Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Yes im agree bohat se log samajte hein kay forex trading se hum dinon mein rich ho jate hein but this is not possible..every business require hardworking and time to get success..so its good for us to make plans and then do work according to them.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Dost mein app ki baat se agree karta hun forex trading mein short cut way hai hi nehi hum sb ko zahin mein rakhna chaye ke slow and steady win the race...insan ko hamesha neechy se oper jana chaye
      • #48 Collapse

        brother forex men ache se trading karne ke liye knowledge or experience ke ilawa patience bhi bht important hai or agar koi trader shortcut way use karta hai to us waqt loss ke bht zyada chances hote hain...
         
        • #49 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
          Members hum janty hain k Forex mai trader fail ho jaty hain or hum yeh nahi samajna chahty or follow nahi karty hain k trade kis waja se fail ho jaty hain or jab hum woh mistake apni trading se dor kar dain gay tu hum achy trader ban jaty hain.Jo trader Forex mai Short cut ways se earning karna chahty hai ya karty hain like greed,gambling,without experience se tu woh Forex mai fail ho jaty hain woh apni investment,time & career sub taba kar daity hain.
          Members hum es mistake ko apni trading se khatam kar k achy trader ban sakty hain.
          Share your valuable comments.
          :cool:;):)
          g han forex mai shortcut method use karnay walo koyi jaga nai q k agar ap kaisi ki posts ko copy kr paste karen ghay to ap ko block b kiya ja sakta hai
           
          • #50 Collapse

            ji han bilkul forex trade main shortcut sy kam leny walo k leay koi jagah khi hay q k sucess ka koi shortcut nahi hota hy forex trade main kameabi k leay zaroori hai k patience k sath or mehnat say kaam lea jay taky gain ho saky
            • #51 Collapse

              forex trading main sab fail nahee hoty hain forex trading main sirf wo log he fail hoty hain jiss ko forex trading main ek acha experience nahee hotha hain .agar app ko forex trading main ek acha experience or ek achi knowledge ho tu app forex trading main khabe be fail nahe ho sakty ho or app ko is main koye be problem nahe hogha
               
              • #52 Collapse

                bilkol forex trading main ap ko short cut nahe kerni chaye khoe ky ager ap is bsuiness main be short cut use kero gy tu per ap loss he kero gy apna is lie greedy chor ker saber sy tarding kerni chaye.
                • #53 Collapse

                  yes it is right that we need to be very patient other wise bigger investment are vanished in few days so it is good to buy and sell in small lots then bigger investment to get chance of success.
                  • #54 Collapse

                    bilkul forex shortkut se earning karwa sakta hai but shart yeh hai k apke pas knowledge aur experience honi chaiye so pehle apko chaiye k experience hasil karen demo k through phr ap earning karty jayen
                    • #55 Collapse

                      apna time waste kr ray h vo apna time waste mt kry or is offer sy faida uthay ye dunya ka number one buisness h ye best work h ye profitable buisness h hr kam ko krny k liye os kam ko smjhna boht zrori h. ap ko bahot ziada mehenet kerni pherti he ap jetni ziada mehenet kero gy ap utny hi ziada kamyab ho gy or ahesta ahista ap bahot achey treader ben seqo ko
                      • #56 Collapse

                        jee haan Forex Trading pasay kamanay kaa Koi short cut Rastaa nahin,pehlay Aap ko Trading k liyee buhaaat Sara Sekhnaa parta hai... aksar logoun Ko Short Term Trading Paisay Kamanay ka short cut Rasta Samajh Ati hai...Even Short Term trade hum Trading Main he kartay hain orr us K liyee buhaat saray knowledge ki Zarorat hoti hai
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #57 Collapse

                          ap ne bht achi baat kahi kyoun ke yahi bunyadi waja hai forex trading ke business main fail honi ki ke hum humesha koi na koi shortcut search karte rehte hain ke juld se juld success ho jayen aur forex trading ke business main bhi yahi log karte hain is liye fail ho jate hain kyoun ke main ap kuch bhi kar loo but forex trading ke business main ap kabhi bhi kisi bhi shortcut se success nahi ho sakte ap ka time is kaam main lage ga aur ap ko time dena ho ga
                          • #58 Collapse

                            bhai forex koi short cut nahin hai money earn karne ka ye ek best online business hai or ise sab se pehle sekhna parta hai or sath hi experience gain karna parta hai agar koi ise short cut samaj kar aata he to wo fail hi hoga...
                               
                            • #59 Collapse

                              g bhai bilkul short cut kisi kaam main bhi acha nay hota hai k k short cut means k insaan mehnat se dil churata hai aur jo mehnat se dil churata hai osko kabhi faida nahy hua aur ye tau phr trading hai es main earning k liay aapko proper way per chalna hoga chahay kitna e time ku na lg jaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                yer mare dost i think that in forex trading business koi short cut ha hi ni mare dost app forex business me ahny ky lahy zaro manat karo gha but i agree with you ky forex trading business me koi jaga ni ha short cut walo ky lahy mare dost.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X