News k waqt trading krny ka aasan tariqa.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    g bhai is per hum nay to kabhi bahi kio news nahi dekhi kinyo kay main to 24 ghantay main kisi bhi time pay order laga deta hon or Allah ka shukar he kay mjhay is per profit bhi hota he or ye proft begain kisi news ya begair kio takiing proft boundray kay hota he bus main order laganay kay bad insta trader kay sath her waqat attach rehta hon or apna order check kar leta hon kay kis direction main ja raha he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      salam, bro bilkul ye tareqa theek hai, main essa he krta hun, jab maret buhat up hoti hai tu main selling krta hun n jab market buhat low hoti hai tu main buying krta hun, is trha kafi acha profit gain ho jata hai
      • #288 Collapse

        dear ya to news par hay kay news kis kisam ki ati hay agar to news ati hay high impact may or pichlay kay mukablay may jaysay pichlay aai thi 1.2% jab kay iss bar 2.3% hay to phir 500 pips kiya ya to 2000 pips bi mar sakti hay or aysa kai martaba howa hay.
        • #289 Collapse

          Bhai mere khyal say ap theek kh rhay hai lakin mere khyal say major newses k doran trading krna kafi risky ho skta hai or trader ko loss b ho skta hai Q k kuch news kafi major hoti hai jesa k FOMC,NFP,FED,BOC,or is trha ki major newses.in newses ki wja say market mai kafi zyada movement hoti hai.isi liye hmesha trend k mutabik hi trading krni chahiye or trading mai bilkul b jldbazi nhi krni chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #290 Collapse

            Friends mien na trading abhi start ni ki is lia mjhy is k baaray mien ilam ni hy so please agar koi most senior member yaha hy to kindly wo information zroor share kry taa k dosray log jo ni janty wo faida utha skien or wo bhi profit hasil krien jaissay ap hasil kr rhy hien so hurry up.
            • #291 Collapse

              nahe mery khyal main yah method koi effective nahe hai. q k ksi ko pta nahe k market katni effect ho gy. or mazeed yah k lazmi nahe hai k market wapis ayin ya na. to is bunyad per buy ya sell ka order capture karwa sakta hai.
              • #292 Collapse

                news k waqt trading krny k bary may maa khna cahta hu k jab bh news aa rhi hu humy alert hoo kar trade krni cahhye is sy humy kafi fidaa hoo sktaa haa agr alert hoo kar trade kren too...
                • #293 Collapse

                  bhai news k wqt trading karna thora mushkil hai, q k pta nahi chlta k konsi currency kitni strong ya weak hogi, news ka asar kabhi 5min rehta hai to kabhi sirf jhatke mar k chle jata hai ya phr 1 -2 ghante tk hota hai js main 500-1000 pips gir jaty hain, news k wqt trading krne k lye dihan bhot zaruri hai bhai.
                  • #294 Collapse

                    ap news agr koi bi ay ap apni enhat sa trade krn or newz k mutabik ap bht carefuly or muthyid ho kr trade krn forex k rules k mutabik step by step...........
                    • #295 Collapse

                      brother hrr country ki apni finincial orr economical conditions hoti hain jinki news world wide aa jati hai un news ka us country ki currency py direct effect hota hai orr matrket py impact bheee ata hai isi data se jo analysis kiye jaty hain inko fundamental analysis kaha jata hai
                      • #296 Collapse

                        assalamu alaikum dear ge ha forex trading me news ko bohot hi ehmiyat hasil hai keye ke is see ham ko pata cahlta hai ke ham ko trading karte waqat keya statarge rakhna chahiye is see ham ko bohot faida ho sakta hai
                        • #297 Collapse

                          News kay waqt tradign krnay ka aik acha aur asaan tareeka ye hai kay aap news ko suno ghour sai us kay baad aap trade lgao news sun kr traganay sai hamay bohot faida hasil hota hai hamay profit bhi hota hai.
                          • #298 Collapse

                            • #299 Collapse

                              my dear brothers i think news k dooran trading krna asan nahi hai kafi difficult hai mere khayal main traders ko news ka impact khatam hony k baad he trade krna chaye wo best hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                                aisa na ho k pehly market 15 pip up jaye to buy ka lag jaye order aur phr 15 pip nechy aye to sell ka lag jaye.
                                yes mery bhi khyal sa yw tareka thek nhi hai aap buy sel ik time pa na krin
                                iss sa ye hor ahai baz time news k waqat k markwt buht tezi sa kabhi oper or kabhi neechy aap ko trend ki smjh nhi lagy gi or dono trades am loss ho jaye ga
                                iss liye ye treqa sa door hw rhy best rhy ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X