Forex trading strategy
EUR/USD
Assalam Alaikum! Aaj ke macroeconomic calendar me US ADP Employment Change shamil hai. Jumah ke roz, tamam nazrein euro area me Americi mulazmaton ke aidad o shumar aur infaltion ke aidad o ahumar par hongi. Is tarah, market me utar-chadhaw badhne ka imkan hai. Agar qimat 1.0890 se niche fix hoti hai to, euro/dollar ka joda ghaleban kamzori ko badhayega. Utar-chadhaw me izafe ke darmiyan yah joda 1.0760 ke debt level tak bhi gir sakta hai. Mutabadil taur par, agar qimat 1.0965 se ooper badhti hai aur fir 1.1000 ki muzahmati satah ko paar kar jati hai to, ek uptrend dobara shuru ho jayega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим