dear hedging karna aik acha amal hai aap bare loss se bach jaty ho lekin hedging kokholny k liye aap ka bht expert hona bht zarori hai agr aap ny buy itrade ko sell se hedge kiya hai to ap hedging us waqt hi kholo jab aap ko es baat ka poora yaqeen ho jaye k bus ab market ki inteha ho gae hai ab market or down ni jaye gi tab aap ani cell ko close kar do or jitni pips ka margin hai us ko achive kar k cell ko bhi minus main band kar do es trha aap ki equty same hi rhy gi
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим