News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #316 Collapse

    news ko ache trah se smjhna trader ke zimadare hote he aur news se market ke sahih trend ko smjhna asan hota he aur trader ko market ke news aur updates ko hmesha watch krna he aur hmein apne trading mein ache trah se market ke information jma kr ke apne trading krne hote he he phr hmein apne trading mein kam krne mein asane rhte he
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #317 Collapse

      Aslam o alikoum dear news kay time trade krnay ka wo he tariqa hai jo hum normal trade main krty hain koi difficulty nhi hai bs news ko follow krain aur market kay trend ko follow krain
         
      • #318 Collapse

        News k wakt ziada tar avoid krna chye aur ager ap sahe data/news read kr rhy hain to pher ap ko foran buy ya sell laga deni chye data k mutabik. Ap yad rakhen k ap Apna stop loss kam rakhen aur take profit ziada rakhen jis say ap ko profit ho skta hai. Ap News k wakt kuch trades buy aur kuch sell laga den wo bhi profit den gi.
        • #319 Collapse

          Aslam o alikoum dear newz ke trading main kafi importance hai agr market ke moving zeada taiz ho to aap wait krain market ka analysis krain phr apni trade open krain
             
          • #320 Collapse

            News ka doran trading Mary khayal ma faida mand ha q k kisi b country ki market us k halat sa boht gehra taluk rakhti ha jasay hi wahan koi hadsa hua market Down r agar koi achi khabr ai to market up ho jati ha
            • #321 Collapse

              Dear trader's,
              Mery nazdeek humesha news k reversal py trade krni chahye. News k wakt market se out rahen. R news k 30 se 45 mint bad trade lgaye .news ki waja se hony Wali movement ko market 50% zror recover krti hy.shukiya
              • #322 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                Dosto jb b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
                agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo.
                Isi tarhan agr market 500 points down jaye to wahan se buy krlo aur jitna profit lena ho le k close krdo.
                Agr apko ye tariqa pasand aye to zror follow kr k btana k apko is tariqa se kitna profit howa,
                lakin pehly ap is tariqy ko demo pe zaror chek krna.
                Dear aapke Strategy bhe achi hay lekin agar aosa kiya jay k news se pehly he pending order place kar diya jaay aur jahan rate chal raha ho wahan se ya to up ya down sell stop buy stop ka order laga diya jay aur phr usko 30 ya 40 pips ka tp lagaya jaay to es tarha bhe news k time profit liya ja sakta hay.
                • #323 Collapse

                  Daikho dear better tu yehi hy kay aap news time trade karryn hi nahi kio naa kay os waqt market kaa koi pta nahi kaha say kaha nikal jaye oar aap joo keh rahy hn woo tu bilkul bhi nahi sahi baaz okaat kuch aisa karrny say profit mil jata hy par har bar aisa nahi hota ye aisa karrny say aap koo loss zyada oar profit kam mily gaa aap koo han agar aap new trade py. Experience rakhty hn tu aap limit trade ki lgaa day better rahy gaa yee....
                  • #324 Collapse

                    han bhai ji markete news k oper kafi depend kerti hy.agr news positive hoon iska matlab hy k market up jaye gi..news k oper trde lena short time kaily thk ho sakta hy..wrna koi pta nh k kitny pips tak market move kry ge news k oper.
                    • #325 Collapse

                      News kay waqat trading sirf scalping kay tor par hey ho sakti hai us kay elawa bahtar yahe hai kay ap news kay waqat trade na karain kyon kay us waqat market boht taiz move hoti hai or velocity boht high hoti hai ap ka loss ho sakta hai,
                      • #326 Collapse

                        Forex pey time to time trade related news break hoti rehti hai aur traders in ko follow kartey huey trade mai profit banatey hain. har news ko follow nahi karna chahiye q k kuch news rumors aur false bhi hoti hain sirf strong trending news ko follow karein aur sath apna experience bhi zaroor utilize karein.
                        • #327 Collapse

                          aslam o alikuom dear brother aap nay teak kaha hai kay new kay waqt market ke moving ko daikh kr trading krni chahaiy koun kay us waqt market ka kuch pta nhe hota kay market up bhi ja sakti hai aur low bhi ja sakti hai
                           
                          • #328 Collapse

                            news kay wakt trading karnay kay wakt hamesha stop loss kay sath trading kar nehi to ap ko bohat zada loss ho jaey ga
                            ap news trading risk management kay sath karay
                            1 dollar loss to 2 se 4 $ profit rakhay or rsi ka istemal kary high to low market me agr news kay wakt market range me ha to ap moving average use karay
                            aisi scalping na karay jis me ap ko profit kam or loss zada hoo
                            • #329 Collapse

                              Brother news time per first trade karni hi nahi chahyie but agar trade karna ho to first trend ko clear honay tak wait karna chahyie agar esa hi nahi ho to humain aik hi time per selling or buying aik aik trade open karna y stop loss and take profit use karna chhayie jes say bhee kuch earning possible hay. but better yahi hay keh first trend ko clear honay ka wait karna chahyie.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #330 Collapse

                                Meray khayak se jab news ki timing hoon to huamain bht lowest level ki trade lagana chhye ay qk jaab news ati hay to mostly trends chang hoo jata hay qk news some time market analysis k against ati hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X