Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    ji haan rizwan bhai ap kafi achi posts karty hoo .ap ney sahi kaha hain k mehnat k baghir koi kuch nahi mila sakta islye humein mehnat karni chayeh k kamyab hoo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Ehsa nai he kay ap koi shortcut use nai kar saktay forex trading mein, agar ap koi strategy bnaty hein jo k shortcut method se ap ko achi earning dy sakti he to ap bnain. Jaisa k news trading scalping in se bhe huge earning ho sakti he.
       
      • #63 Collapse

        forex trading may aisa koi short cut method nahee hay jissay ham profit kamai.forex may trading kerne k leye apko long term may trading kerni hogi.short term trading may risk of loss buhut zyada hota hay.
        • #64 Collapse

          dear friend ap ki bat bilkul sahi men ap se agree krta hon agar koe bhi trader apni galti se kuch na sekhe tu wo sach men boht kuch loss krdeta hai agar wo same he galti dorata rhe tu wo kabhi bhi kamyab nahi ho skta forex men hum ko sab se pehle tu apni galteio se sekhna chaye ye
          • #65 Collapse

            sir i am 100% agree with you aap ne such kah hai k jab insna short cut method use krta hai aur kuch he dinoun main wo greed main aa kar zida profit hasil krnay ka sochta hai to wo un tips ko falow nahe kar pata jo k humain loss aur profit dete hain to wo jalde he us se b hath dho bethta hai jo bonus us k pas hota hai just apnay short cut method ki base pe
            • #66 Collapse

              dear main na jo bi trader daikha ha jo new hota ha Forex main wo ata sath hi greedy karna lag jatain hain jis ki wajha sa unhain lose hona lag jata ha ager wo greedy karna choor dain or chota chota volume ki ka sath trading karna lag jain to wo lose sa bach saktain hain lakin wo is baat ko samajtain nai hain
              • #67 Collapse

                g bilkul main ap sy agree karta hun k agar ham wo mistakes jan len jin ki waja sy ziada tar traders forex mein fail ho jaty hien aur phr ham trading karty waqat un mistakes sy avoid karen to yaqeenan ham forex mein kamyab aur achy trader ban sakty hien. apni aur doosron ki mistakes sy seekhna bahot bari kamyabi hy.
                • #68 Collapse

                  dear mere khayal se forex me shortcut lagane se apna hi nuqsan hota hay humain forex trading me jaldbzai nahin karni chahiye aur na hi shortcut kay tareeqo se paise kamane ki koshish karni chahiye kyu kay es se humara profit loss bhi ho sakta hay.
                   
                  • #69 Collapse

                    je han mare khayal main ager app forex main shortcut earning karte ho tu ap ko es main ye koi jaga nhn hai kiu k shortcut wale may be ek bar tu win kar jae muger most of time un ko es main loss he hoga aur es main lss he karain ge so forex amin kaayal main app ko long roat lena hoga
                     
                    • #70 Collapse

                      bilkul sahi kaha bro kay forex jesay business mein shortcut mumkin nahi hai aur jo log yeh soch kar forex join kartay hain woh sab nakam ho jatay hain akhir mein kyun kay yeh business totally strategies par kam karta hai so forex get rich quick scheme nahi hai.
                      • #71 Collapse

                        g han bohat acha sawal ha ap ka me ap ki baat say agree karta hun k forex mein koi b admii short cut method say earning nahi kar skta because ap ko markit k mutabiq jana parta ha aur hard working say hi ap achay trader ban skty hain
                        • #72 Collapse

                          forex trading mein direct trading karne wale nuksaan mein hi hote hain balke unhein ye baat pata hoti hai phir bhi woh rukte nahi, sab ko chahie ke learning mein time de aur phir trading kare.
                          FOREX PAK FORUM FOREVER
                          • #73 Collapse

                            g han mera dost ma ap ki bat sy agree karta ho k agar trader apni mistake ko sahe kar dy tu wo es business ma easily kamyab ho sakhta hai kuch trader tu asa hota hai jo apni mistake ko bara kar k apna total balance loss kar deta hai.
                            • #74 Collapse

                              yes it is the right that if you think that you will get the success in the forex with the little effort then it is not the right you cannot get the success in the forex if you will do this ,the forex is not the short cut to grow up
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                kissi bhi kam mein short cut nuksan day hota hai iss tarhaan forex trading mein bhi short say aap ko nuksan hota hai balkay bhot sara nuksan hota hai kunkay aap ka short cut per aap kay emotions bhi out of control ho jatay hein jis ki waja say aap ko nuksan ho jata hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X