forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1066 Collapse

    forex mein risks aisey kaam ho ga agr hum aopni knowledge experience aur practice ko zaida se zaida rakhey gy tou definitely hum easily apny app ko risks se bht dur kar lengy jo ky bht axhi baat ho gi humarey kaam k liye yahan par :)
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1067 Collapse

      yeh risk hamesha ziada nahi rehta hai woh khud he kam ya ziada hota hai kabhi market easily samajh me aa jati hai kabhi samajhne me mushkil ho rahi hoti hai aese me risk ka ratio ziada or kam hota rehta hai bas aap apni mehnat ke hisab se ziada risk ko or kam risk ko experience se manage kar sakte hain .
      • #1068 Collapse

        forex m risk ko kam krny k liay sab se best tareka ye hai k jab bhi ap tradng krain ap stop loss zaroor lagain is se ap ka acount maintain rhy ga aur zyada loss ni hoga
        • #1069 Collapse

          Forex hy to online aur riski business lakn as ko agher knowledge ka sath aur prectice ka sath karn gy to ap as risk ko km kar sakty hy ap ko zyda sy zyda market sy tuch rahna chay ta ka ap ko pata chal saky ka market kon sy potion main hy aur kon sy potions bana rahi hy
          • #1070 Collapse

            mare khyal main to Forex trading main loss aur profit k fifty fifty chances hotay hain aur hum forex trading main risk ko teb he kem ker sektay hain jeb humain forex ka complete knowledge ho aur is ka experience ho ager hum forex market ka analysis ker k trading kertay hain to profit k chances ziada ho jatay hain aur loss k chanses kem reh jatay hain.
            • #1071 Collapse

              Forex aikbohat asan business hay ye is chezz pay depend karta hay k agr ap k pass knowledge acha khasa hay to ap ziada profit earn kar saktay hain aur ye knowledge ap ko mehnat karnay say hi gain ho sakta hay demo account pay ziada say ziada practice karen aur jo mistake karnay say ap ko loss face karna paray us ko repeat na karen agr ap in sari chezon ka kheyal rakhen gay to definately ap ko loss k chances bohat kam ho jain gay
              • #1072 Collapse

                Forex main loss ko risk ko kam krney key leye aisi strategies aur planning ki jati hain keh jis sey loss ko kam kia ja sakay. Is key leye aapk o forex ko properly learn krna parta hy aur demo account main practice kr key confidence ko increase kia jata hy. Trading skills ko seekha jata hy aur un ki help sey trading ki jati hy.
                • #1073 Collapse

                  Is main hamain kam karna hai to hamain is main knowledge hasil kar k kam karna hi ga t j him is main achy say earn kar k kam karein aur is main risk Lena hai yo is main manage hasil kar k kam karna ho ga
                  • #1074 Collapse

                    forex trading mein agar ap apne risk ko kam karna chahte hain to apko chahiye ke ap is mien proepr risk management seekhen aur iski bhrapoor practice karen.
                    • #1075 Collapse

                      forex trading men profits and losse bopht ziada han forex high risk business ha is men risk ko manage karna boht zrori ha aap koi bi trade 1 R 2 se kam ki na len apny risk ko kam se kam aur profit ko ziada se ziada level par lay kar jaen risk management boht zrori ha .
                      • #1076 Collapse

                        Fprex tredinhg buznees min agar aap logh apne risk ko kam karna cahte hyn to aap ko cahhe kah aap jab apna order open karyn to os min aap ko apna woloyam kam rakhna cahye is se hum ko kam risk ho ga
                        • #1077 Collapse

                          Forex mi agr risk ko kaam krna hay aur profits kamana hay tou mere khiyal sey pihley markeet ko bhi dikhna chahiy ky o kes tara chalraha hay in the current days , tb mere khiyal c risk kaam hao skta ha
                          • #1078 Collapse

                            Risk km krni k buth factor c hain ,,sb sa important factor hy greed ,,is k b him risk.ko.km kr sakty hain,,,jald bazi ko.km kr b hum rik ko kum kr sakty hain,,rusk management k via b him risk ko.kum kr sakta hain ,,,shORT cut trams ki km kr k b rusk ko km kia ja sakta hy emotions control sa through b ,,or apna target according to experience adjusted kr b
                            • #1079 Collapse

                              mai tu samjhta hon ke forex trading mai risk ko ziada learning kar kaay kam say kam kiya ja sakta hai . iss kaay sath sath traders proper money management strategy, planning, greed ko avoid kar kaay achay trader b ban saktay hain aur apni trading mai say risk ko be minimum kar saktay hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1080 Collapse

                                Bhai g forex trading ek riski busniss hy jis mai apko chahye hy k sp risk reward ko read ker ke proper usko use karo ta ke apko is mai zaida looss na ho jae is mai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X