Hedging strategy

No announcement yet.
`

Hedging strategy

X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Dear double trade yani buy or sell aik sath iss ka liya aap ko market ko kam say kam 1000 point par janay day na chahiya qune kay wahan say market lazmi move hoti hay or jab market move ho to aap apni profit wali trad ko close kar kay us ki jagha us kay ulat trad laga do. very nice trading strategy. lakin iss main profit se loss zayada hai aur aik new trader ke liye risky aur difficult bhi hai. mere khayal main aik new trader ko issay use nahi karna chaiye. jab takriban 1 month ka experience ho jaye tab hi iss main hath daal sakta hai aur isay positively use kar sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      right dear brother achi information shear ki hai ap nay our mujay lagta hai k achi hai but is ko follow nahi karna chiya dear brother is liyeh dear brother agar is par depend karnay lago tu ap har time headging hi use karo gay our kuch nahi our forex may yeh achi strategy nahi hai our yeh strategy bahot kam hi log use kar saktay hi jo profit may close ho
         
      • #63 Collapse

        Brother its a gud advice lakin ap is ko mazed tafseel say bi bata dain ky hum lot size kia rahkin kion kat agar loss cover ho sakta hy to definitely we can gain prfit
        • #64 Collapse

          Hedging is a good foreign exchange technique. My business is go along with your data. I believe just about every technique is indeed of importance to just about every investor with investing. Thanks for the wonderful facts.
          • #65 Collapse

            thank you ap ne bht achi baat share ki hai but main samjhta hoon ke heading karna kabhi kabhi tu sai hai but is se ap her waqat is tarha se trading nahi kar sakte kyoun ke is main ap ko aik trade se tu profit ho raha hota hai tu dosri se loss hota hai aur jab ap profit wali trade ko close karte hain tu ap ke liye kafi muskil hota hai os loss ko recover karna
            • #66 Collapse

              Its a great strategy for forex. But It is not well fit for the beginners. Its good for experienced traders.
              • #67 Collapse

                acha ha but mere khayal se is me risk zayada hota ha, trading me tu risk wese b hota ha but is me kuch zayda ha, is liye mera mushwara ha ka ap risk free kam karen or apni earning karen
                • #68 Collapse

                  Hedging is an effective foreign exchange strategy. I will be go along with your details. I do believe every strategy can be so essential for every trader in buying and selling. Many thanks to the wonderful facts.
                  • #69 Collapse

                    Hedging ek bahot hi mushkil trading technique hy aur sirf professional aur experienced trader hi is ka proper use kar k is sy faida utha sakty hein. new trader k liey hedging bahot mushkil hy agar wo hedging kar b len to un k liey ye mushkil ho jati hy k ab dono trades ko kahan tak hold karna hy aur kahan close karna hy
                    • #70 Collapse

                      in my opion in forex Hedging is a good forex strategy. I am agree with your information. I think every strategy is so important for every trader in trading. Thanks for the nice information.
                      • #71 Collapse

                        you are right may dear brother ap nay achi information di hai brother our agar is ko jo log use kartay hai who best ho ga but may use nahi karta ho esay strategy who is liyeh is may loss hi ho ga brother profit kabi nahi ho sakta hai brother mujay nahi yadd k may nay kabi prfoit kiya ho esay trader may
                         
                        • #72 Collapse

                          ap nay bohut hi achi terhan say hedging strategy ko beyaan kiyea hain is kay liye bohut shukria main nay abhi tak hedging strategy apply tu nahin ki mager main aj try zaroor kerun gi umeed hain kuch results ayin gaye
                          • #73 Collapse

                            brother according to my experience i think double trade yani buy or sell aik sath iss ka liya aap ko market ko kam say kam 1000 point par janay day na chahiya qune kay wahan say market lazmi move hoti hay or jab market move ho to aap apni profit wali trad ko close kar kay us ki jagha us kay ulat trad laga do.
                            • #74 Collapse

                              ap her waqat is tarha se trading nahi kar sakte kyoun ke is main ap ko aik trade se tu profit ho raha hota hai tu dosri se loss hota hai.double trade yani buy or sell aik sath iss ka liya aap ko market ko kam say kam 1000 point par janay day na chahiya qune kay wahan say market lazmi move hoti hay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                je ha risk ko hedge karna or us ka strategy bnana hbi ha .sab sa bari kamybi ha ager ap ko risk ko hedge karna ajay kh kon time per ap na kia karna ha to ap successful trader bun suky han lakin is k lia ap ko thora time ziada dena perta ha experience or knowdge lana k lia

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X