Forex mai Short Cut method se earning karnay walo ki koi jaga nahi.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #811 Collapse

    forex aik worlwiide online trading business hy, iss k kuch rules and ways hain, jin ko follow krna hamaray liay success forex main honay k liay zaruri b hy aur ye hamain ziada time forex main rehny k liay benifit b sabit hotay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #812 Collapse

      Mujhy tu is baat ki samjh nahi aati kay hum log har kaam me shortcuts kiun find karty hain jab kay aik proper way se kaam kar kay hum shortcut method se ziada earning kar sakty hain. Agar hum forex market ki proper learning kar kay isko Karen tu mery khayal me humen hamari soch se kahin ziada dugna profit mil sakta hai. Is liay humen chahiay kay hum apni forex education per concentrate Karen.
      • #813 Collapse

        forex aik worlwiide online trading business hy, iss k kuch rules and ways hain, jin ko follow krna hamaray liay success forex main honay k liay zaruri b hy aur ye hamain ziada time forex main rehny k liay benifit b sabit hotay hain.
        • #814 Collapse

          forex me koe short cut nahe ho jis ke waja se earning ke jy agr ap koe way use be kro gy to market me nahe chal skte agr market ky sath chalo ky to ap ko koe problem create nahe ho skte he mgr agr ap chahy ky me ko shart kam kro to wo impossible he
          • #815 Collapse

            Aap ne sahi kaha kay short cut ki koi jaga nahi hay forex mai or short cut kay chaakkar mai zida tar loss ka khatra rehta hai isi liye sub ko chahiye kay is short cut say gureez karein or proper tarikay say trade karein.
            • #816 Collapse

              dear friend main ap ki baat hundred percent maantaa hon ager koi newbies trade karta hai to us ko chahie ke wo apne seniour ko follow kare or hard working kare ager wo hard working karte to un ko bohat seekh ne ko mile ga jiss se wo ache trader ban sakte hain...
              • #817 Collapse

                ok good khayal ki forex main main short cut method use karne walon k liye jagah ho sakti hai yahan per koi shortcut nhi chlta hia bhai bas mehnat karni padti hai [[[[[[[[[[
                • #818 Collapse

                  agra to app forex jaisy worl wide business main shortcut ka rasta akhtayar kar rhy hain to app ki forex trading main koi long term jaga nhi hy is or ya phr app forex main intrested hi nhi or time pass kar rhy hain phr app ko success kahan sy mill sakti hy
                  • #819 Collapse

                    taya hi bohat rich bu jaiy gay tu in logo kay laiy forrex ka buiness bund ho gya hai hum mei bohat say log aisay hai kay jo aisa hi sochtay hai liki baad mei pachtay hai daykhni hoti hay iss liya aysa sochna kay aap daily 100 usd kama saktay ho kham khyali hay or kuch nahi forex 90% analysing par chalta hay or sir 10% luck par chalta hay.
                    • #820 Collapse

                      gi han bhai jaan apnay bilkol sahi kaha hai kay jo log forex par short cut methed karty hai un kay liye forex par koi jaganahi hai kyun kay ye bohat nuqsan de hai is liye hum ko ye kamm nahii karna chaywe
                      • #821 Collapse

                        in my advice kisi bhi kaam ko karny kilye hamesha ek proper line of order main kaam karna chaye q k is main koi nuksaan nahi hota han ye zaroor hy k time lagta hy lekin aapki buhat achi learning ho jati hy jo aap kliye buhat benefit hoti hy
                        • #822 Collapse

                          short cut kuch ni hota dost paisa tree pr ni ogta mehnat to shart hai ap b mehnat akro INSHA ALLAH ap b kamao ge hum b kamaein ge or hamare sb dost b ALLAH hamein achi toeeq de AMEEN
                          • #823 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Rizwan Trader پيغام ديکھيے
                            Members hum janty hain k Forex mai trader fail ho jaty hain or hum yeh nahi samajna chahty or follow nahi karty hain k trade kis waja se fail ho jaty hain or jab hum woh mistake apni trading se dor kar dain gay tu hum achy trader ban jaty hain.Jo trader Forex mai Short cut ways se earning karna chahty hai ya karty hain like greed,gambling,without experience se tu woh Forex mai fail ho jaty hain woh apni investment,time & career sub taba kar daity hain.
                            Members hum es mistake ko apni trading se khatam kar k achy trader ban sakty hain.
                            Share your valuable comments.
                            :cool:;):)
                            Forex is a world wide business, so here for success you need more experience and knowledge. so if you want short cut method success you need to good experience.
                            • #824 Collapse

                              g ap nay bilkul thek kha hay forex trading main jo log short cut kay char main hoty hain kay bs bra lot size chose kia hay or boht acchi earning kar li jay un ko sirf loss hota hay es leay forex trading main koi short cut nhi hay apna mind bnao kay humy trading proper treky say karni hay tb he hum es business say pasa kma sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #825 Collapse

                                g ha sahi kaha jesea dosri feild ma short cut ki koi jaga nahi usi trha yah bhi short cut ki koi jaga nahi ha short cut sea starting ma ap profit ma hotea ho magr bad ma ap ko bara loss hota ha jo ap ka profit ko loss ma badal data ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X