avoid shortcuts in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1756 Collapse

    agar hum short cut use karty huwy trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay but wo thory time kay liey aur humay esmain regular short cut use nahi karnay chahiey kyun keh short cut kay chakar main humay market main earning nahi loss he hota hay aur humay esmain sabar say kam karnay main he faida hota ahy
    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1757 Collapse

      Short cut ka matlab hy k ap koi do numbri krna chahty ho ap aur do numbri main hamesha insan apna nuqsan hi krta hy ap ko chahiy k ap agar forex trading k business sy achi earnings krna chahty ho to ap sab sy pehly forex trading ka experience aur sara ka sara knowledge hasil kr lo tab apko kisi bi short cut kI zaroort ni pry gi
      • #1758 Collapse

        Forex trading mai short cut wali approach rakhna danishmandi nai hai . jo log short cut per belive karty hain woh forex trading ko baghir learning kay start kar daite hain aur jaldi ameer honay ke chakar mai aur profit earning kay liye apna capital risk per laga daite hain aur iss cheez ka koi b faida nai hota hai .
           
        • #1759 Collapse

          trading main shortcuts to koi b nhi hain mgr es business main mostly hm dekh sakty hain k agr hard work acha ho to market main ap ko koi b nhi rok skta.ap easily apnay ap ko adjust kr lety ho market k lehaz se.ye 1 long term business hai or market ko soch smj k he trade lgani chye.es tra ap ko kafi help milti hai trading krny main.shortcuts main to bs loss he hai.
          • #1760 Collapse

            Ji Aap Ki Baat Sahi Hai aapne Forex trading Mein shortcut se avoid karna hai shortcut Hamare liye loss ka sabab Ban sakte hain isliye Humne shortcut use nahi karna Forex trading co completely learning karna hai aur uske baad Phir Yahan Par Humne Apna Kaam start karna hai yeh Hamare liye Jyada fayda De sakta hai aur Hamare liye achha Hota Hai
            • #1761 Collapse

              forex trading mn jo log shortcut say ameer hony kay plan karty hn wo boht jald is market say nakam ho kar ghar beth jaty han. ek mashhoor maqoola hay kay slow and steady wins the race. so learn , hardwork aur fir earning
              • #1762 Collapse

                assalamualaikum respected members of Pakistan forex ato kia ap kisi b business me shortcuts lgana nai chaiye q k yr ye derpa nai hota is liye kaha jata hybk slow and study wins the race.
                • #1763 Collapse

                  jee ha sir hamay trade ma kabhi bhi shortcut nai krna chahiye qk qk ham ziada profit hasil krnay or kam time ma to ham loss bhi kr sakty ha apko forex ma profit ho ga lakin apko aek way say trade krni hoti ha jis say apko profit slow hota ha lakin loss nai hota ha or ap aek achi trade bhi kr sakty ha
                  • #1764 Collapse

                    Short cut se hamen apna account se be hath dhona par sakta hai for example scalping ek galat trade account wash pura month ki mehnat ek din main zaya.so ahsta profit and set a goal
                    • #1765 Collapse

                      forex main plane kar k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur short cut ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main koi mushkil na ho skay gi aur market main greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay it is best job
                      • #1766 Collapse

                        cahy forex ho ya dunian ka koi bhi kam us may shortcut humay sirf nuksan hi deta hay is liayhumatyshortcutk chakar may nai parna cahiay balkay sabaraur tahmul se kam karna cahiay
                        • #1767 Collapse

                          agar hum forex trading main shortcut use karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur safe ho sakti hay es business main theak say money management karty huway theak say mehant kar kay trading karnay main he faida hota hay esmain dil lga kar focus karna chaihey tab he safe ho sakty hay
                          • #1768 Collapse

                            agar hum short cut use karty huway trading karen gay to esmain hum kuch time kay liey to earning kar sakty hay but esmain hamesha earning mumkin nahi hay aur humay chahiey keh demo account par trading ki pracctice karen kyun keh sahi say practice karnay kay baad he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                            • #1769 Collapse

                              short cut wali soch waly log ziada tar business mai nakam hoty hain . iss trah say forex trading mai b hai jo log yeh soch kar forex trading join karty hain ke woh iss mai kuch dino mai kafi paisay kuma lain gaay woh loss he karty hain . Forex trading mai kamyabi kay liye kafi arsay ke mehnat aur time chaye hota hai tab he kamyabi milti hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1770 Collapse

                                Kabhi b a long time kam karne ke liye shortcut method to use Na Kare Agar shortcut method to use karte hain toh aapko market se Kafi nuksaan Hota Hai aur Market mein aapko isliye kaam kare
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X