Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    bohat se log short cut method se earning kerte hain wo log bari lot ko chand pip ke lye chor dete hain jab profit hota hi to close ker dete hain iss ko scalping kehte hain orr wo log kam waqt main bari earning hasil ker lete hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      u dekhye muhtaram ap ne bilkul sahe kaha ,,wese bhe koi kam jaldi jaldi karne se ya short cut tareqe se karne se os me nuqsan bhe ho sakta he our ,forex treding tu he hi on logo k liy jo bari ahtyat se aram se sahe learn kar k treding karte hen ,our yahi log loss se bach k guzar jate hen .is me short cut apko bohat nazar aye ga lakin agar ap ne apni bari invesment ki tu apko ho sakta he k loss ka samna karna pare .just hard work is better for Forex treading
      • #198 Collapse

        g jo ye chahty hain k wo koi shortcut apna k forex main earning kr skty hain tu wo bilkul ghalti pr hain forex main agar ap success chahty ahin tu ap ko bht hardwork karna parta hai
         
        • #199 Collapse

          mere bhai forex trading men koi short cut nhi. agr acha profit kamana chahtey ho or nuqsan se bachna chahte ho to achi trah training kr lo...
          • #200 Collapse

            forex aik real business main aur is main koi bhi shortcut nahin hey aur is main hum jab tak achi trha se learning kar lete hain tab tak hum is main kabhi bhi shortcut way sey success hasil nahin kar saktey hain.
               
            • #201 Collapse

              brother forex trading may koi shortcut nahi hota hai our jo log is ko follow kartay hai who loser hotay hai our har point par loser hotay hai our sub jaga par who los kar jatay hai our pher forex par fatway lagtay hai our k yeh haram hai our so who khud hi shortcut dek kar enter howa ta our pher out howa
                 
              • #202 Collapse

                Dekhen forex business already apkeliye shorcut us waqt ho jata hey jab aap forex ko achi trha se learn kar lete hain aur is main acha knwoeldge aur experience hasil kar let ehain to phir yeh apkeliye always shorcut ho jata ey aur phir aap bohot hi short time mn is sey achi incoem hasil kar saktey hain.
                   
                • #203 Collapse

                  mere bhai yahi to waja hoti hay loss karne ki jab hum is ko short cut samjte hain money making ke lia,ziada jaldi profit karna hamin ziada lalchi bana deta hay jis ki waja se hum har waqt trade karte hain aur loss karte hain
                  • #204 Collapse

                    is baat se me apki poori tarha agree karta hoon forex mei short cut method se earning karney walon ki koi jaga nahi hai aisa karney walen busloss hi uthate hai or kuch nahi unko haasil hota so hard work kar ke karey r earn karey
                     
                    • #205 Collapse

                      brother short cut method matlab k scalping aur scalping k liya agar app ke pass achi knowledge skill aur experience hoo tab app is mein kamyab hosakthey hain magar chances bohut kam hain aur risk bohut ziyada isliya is short cut method ki jagah humey hard work kar k aik stable tarekay se trading karni chahiya...
                      • #206 Collapse

                        Well, aap ny bilkul thek kaha Forex Trading ma waqai koi short cut nhe hy. Forex ma ju koi bhe enter huny ki koshish kry wo ye achi tarha samjh ly k jb tk wo practice, knowledge or achi strategy nhe bnayga us wqt tk wo forex ma kamyab nhe hu sakta. or ye sab ap ko 1 dm nhe ml jaygi. es k liy km sy kam aap ko 3 month ki practice or market ka acha experience huna buht zaruri hy.
                        • #207 Collapse

                          g ni forex main to kia jo log short cut lagaty hyn un ki kahen be jaga ni hone cahaey balky insan ko jahan voh kam kary mehnat k saatah kam karna cahaey
                          • #208 Collapse

                            ap ki bat 100% theek hy kun k forex trading main jo samjhty hen k short cut se success gain kar lin gy their thking is wrong kunk jab tk koi ess main achi tran se trend nhi ho jata or gmbling karny ki koshis karta hy wo lose k elva kuch nhi hasil kar sakta
                            • #209 Collapse

                              No dear forex me koi shortcut method earning kay liye nahin hay kyu kay forex trading aik business ki tarha hay aur jis tarha har business me success hasil karne kay liye skill aur talent ki zarorat hoti hay esi tarha forex me skill, talent aur knowledge ki zarorat hay.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Forex main aap agar achi trha se learning kar lete hain to phir aap is main bohot hi short arsa main achi income hasil kar saktey hain aur apne aap ko rich bana saktey hain but sab se phley apko achi se achi learning karna bohot hi ziada zaroori hota hey.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X