News k waqt trading krny ka aasan tariqa.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    ap ny jo tarding ki startigies share ki hn wo best startgie ha is men ap new k waqt trade kar k fida utha sakty hn is k lye ap k lye asan kam ye ho ga k pahly ap buy karn phr sell karn do kam eik hi waqat py na karn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      asal ma agar hm trading us waqt karen jb news chal rahi hon to ye bht zada asaan tareeqa ha q k news feeds ma hamen pta lag jata ha k market ka utar chadhao kya ha or market ma kis cjez ka ab kya rate cha;l raha ha is traha hamen trading ka idea b ho jata ha :)
      • #303 Collapse

        g aaap nay bilkull theeek kaha par or umeed karta houn aap sab khairiat say hongay meray dear bhai bikul sahi kaha mery dost nay bhi yahi btaya tha mjhe kay aisa he krna hai trading main
        • #304 Collapse

          Nahe g main app ki iss strategy say agree nahe hoon koin k market may be aik trend main ager aa jaey ge to pher to us ki return mushkil ho jaey ge so trend ko humesha follow karean
          • #305 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Carry Ruiz پيغام ديکھيے
            i think news k dooran trading krna asan nahi hai kafi difficult hai mere khayal main traders ko news ka impact khatam hony k baad he trade krna chaye wo best hai
            ye bat tu hai k kafi difficult hai but brother ma ye chata hob k ma ye seekh jao news k doran q k suna hai new sk droran akfi oog buht sara oesa kamatunhain tu ma bhi ye krna chata hin so sekhao mujy
            • #306 Collapse

              Lazmi Nhi k Market 200 se 500 Pips move kerny k bad wapis aay aksar dekhny mai aaya hai k market aik side per move kerny k bad usi side per slowly move kerna shuroo ho jati hai.
              • #307 Collapse

                news ko trading main watch krna ha trader ko market main news updates hona aor market ki information sy trading krna ha trader ko market main good profit earning kay liy market ki news updates ko time py watch krna ha aor trader market main news kay market py hony waly asrat ko smjh kr order place kr ky profit earn krta he
                • #308 Collapse

                  bhia apne jo bataya osme bohat hi zyada risk hn dekho bhia new ke bad market major trend ko follow krti hn jis type ki new hoti hn oske bad 500 point ke bad more 1000 point bhi 1 side move kr sakti hn :)
                  • #309 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: hasnainkb پيغام ديکھيے
                    Dosto jb b koe havy qisam ki news aati hy to market 200 se 500 points zaror move krti hy,
                    agr market 500 point up jaye to ap wahan se sell kr do aur jitna profit lena ho le k trade close krdo.
                    Isi tarhan agr market 500 points down jaye to wahan se buy krlo aur jitna profit lena ho le k close krdo.
                    Agr apko ye tariqa pasand aye to zror follow kr k btana k apko is tariqa se kitna profit howa,
                    lakin pehly ap is tariqy ko demo pe zaror chek krna.
                    Bhai apny bohat achi strategy btai hai mere khayal sy traders agar apki btai hoi strategy pai amal krain gy to mere khayal main unko profut hoga or apki btai hoi strategy ka faida bhi hoga
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #310 Collapse

                      ge han bhai hmein apne trading mein boht he ache trading strategies ko istemal krna profitable hota he aur hmein apne trading mein apne trading mein ihtiat se kam krna hota he aur hmein apne trading mein news ke waqt trading ko smjhna chahe aur apne trading mein news se jo asrat market pr hote hien in ko ache trah se smjhna hota he phr hmein apne trading mein acha profit hasil hota he
                       
                      • #311 Collapse

                        Aslam o alikoum dear jab new ka time hota hai to us waqt active hona chahaiy koum kay news main y he to hota hai kay ess pair per agr aap trade krain gay too profit ho ga
                         
                        • #312 Collapse

                          dost trading kay wqt market big movement krti ha aor trader ko chey keh forex trading main market ki news ki impact ko smjh kr trade krain aor news sy market main jo movement hoti ha is bat ko trader analysis karay aor in news ko smjha karay aor trader forex trading main phly news aor market ki updates ko smjh kr phr order place krain
                          • #313 Collapse

                            News pe trade k liye hamary pass koi achi fundamental strategy honi cahahiye otherwise technical strategy us wakat bekar ho jati Hain siwaye scalping k or that time news ki power direction pee hum profit le ker exit ho sakte hn or ye behtar bhi rehta Hy.
                            :1f607:جن کا بھروسہ اللہ پر ہو ہمیشہ کامیابی ان کی منزل ہوتی ہے۔:cool:
                            • #314 Collapse

                              Aslam o alikoum dear brother daikhain news kay time bhee aap trade kr sakty hain laikn bhtr hai kay jab aap ko kisi pair per news milti hai too aap phly say uss pari per trade kr dain
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                dear jo log forex trading mai news aur data etc ko smjhte hain wo boht ache se es ki importance b jante hain agar ap start mai he es mai aa kar seekho gy smjho gy phr kam kaor gy tu ap news aur data k time market ko ache se smjh k trading kar k apna profit nikal skte ho aur risk free trading b kar skte ho...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X