain gay to humari forex mein practice nahi ho gi aur practice nahi ho gi to knowledge hasil nahi ho ga aur without proper knowledge aap forex kya kisi b field mein success hasil nahi kr saktay.
      • #213 Collapse

        forex men hamain buhat hi soch samajh ker trading kerni hoti hai jis se hamain market ka knowledge hona buhat hi zarori haior jo log apny emotions ko control nahi ker paty hain or is men zyada lalach kerty hain wo is men kamyab nahi hoty hain or loss kha ker leave ker dety hain.
           
        • #214 Collapse

          Agreed ,koi bhi trader greed or emotions k sath success hasil nahin kar sakta but boht se traders ye bat tab samajhte hain jab wo khud loss expereience karte hain emotions ki waja se.
           
          • #215 Collapse

            g han yahin chezen hain jo forex trading main nakami ki waja banti hay jab trader apne emotion lalch per kabo pa laita hay to wo aik kamyab trader banta hay aur phir jo bhi trade wo lagata hay wo ko apni trade bharosa hota hay
               
            • #216 Collapse

              jee bhai jaan mey aap key baat sey sehmat huu key forex mey lalach aa gaya thab aap ka bana banaya kaam bi bigaarh sakta hey kio key lalach aik ajeeb cheez hey is sey aap ki saari account bi washh ho sakti hey
              • #217 Collapse

                mery khayal mai ap ny bilkul sahi kaha hai jo log forex mai lalch karty hain wo kabhi bhi success hasil ni kar paty trader low patience ni hona chaheya or na lalchi forex aik aisa business hai is knowledge ka bara amal dakhal hota
                • #218 Collapse

                  han bilkul you are hundred percent sahi forex main jo koi bhi is trha se trade karta hey woh kabhi bhi forex main achi trha se kamiyab nahin ho skta hey aur always yahan par fial hi hota hey.
                  • #219 Collapse

                    forex trading main jo log lalach karty hain or jin logo ko forex trading main apni emotion ko cantrol kar sakty ahin wo trader he forex trading main loss karty hain or jo log forex trading main lalach nahee karty hain ro forex trading main apni emoton ko cantrol karty hain . tu forex trading m ain ek achi trader ban jaty hian or ek acha profit be earn kar sakty hain
                       
                    • #220 Collapse

                      Yeh tu app ne acvhi baat shre kar de ha aur app ko bi pata ha ke is main yeh kam nahi kare ge atu app successful ho jye ge aur app aur app ko in sab ka demo account main kafi acha trail karna ho ga phir app successful trader ban jao ge .
                       
                      • #221 Collapse

                        main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                        ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                        • #222 Collapse

                          Bilkul sahi kaha aapne bohat saary factor hai un per pura utarne ki zaroorat hai trading me wrna successful hona mushkil hai forex me sb se barh kar patience ka hona zaroora hai like starting me hamy kam se kam volume me trade karna chahaye agr hum lalach me aajaynge to usme chances of risk bohat ziada hoga aur usse hamare out hone ka raasta bhi ban jata hai shru me hi.
                           
                          • #223 Collapse

                            i think that Friend the main reason of more people enter in this trading day by day because it doesn't require any paper degree and lumsum money investment in the beginning, one can gradually increase his trading from the profit he gain . It can be done as a part time business. One's skills and knowledge is important for this trading...
                             
                            • #224 Collapse

                              dear ager ap forex jase risky business mein lalach kare gay tou ap ko is mein loss ho ga q ke jo be forex mein greedy hota ha forex mein wo loss tou karta ha is liye hmein forex mein greedy nai hona chaye bilke is mein experience gain karna chaye
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                dear ap ka yeh experience bilkul thek hai because agr ap main patience nhi tu ap kaise kisi bhi field k kam k rules ko samhj sko ge agr thore se tips ki madad se agr ap smhjte hein k ap ne enough knowledge le liya ap ache trader bn gae tu yeh galt hai patience rkhein aur learn krne ki adaat rkhein aur greed insan main fitri amal hai but es pe control krna chahye jab real profit ho rha ho

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X