forex mai risk ko kaise kam kiya jaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    Forex mein risk ko aap apne experience and knowledge se kar sakte hain kyun k agar aap k pass forex ki knowledge hogi to trading karte waqt apko naa to dar lage ga aur naa hi ap ko risky lage ga trading karne kyun jis k pass knowledge hoti hai trader auroon k muqabale zayada achi trade karta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      je han forex trading aik risky business hay laikin ap agar chahain to uska risk kam krasaktay han woh is tarhan kay apko is field may zada say zada experience or knowledge hasil karna zarori hay hamay chahyey kay jab ham new order karain to hamay stop loss or take profit laga na zarori hay jis ki waja say ap ka risk kam hosakta ha or ap loss say bach saktay han
      • #318 Collapse

        risk zada tab hota hai kab ap new hote ho ya phr itna experience or learning nahi hoti k ap timely us cheez ko judge kr sako or profit earn kr sako.. risk kam tb hota hai jab ap trading krte raho aas pas hr cheez pe nazar rakho tu automatically apko khud judge kr lo gay k es trade me benefit ho ga ya nahi...
        • #319 Collapse

          meray khyaal say forex main risk managment bht zruri hoti hai so jo banda ye kam achay tarikay say kar leta hai wo is main kamyab ho jata hai is ki bht si tricks hain jesay k daily bases apr market ko anaylis kia jaye to risk kam ho sakta hai
           
          • #320 Collapse

            bhai risk ko aap ki practice or knowledge and experience he kam kar sakte hain jitni aap ki is business me mehnat or lagan ho gi utna he aap ko is business me profits hasil hon ge .
            • #321 Collapse

              agr risk ko kamm karny kay liey aap ko planning karna ho gi.aap apny account kay balance kay hisaab say he risk lay sakty hain.iss liey agar aap ka balance kamm hai to aap ko kamm lot say kaam karna ho ga. Gud luck
               
              • #322 Collapse

                hum risk ko easily kam kr saktay hain bs hamain thodi mehnat krni hogi roz learning krni hogi demo acount pe practice krni hogi aur aci tarah planing krni hogi aur practice kr k experiance holder banna hoga phr hamara loss kam hosakta hai aur sath sath emotions pe control rakhna hoga jald bazi ni krni lalch ni krna sabar krna hai over confident ni hona jzt confident is tarah 100% loss kam hojaiga.........
                • #323 Collapse

                  sir gi ap ne bilkul tkhi suna hai ya bohot riksi business hai or har buseinss me los ka khatra hota hai ap ko agar foerx me apna acha profit kamana hay to ap ke apna experience or apni mahnat par ap apna loss hony se bacha sakty han ........
                  • #324 Collapse

                    bhai jaan hum hard working kar k aur apni skills ko achi tarah use kar k forex main kamyabi hasil kar skty han aur greed ko avoid kar k loss say b bach skty han lekin learning aur hardworking kamyabi k liye sab say zyada zruri hai
                     
                    • #325 Collapse

                      Agar apko risk kam karke profit ziyada karna ha to apko apna experience power bharnaa hoga...q ke risk ko sirf experience hi kam kar sakta ha aur fore me hum achi earning kar sakte han
                      • #326 Collapse

                        In Forex business factor of risk is always present at any time, one can decrease it just by experience and just keep a deep eye on its analysus of trend and changing situation that are prevailing from time to time you can lower down the factor of risk by good planning and by good strategy.
                        • #327 Collapse

                          Forex really main ek risky business he aur ais main risk ko kam money management ki study kr k kiya ja sakta he jis k liy apko proper knowledge aur direction ki zarorat hoti he.achi practice,ache knowledge, achi learning aur market ki samgh se ap risk ko kam aur profit ko zaida kr sakte ho.
                          • #328 Collapse

                            Dera forex main risk ko is tarha se kam kia ja sakta hai k pehlay ap is ki demo account par practice karay or is k baray main learn karay is ki knowledge hasil karay or aik achay traders se guide lain tu hi ap risk se bach saktay hain or apnay ap ko loss honay se bacha saktay hain.
                            • #329 Collapse

                              main Samajhtaa hon K Money Managment k Asoloun Ko Made nazar rakhtay huye Ap apnay Risk Ko Kam kar Saktay hain,Acha trader Kabhi Bhi Apnay Capital par 30 percenct sy zyada risk nahin letaa...main Samajhtaa hon K risk factor tou har buisness main hota hai Magar Forex Main Aap money managment Ko Sekh kar risk Factor Kam Kar Saktay hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                "Learning is best way to reduce risk in foreign trading business kiun k high risk un k lea ha jin ko trading k experience nahi hia ya trading mein greedy ho jata hain other wise forex mein risky nahi hai. forex mein agar hum daily ya weekly k profit k target set kar leta hain tu hum risky se bhi bech skta hain aur hum ko earning bhi kafi sari ho jti hai"

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X