Hedging strategy

No announcement yet.
`

Hedging strategy

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    nice hai brother but agar is ko who log use kartay hai jis ko yeh pta hi nahi hota hai k market nay kis time our ksi jaga say turning karni hai our may nay kis point par stop loss use karna hai brother forex trading may who sub say yeh use kartay hai jin ko apnay mind our strategy par trust na ho brother
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ji han headging sy loss ko buchaya ja sakta hy,agar aap ky pass capital zayada ho, baz dafa capital itna kum hota hy ky hedging ky lye trade naheen lagai ja sakti, jis ky nateja zahir hy ky trade ko foran stop kur deena chahye takay account khali na ho,bus jitni trade mines meen gai hy bus utna hi loss ho.
      • #18 Collapse

        Main forex business main 3 months say hon. Or main nay jab bhi hedge kia hai mujhy loss hi hoa hai. Hedging aik bohat difficult strategy hai mery liye. Humain hedge ko break karny kay liye yeh bat confirm honi chahye kay is wakat makret hamary haq main hi jaye gi otherwise apko acha khasa loss hoga.
        • #19 Collapse

          dear friend hedging ki strategy aik sort men kamyab ho sakti hai k hum hedging ker agar dono lots ko matlab sell aur buy ko aik he jagha open kerden aur aik bare move ka wait kren aur waha one side wali lot ko close kerden aur phir hum market k wapas ane ka wait kren tu shayid ye strategy kamyab ho baki wese hedging ki strategy muje zati tur per atni psand nahi hai
           
          • #20 Collapse

            My dear your post is very good and have a useful information about the Hedging. Hedging is a very good strategy to save your volume but problem is that how can we close the both trades and got the profit from it. This is the major problem to use the Hedging.
            • #21 Collapse

              jee ha jo ild trader ha wo is strategy ko adob bhot karty ha ap apny money ko increase karny ka lay ap aik pair ko buy our sell dono me open kar daty ho our wait karty ho ky in ky point jo ap na traget set kya hota ha wah chala jy to close kar dy our profit pic kar ly
              • #22 Collapse

                jaha tak ahmy aysa kao batan hota ha yah ak achi trding ka plat forum ka jsi ko bohot achi akmkarna ka bara ma hamy aysa ko join kar sakta ha jnb mara saath.
                • #23 Collapse

                  Hedging k hawalay say aik important baat may ap logo ko yeh batana chahta ho keh agar ap ko general trend ka pata hoga to ap ko hedge ko kholnay may bohat asani hogi, general trend say mera matlab yeh hay k daily aur weekly basis par trend ap check karain to ap ko pata chalay ga k trend chal kia raha hay. Us hisab say money management kar k ap hedge ko kholain gay to kamyab ho jaye gay.
                     
                  • #24 Collapse

                    Mere khayal se hedging se kahin behtr hoga k hum thori bohat confirmation k bad position ko wahin close krde yahan forex main kuch dinon ka time nahi lagta sab kuch instantly hota hai. Lekin confirmation resources achi hon to behtr hai.
                    • #25 Collapse

                      bhai app ki baat teek ha hedging tu buhaat se trader kar laitay hain lakin phir iss se nikalna un kay liya buhaat mushkil ho jata ha aur wo darmihaan mian panas jatay hain iss kay liya kafi practice ki zahrooraat hoti ha tab hi app ya kar saktay hain
                      • #26 Collapse

                        yes dear some time mene bhi hedging kari thi but men usi men phas gaya tha finally mene account wash kar leye, us ke baad mene hedging karna he chhor deya he becuase hedging karna boht tough he mere lye,
                        • #27 Collapse

                          bhai hedging ki koi stratregy nahi hoti hai i think jab market kisi wrong direction me ja rahi ho tab us ke opposit trade lagany ko hedging kehty hain , mene abhi tak to itna he seekha hai otherwise us ke ilawa mujhe abhi is me hedging strategy ke bare me kuch nahi maloom hai .
                          • #28 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                            Mujhe apki hedging strategy2 wali smjh nhi ayi thi lekin ye wali strategy achi tarah smjh ai hai .. main kahin or se nhi seekh rha bs ap seniors ki threads se seekh rha hun
                            Itni saaf urdu may discuss kia hay, agar wo bhe samajh na ai to phir kia samjho gay? lakin phir bhi yeh bata do k problem kia a rahi hay, wha par question karo, apni problem share karo.
                               
                            • #29 Collapse

                              ji janab mujhe hedging k barey main full malumat hain lekin mujhse apney dost pochtey rehty hain is k barey main kyun k wo new hain kuch nahi pata unko islye ye strategy ko un hy parhna un k lazmi hain ta k unka dimagh khul jaye ap k posts ko parh kar ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                dear aap ye stretegy us time per adopt kerain jab aap ki koi trade minus me ho ore saath hi koi news usi pair k baarey me release ho to aap utnay volum ki aik opposite trade open kerain is se aap ki equity hedge ho gi ore aap ka loss ziaada nai ho ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X