Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Nahi forex me short cut forex me admi kamiyab nahi ho sakta hai trading me time dena hai phr ja kar hum ek achay trader ban saktay hyn agar hum nay short cut se hummay apnay aap ko trader nahi bana saktay hyn aur loss kartay rahay hyn ge .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      g haan main ap ki bat se itafaq karta hoon k Forex trading business main jab log short cut ya yoon kahoon jaldi he forex se maldar banana chahtay hain to unhain loss hota hai jab tak ye jaldi dolatmand banene ki kawahish hum apne dil se nahe nikaltay tab tak hum achay trader nahe ban saktay.
      • #78 Collapse

        Jo trader Forex mai Short cut ways se earning karna chahty hai ya karty hain like greed,gambling,hard working kare tu acha earning hou gi mara tu khayal hay ka bhi
        • #79 Collapse

          Asalam-O-Alaikum to all Dear Friends jee han ye true hai yahan say jald he wo log out hojatya hain jo shortcut method say trading kerna chahtay hain.
           
          • #80 Collapse

            I agree with you Dear. Forex is the place only for hard workers. There is no place in Forex for those, who finds for shortcuts and want to be rich with out making efforts. If a trader want to succeed in forex then he should gain knowledge and practice on demo accounts. He should not search for any shortcuts.
            • #81 Collapse

              yes i am agree with you.... gee han jnb apne boht acha swal kia hy..... forex trading my ap ko is k elawa or koi be way ni mily ga jis my ap earning kr sko apne mrazi sy.
              • #82 Collapse

                so if you want short cut method success you need to good experience. dost meray khyal main app ki baat main kafi wazan ha kyun kay forex bussiness main admi ko lagatar hard work karna parta
                • #83 Collapse

                  apki baat se poora agree hoon me forex me short cut method se earning karney walo ki koi jaga nahi hai agar koi aisa sochta hai karney ka to woh bhot galat sochta hai aise earn nahi kar sakta hai woh usko knowledge gain kar hogi laazmi
                     
                  • #84 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: maan401 پيغام ديکھيے
                    dost meray khyal main app ki baat main kafi wazan ha kyun kay forex bussiness main admi ko lagatar hard work karna parta ha aur slow and steady wins the race kay rule pe chana parhta ha
                    yes my friend i am agree with your point of view that in the mentioned view there is really the true true statement if we will do the trade and will find the short cut to grow up or become the rich then we will do the loss in the forex
                       
                    • #85 Collapse

                      Forex mai shortcut method nhi use kar sakty is account block hony ka khatra hota hai agr apko expirence hai to ap shortcut method ly sakty hai.
                      • #86 Collapse

                        ap bilkul thek keh rahe ho g forex me quick earning krne walu k lie koi jaga nahi ha g forex me taez raftar se earnign kre walu k lie loss ho skta ha g me ne bohat dafa is tra se loss kia ha g forex trading businuss me g i think in forex market slow earnign is best
                        • #87 Collapse

                          forex earning ka short cut khud ha to yah kesy ho sakta ha ky esa na ho is main ham kuch time main he apni total money dubble kar sakty han aur balky sy bhe kaie guna zayada kar sakty han
                          • #88 Collapse

                            ge ahan dear forex main be tuki trading karny walo ki koi jaga nai kue k un ko forex trading karny ka kuch pata nai hota or es waja se wo apna loss kar daity hai or un ko mere khayal se forex k bary main kuch be pata nai hota.
                             
                            • #89 Collapse

                              forex trading main short cut to lag hi nahi sakta. kyun ke trading karnay k liye market k trends ko samajhna bohat zarori hai. aur wo cheez tab tak samajh nahi aati jab tak aap proper time nahi datay iss ko. agar koi ye chahay k wo rozana chand minute main bohat kuch earn kar lay to bohat mushkil hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Han bhai me ap ki baat se agree karon ga kafi saare log hain ese jo trading samajh kar nahi karte aur short cut ke chakker me rehte hain ke bus hum without learning forex ko karte rahe aur pese kamate rahe.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X