avoid shortcuts in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    forex men koi short cut nahi yahan per ager ap ne earning kerna ha tu ap is men sahi terhan se kam kerien koi short cut nahi hai ager short cut k chaker men parein gay tu pher ap apna sara capital ko bhi loss ker skaty hein
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      is main trade karny say pahly experience hasil kar k hi trade karni ho gi aur short cut ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k market main sucess ho saky gay aur practice kar k hi hum sucess hon gay
      • #1698 Collapse

        Forex 1 risk buseenss bhi hai, so shortcut chala kerney sey fehley loss key barey mein bhi sochnaa chaehey, so her traders ko hameesha consistent and save ways sy tradings ky barey main plans banaee chaehey,
        • #1699 Collapse

          Forex tradings mein shortcuts ke koe jagaa nahin hai yhan only aor only mehnat ky thorough he hm kamyabi hasel kr sakty haen, shortcuts ky thorough profits laynaey kei bajaeey hm lose he uthataey han is leye humein shortcuts se avoid krna chaeheay,,
          • #1700 Collapse

            dear forex trading aik bahot hi bara business hai aor ais mai agar ap ye kahe k ais mai short cut laga k ap ais mai paisa kama ly gy to ye ap ki ghalt fehmi hai janb ais liay agar hum ne ais mai kamyab hona hai to aus k liay ye zarori hai k ais mai hum ko mehnat karni pary gi.
            • #1701 Collapse

              Assalam o Alaikum wa rehmatullahi wa barakatuh! respected members apko short cut lgaany se bchana ho ga q k forex man short cut lgany sy ap apna account wash kar bethy fy q k short cut ka soch k bnda trade size ko barha deta hy jo dangerous hy
              • #1702 Collapse

                Bahi Jan forex trading mein short cut kabhi bhi nhi krna chahiye because Jo short cut krta hai WO short mein hi neachy girta hai is lye long time krein aur loss na krein long time is best
                • #1703 Collapse

                  Yeh depends kaertaa ha, aap kes kism kee shortcuts istmal ker raahy hein agr to aap bus chaehain key app nei buy sell krna sekh lia ha, aor ab apnye personal predictions pr trading open kr skty hein aor dinn main 5 mins de ke profits achieve kr leen tuo yei bhee wrong ha, lykin agr aap rozna ky genuine technical anlyses ko apnee shortcut bnaa lain to woh theik ha
                  • #1704 Collapse

                    han g hamy fx ma kamyab hony k lia hamy short cut sy bachna ho ga tab ham fx ma kamyab hos katy han ya k real kam hai jsi yahm achi erning haseel kars akty han ya ak acha business hai
                    • #1705 Collapse

                      kisi b kam mei ak lamby ersy tk kam krny or profit kamany k lye zarori ha k koi b short cut na estamaal kya jie . short cut sy hm earning tu kr lety hn lakin wo zaida dair tk ni hoti.bht jald hm banned kr dye jaty hn .is lye kam krny k lye hamesha proper way estamaal krna chahye.
                      • #1706 Collapse

                        long term kay liay is ko join karay aik business man ka kam hi yehi honc haiy kay wo apnay business ko kamiyab karay na kay is ko kuch dino kay liay join kiay aur baad me lost karwa jkay is ko bhol gay aisay tu ap is me kamiyab nai ho gay
                        • #1707 Collapse

                          jo bhi trader forex trading business ko shortcut samjh kar join karte hain tou woh loss ko face karte hain mere khayal se humen iss business main bohot sabar se kam lena chaye phele apne experience ko increase karen phir apni investment ko phir profit khud hi increase ho jaye ga.
                          • #1708 Collapse

                            forex trading mere khayal main dunya ka ek wahid aisa buisness hai jis main ap shortcut use ni kar sakte ho kyun k agar ap ne is main shortcut use karne ki koshish bbhe ki to ap kbhy bhe kamyab ni ho sakte ho nakam ho jao gay ap
                            • #1709 Collapse

                              Forex trading me kamyabi ke liye ap ko bohat zaida sber aur long term trading krnay ki zarorat ha. Greed krnay aur km waqt me zaida profit earn krnay ke liye ap zaida risk len ge to loss ho skta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                Forex mein jaldbazi ka hamesha nuqsan hi hota ha. Agar hum trading se pehlay proper learning karain and trade open karnay se pehlay analysis mein time lagayin to in case humain loss ho bhi gaya to wo kam hoga because soch samajh kar jo trade open ki jati ha, us mein har baat ka khayal rakha jata ha like money management, risk management, proper lot size, appropriate leverage etc.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X