Hedging ki strategy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Hedging is a great currency trading tactic. My business is go along with the information you have. I do think just about every tactic is indeed necessary for just about every dealer throughout trading. Appreciate it to the good info.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      The expensive ones publish is incredibly excellent and also have a handy details about the actual Hedging. Hedging is a good technique to keep your quantity but issue is of which just how do most of us near the actual both trading along with acquired the actual take advantage of the item. This can be a significant problem to use the actual Hedging.
      • #48 Collapse

        Hedgin aik intihari mushkil kaam hai jo log daily apna order profit me close karny kay aadi hain wo is se bakhubi wakif hon gay kay me aisa kiun keh raha hoon agar hedging karni hai tu is se behtar yehi hai kay aap market me koi order hi na lagaen kiun kay buying or selling dono equal ho jati hai or apka profit ya loss wahi per ruka rehta hai. Market me aik hi decision lena parta hai ya us me profit hota hai ya loss apni trading me mushkil paida nahi karna chahiay balky trading ko simplify karny kay method find karny chahiay. Please don't use hedging I am also not using it
        • #49 Collapse

          great bhut he achi knowledge share ki apna but yahan per ak maxla ya ha kay baton ma sub he bolty hain but in real time jub trade chalr hi ho ti ha to kuch samjh nhi arha hota or kuch na kuch galat ho he jata ha
          • #50 Collapse

            Post ak successful trader kesay bna ja sakta ha


            post aik banday ko successful trader esay bana sakta hay kay ager ap qulity posting karenagay to dosro kp piada hota hay our dosray ager karay to apko paida hota hay our apko bous b melta hay jes per apk trading kar saktay hay
            • #51 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
              Mujhay umeed hay keh shayed is forum k kuch members ko is strategy ka pata ho, hedging ki strategy aik bohat tough strategy hay aur is ko karna aur is say nikalna bohat hi dushwar hay, lakin may ap ko simple aur easy urdu may batata ho keh hedging hay kia aur is ki madad say ap kis tarha say loss say bach saktay hain. waisay to bohat sari conditions hain hedging may, mai ap logo ko agah karta raho ga.

              Hedging may hota yeh hay keh ap nay trade kholi aur market ap k khilaf chalnay lagi, ap nay aik khas faslay tak wait kia, phir ap nay opposite trade laga li, yani agar buy ki trade lagai aur market neechay girnay lagi, to ap nay aik sell ki trade bhi laga li, ab agar market mazeed neechay bhi jaye gi to bhi ap ko mazeed loss nahi hoga, bal keh ap ki trades neutral ho jaye gi, ab is say hoga yeh keh ap ko mazeed loss nahi hoga, lakin jo spread hay dono trades ka, wo minus may hoga, aur jo beech may pips guzray hain unka loss hoga, yani buy aur sell k darmyan ki pips, is k elawa ap ka margin bhi use hoga, kuch broker aisay hain jo margin nahi laytay agar ap hedge karo gay to, lakin instaforex margin layta hay. Is tarha say ap hedging kar k apna capital bacha laytay ho, lakin museebat yeh hay keh ap apni position ko lock to kar laytay ho, lakin phir is ko unlock kis tarha say kia jaye? yeh aik problem hota hay. Is ko dosri thread may discuss karo ga ap logo say.
              Dear brother forex trading may Hedging strategy asan nahi hai dear brother agar ap is ko follow karo gay tu loss hi ho ga may nahi manta ho k profit kar k do mujay brother forex trading may ik hi hedging strategy hai jo Hum jesay trader use kar saktay hai dear brother our usb bekar hai who hai trade profit may ho our achi trade open ho jesay hi ap nay koi strong level deka hai us point say sell kar do brother our jesay who down ho ap nay wait karnan hai break out ka dear brother ap profit k liyeh hedging nahi kar rahay ho ap ka sara profit save ho ja ga is hedging say agar break out howa tu mazay close kar do sell wali agar break out nahi howa tu ap nay jis point say sell kiya ho ga tu soch agar market down say up ja rahi hai our ap nay 30 dollar k profit may ja rah hai our pher ap nay strong resistance k sath sell kiya ho tu ap ko pata chalay ga k k ap ka sara balance save ho ja ga ap demo par check karo yeh trader profit ko our b ziyda karna k liyeh hai na k hedging k liyeh
               
              • #52 Collapse

                Hedging ki strategy ye hai k ager ap jab trade kar rahy hain and apki trade 100 pipps ap ka mukhalif chali gai hai to ap ko samaj lena chahye k ab trade kafi lambi chaly gi to ap apni profit wali trade ko close kar k us k ulat simmat main trade laga den,
                • #53 Collapse

                  Hedging ki strategy app us waqat use kraian jab app ka account weak yah koi ecnomic,s data ki info tabi app Hedging ka faida utha saktay ho qnq agar appko loss hoga b to jo loss appko aik trade par hogi us say 10 guna kam karnay k liay app Hedging ka istimal kar saktay hay.
                  • #54 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                    Mujhay umeed hay keh shayed is forum k kuch members ko is strategy ka pata ho, hedging ki strategy aik bohat tough strategy hay aur is ko karna aur is say nikalna bohat hi dushwar hay, lakin may ap ko simple aur easy urdu may batata ho keh hedging hay kia aur is ki madad say ap kis tarha say loss say bach saktay hain. waisay to bohat sari conditions hain hedging may, mai ap logo ko agah karta raho ga.

                    Hedging may hota yeh hay keh ap nay trade kholi aur market ap k khilaf chalnay lagi, ap nay aik khas faslay tak wait kia, phir ap nay opposite trade laga li, yani agar buy ki trade lagai aur market neechay girnay lagi, to ap nay aik sell ki trade bhi laga li, ab agar market mazeed neechay bhi jaye gi to bhi ap ko mazeed loss nahi hoga, bal keh ap ki trades neutral ho jaye gi, ab is say hoga yeh keh ap ko mazeed loss nahi hoga, lakin jo spread hay dono trades ka, wo minus may hoga, aur jo beech may pips guzray hain unka loss hoga, yani buy aur sell k darmyan ki pips, is k elawa ap ka margin bhi use hoga, kuch broker aisay hain jo margin nahi laytay agar ap hedge karo gay to, lakin instaforex margin layta hay. Is tarha say ap hedging kar k apna capital bacha laytay ho, lakin museebat yeh hay keh ap apni position ko lock to kar laytay ho, lakin phir is ko unlock kis tarha say kia jaye? yeh aik problem hota hay. Is ko dosri thread may discuss karo ga ap logo say.
                    je bhai thnak kafi achi strategy batai hai ap ne or kafi type kia hai shayd k ye kafi use full bhi hoga hum sub k leay lekni new trader ko is ki samjh nahi aai hai ab tak
                    • #55 Collapse

                      Hedging is an excellent forex trading method. I will be believe your details. I believe every single method is so of importance to every single trader inside buying and selling. Appreciate it to the great information.
                      • #56 Collapse

                        hedging strategy bohat achi hay lekan is ko use karne k liye forex ka aana zaroori hay kyn k market kahan se reverse ho gi is bat ka andazar hona zaroori hay. is bat ko bhi zaroor discuss karen k in trades se profit mn kese nikalna hay
                        • #57 Collapse

                          mere hissab se yeh bilkul bekaar strategy he seedha seedha simple si trading keren aik traf sl or dusri taraf tp lgaen bs fuzool men 2 , 2 jagah buy or sell kerke loss double q keren ..
                          • #58 Collapse

                            Abdullah bhai dekhye hedging strategy ko use karna kisi be aam forex trader kay bus ki baat nahi . hedging strategy hai to bhot achi. lekin hedging strategy kay liye. ap kay instaforex ka real account balance be zada hai hona chaye. or jis pair main ap hedge har rahay hen. os pair ki ap ko movement ka pata hona chaye kay wo currency ya commotidy kitnay point kay baad revers hoti hai.
                            • #59 Collapse

                              Hedging is an excellent forex trading strategy. I'm go along with your information. I do believe each and every strategy can be so important for each and every dealer inside dealing. Thank you for your great details.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Brother ap ki es post ko pr ma ny hedging start ki hy mujy bot profit hoa hy. es sy phely ma expert signal pr trade krta tha to mera balnce 100 sy kam ho kr 40 rh gia tha. or hedging start krny k bad ab mera balance 120 tk ponch gia hy sirf 2 dino ma .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X