Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #961 Collapse

    yes bilkul thik kaha ap ne, forex trading bilkul fresh mind or sabar ky sath kerne wala business he, agar trading ky doran hmare mind men lalich paida ho gya ya hum emotional ho gaye to hum ko bohat ziada loss ho sakta he..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #962 Collapse

      dear bro merey khayal say say hum ko is ain bohat zaida lalach nahi karni chahiye hum ko is main relax ho kar work karna chahiye oor is main hum ko is tarah say is main success hasil hasil kar sakty hain
      • #963 Collapse

        Forex k buisness mein humen kabi b laluch ni karna chaiye kio k is sy humen loss ho sakta ha aur is liye humen chahiye k ham earning karne k liye greed ko avoid karen apne buisness mein say
        • #964 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
          ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
          Happy Trading Members
          :):):cool:
          Bilkul thek kaha ha ap n m ap k bat s agree karta ho forex m humy kabi b greed or meotion s kam nahi lena chahiya ager hum aisa karty ha tu humy loss h mily ga or kuch nahi is liya humy apny emotion pr controll karna chahiya or greed s door rehna chahiya
           
          • #965 Collapse

            Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
            ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
            Happy Trading Members
             
            • #966 Collapse

              bhai mai is bary mai yahi kaho ga k bhai i skam mai lalch nai karne chahye aur apne emotions ko control karna partha hai agar hum sucess hasil karna chahty hain is kam mai tu humy lalach nai karne chahye aur na he emotion hona chahye trading karty waqt
              • #967 Collapse

                yes fx ma kamyab hony k lia ap ko is ma jazby k sath kam karna hota hai q k is ma kam karny k lia ap ko loss ko accept karna hota hai jo k her business ka hesa hota hai
                • #968 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                  Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                  ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                  Happy Trading Members
                  :):):cool:
                  bhai jan
                  ap ny ye bohat hii achi bat kahi hy k ham ko lalach nahi karna chahye
                  aur mn to apni har raye mn aur bohat si post mn ye lazmi kahta hn
                  k lalach nahi karna
                  warna ap loss kar len gy
                  • #969 Collapse

                    if we will not control the emotions and we will not control the greed then it is the right that we cannot get the success in the forex we should control it if we want to get the success in the forex that is t he right
                     
                    • #970 Collapse

                      g han ye teeno chezen bht zayda affect karti hen trading pe k ap loss me jao gy ya profit me.. agar ap me sabar nahi... ap lalchi ho... n ap apnay jazbat pe kaboo ni rakh patay then u cant get success ....
                      • #971 Collapse

                        g sir app ne bilkul thik kaha forex trading ak aisa long life business hy jisme lalach or greeb ni karni hoti .or jo log is me apne emotion ko control ni karte or zada profit ka lalach karte hy wo hamesha loss kajate hy trading me
                        • #972 Collapse

                          forex aik aisa business hai jiss main aap ko agar dil main lalach rakh k kaam karain gy to aap ko iss main nuqsaan ho ga lakin agar aap iss main dil se mehnat kar k kaam karain gy to aap ko iss main faida ho ga forex main aap ko boht soch samaj k kaam karna chahiye forex is best
                          • #973 Collapse

                            Members. main ney apni trading mai mistake or learning ki madad se yeh bat achi tarha seekhi hai k trading mai jo trader greed,emotion or low patience ko avoid karty hain woh kamyab trader Forex main hoty hain.Jab patience zaida hoga trader achi tarha concentration k sath trading k rules or apni strategy ko follow kar sakay ga.
                            ap es baray main zaror comments karain k hum achi tarha es bat ko samaj sakain or follow b kar sakain
                            Happy Trading Members
                             
                            • #974 Collapse

                              salam member ji sahi keh rahay hain aap ke yeh saari cheezain aik achi trading ke liye bahut zaroori hoti hain mujhse jub koi achay trader hone ka poochta hai to main yehi kehti hoon ke us woh sab ho jo aap ne abhi apne thread mein kaha to usse acha aur best trader aur koi bhi nahi hai aur bahut kum he hoga jub woh loss face karega
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #975 Collapse

                                jee bilkul forex me lalach r emotion se forex me koi b shaks success nai ho pata ise une bht c mushkilat ka samna hota he vo ache se tradding nai kar pate r une is tarha bht loss b hota he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X