Forex mai Lalach,Emotion & Low Patience Trader Sucess Nahi kar Patay.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1711 Collapse

    forex ko bohat sare log shortcut method samajhte hen or is men trading ker ke ziyada profit kamana chahte hen or rich banna chahte hen is liye un ko forex men ziyada loss he hota he is men hardworking kerni hoti he phir he hum kamyab hote hen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1712 Collapse

      forex to aik bohat faidemand business he is me jazbat ya emotions se koe faida nahi hota or na lalach se ager ap market ko dekh ker lot lagate hen or is ka intezar kerte hen to jab ap ke lot profit men aa jati he to phir wahin se trade ker dena ke abhi $5 aye hen or 5 kama lon to loss ho jaye ga
      • #1713 Collapse

        dear hamain agar is business main naam kamaanaa hai tou hamain in choti choti baaton ko side per rakhnaa hogaa aur in se dhyaan hataa kar business per dhyaan rakhnaa hogaa
        • #1714 Collapse

          bilkul sai kha hy ap ny yeh sb log jo lalch krty hein aur emotions pr conrol nai kr skty hein wo sb loss krty hein aur phr kehty hein k market sai nai hy aur forex trading ko bura kehty hein aess liy jo b greed sy nai bch skta hy aur emotions pr control nai kr skta hy wo ess busines sy away hi rhy to acha hy wrna loss hi kry ga
          • #1715 Collapse

            jo bhi traders emotions ko controll nai kar paatay to un ko trading main kabhi bhi succes nai mil sakta q ka sab say zarroori cheezx hai hkay hum trading main emotoins ko controol karain aur hum trading main patience ko istemmaaal karain q kay hum jub trades kartay hain to hum ko hum trades ko saambhaal laitay hain aur anger management ko istemmal karain.
             
            • #1716 Collapse

              jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or humin is main greed ko avoid kar kay huamin trading main kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss nai ho proft hasil ho saky
              • #1717 Collapse

                trading m lalach emotion buht zayada nuqsan ki waja se ban sakty hain .jb hamin los hota ha to hamin apni ghaltion p control rakhna chahye .ager ham loss hony k bad hurt ho k trading chor dety hain
                • #1718 Collapse

                  very nice post rizwan ki jitni bhi traders hoti hain wo sub ki sub bohat informative hoti hain jis se humain bohat kuch seekhany ka moka milta hia i think pak forex ko aisay hi moderators ki zarorat hai jo hum ko bohat achay se guide kar payain forex kay hawalay se
                  • #1719 Collapse

                    humhin apny emotion py control karna chahy taky hum loss na kar pain or profit kamain dear hum ko khud py control karna hoga dear khud ko loss sy bachna hoga dear hu ko emtotional py control karna hoga
                    • #1720 Collapse

                      forex trading ka kaam aisa he hai ke app jo hai woh lalach ker sakte hai.isleye hamesha koish kerahen ke app jo hai woh hamesha market mai experience ko gain kerahe aur koish kerahe ke app jo hai woh hamesha money management ke sath chalen market mai.
                      • #1721 Collapse

                        Yes you are say the right that I am agree with your opinion Forex is the best business and we are workthe market cool mind.
                        • #1722 Collapse

                          Sab theek keh rahy hain hamy eik good trader banny k liy zarori ha k we should avoide emotions,low patience,greed etc agr ham ma yeh chezien hui we can not become a good trader....
                          • #1723 Collapse

                            ji han forex trading me sucees na hony ki sb se bri wja ye hai ky hum log lalchhi bn jaty hain.. apny emotional pr control nhi krty . jb humary pas low equity rhy jata hai to hum log high volum ki trade lga dety hain. is tra hum kbhi bhi sucess nhi kr paty . humy chaye hum greed se bch kr rhyn. emotional pr control kr ky sabro tahamal ky sath trading kryn.
                               
                            • #1724 Collapse

                              in cheezo ki yaha pe koi bi jagah hi nai hai apko is sub cheezo ko ignore kar dena chaiy apko aik simple trading ki tarahsa y trade karna chaiy jsi say apko patint kay sath trade ko karnay ka pata chaky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1725 Collapse

                                yes dear ap ne bilkul sahi kaha aur ye sirf ap ka he nahe balke hr trader ka experience hay lekin farq ye hay k jo sekh jata hay wo kamyab ho jata hay aur jo haqeqat ko man ne sy inkar krta hay wo hamesha failure ka samna krta hay forex men greed aur emotions aek bahut bara factor hen jo profit aur loss men bahut importance rakhty hen isliye in pr control hona profit earn krne k equal hota hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X