avoid shortcuts in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1741 Collapse

    Shortcut way meaning karne ka koi bhi shortcut mein nahi hai agar aapko Forex trading mai aap nahi karni hai to uske liye aapko proper experience Hasil karna hoga aur learning karna ho gayi Jise aap ke paas experience knowledge Dono aa jayenge aur Usi se aap ko achi earning Hogi agar aap shortcut way use Karoge Toh aapko kabhi bhi kamyabi Hasil Lagi Hogi isliye best hai ki aap shortcut way avoid karo aur Hamesha learning karke hi acchi earning karne ki try karo
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1742 Collapse

      yes dear app na billkull sai kaha ager hammy forex trading ma sucess hassik kerna hais tuo hammy shortcuts ko chorna ho ga orr iss ma experince hassil kerny ki koshish kerni chaiyie tabb he hamm iss ma sucess hassil ker paiye ga orr traqi ker paiyie ga or shortcuts ko avoid kerna ho ga..
      • #1743 Collapse

        sahi keh rahy hain janab ap waki men kuch aesay traders hain forex men jo ek time men big lots lga k chahty hain k ham big profit bna len but aesa impossible hota hay earn karna ksi b business men jan insan lalach karta hay to wo hamesha nuksan hi karta hay hamen forex men slow risk lena chaheye hoga aur bahut sara experience make karna hoga us k bad earning krengy to is trah say ham forex ko samjh sakengy
        • #1744 Collapse

          avoid shortcuts in forex trading
          Assalam-o-Alikum friends ma new user hon or ma senior members say pochna chahta hon k insta forex par avoid shortcuts in forex trading kasy ki ja shakti ha plzzz mojy koi is kay baray may batay
          • #1745 Collapse

            hamain market main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay aur markt main emotion ko kabo main rakh k hi hum sucess hon gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main earn ho skay gi
            • #1746 Collapse

              forex trading aik sidha sa business hai jsi main insan aghr sidha he chalat hai tu he es main akmay hota hai or osy he kuj milta hai esi trh ajo forex main shorscut method k sath achi earning karny ka sochty hain phr wo jald he es main out bhi ho jaty hain tu bahatr yahi hai k forex main imandari k sath akm karen or apni mahnat se achi earning karen
              • #1747 Collapse

                Bahut he achi bat ki ha ap sb logo nay ziyada tar log short cut talash krtay hain aur bina sochay samjhay trading order place kr detay hain baghir janay k maket ka trend kia ha aur loss kr detay hain. Sb bhaion ko aik mashwra ha k soch samjh kr thanday dimgh say trading krain
                • #1748 Collapse

                  jee ha apnay kaha to sahi ha forex ma hamay shortcut nai krna chahiye qk usay hamay forex ma loss bhi ho sakta ha islay hamay forex ma sahi sahi mehnat krni chahiye tab hi ap forex ma earning bhi kr sakty ha lakin forex ma apko lalch nai krni chahiye qk agar ham lalch krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha
                  • #1749 Collapse

                    G bilkul forex trading main short cuts ziada useful sabit nhi hote agar trader do chaar bar kamyab ho bhi jae to phir us ke bad us se ziada loss kr bethta hai is ka sub se behtar hul yehi hai ke market ko smjh ker long term trading ki jae
                    • #1750 Collapse

                      jee haan bhaii ap ny bilkul sahe baat ke ha jo log forex main short cuts use karty hain meray khayal sy wo loss he zaida tar khaty hain kue k forex aik aisa business ha jis main short cuts nae chalty is main proper mehnat aur proper kaam karna parta ha meray khayal sy hmain short cuts sy bachna chahiyay
                      • #1751 Collapse

                        Han g bilkul aap forex shortcut k zarye post na karen aapko bohat zada loss hoga profit nahi hoga to koi bhi loss nahi chahta to sisters and brothers aap short cut k zarye post na karen warnna loss mein hi jaen gye r doch samjh k kam karen bad mein preshani se bachnny k liye ye baat zaruri hai..
                        • #1752 Collapse

                          Forex men koi short cut ya koi bhi aisi tricks ni hain jin se forex per ham control ker saken aur forex se ham bahot ziada profit earn ker len.
                          Agar ham forex men aisa koi short cut method use keren ge ya gambling se earn krne ki koshish keren ge to hamen zarur loss hoga, kch log dangerous qisam ki scallping krte hain aur profit banate hain, but jab trend galat ho jy to sara acount hi wash ho jata hai.
                          Isliye hamen shor cut , gambling in sab ko trading se avoid krna chahiye.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #1753 Collapse

                            Trading main kabhi bhi app jaldi nai kama saktay ho agar app yeh sochtay ho kay app is main ik minute main beth kar kama lo gay to app galat sochtay ho kyu kay trading ko aram se karna parta hai or relax ho kar tab he profit bhi earn kartay ho or easy ho katy is main kam bhi kar saktay ho.
                            • #1754 Collapse

                              agar hum short cut avoid karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay humay esmain khoob mehnat karni chahiey kyun keh es business main khoob mehnat karnay say he humari earning achi aur behtar ho sakti hay humay esmain dil lga kar focus karna chahiey ta keh acha earn kar saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1755 Collapse

                                Forex trading Mein Koi shortcut nahi hai Jai Ho Par shortcut find karta hai woh Yahan Par Apna loss kar leta hai Aap Yahan Par long term trading kare usse aapko Forex trading Se Jyada accha profit mil sakta hai aur aap kaam kar sakte hain Agar long term trading Karenge to
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X