EUR/USD, 2021
Assalam Aalikum!
Buniyadi tajziyah
European Union economic recovery ki taiyari kar raha hai. Khurak aur samaan ki mahangi qimaten European Union ke mumalik me ghair mustahkam maishat ki bat karti hain. Taxes me izafe ke sath hi producers saman ki qimaton me ek bar fir izafa kar sakte hain. Is ki peshan goi bade malyati idaron ne ki thi. America me, pure muaashi shobe ki taraqqi sust ho gai hai, halankeh Joe Biden hamsaya mumalik ka istemal karte hue maishat ko mustahkam karna chahte hain. Export America ke liye behtarin tariqa, kiyunkeh goods ka export mulk ke budget ki bahrpai kar sakta hai. Fed ki malyati policy abhi bhi sud ki sherahon me izafe ke liye meeting ko multawi kar sakti hai. Iske alawa, regulator manfi sud ki sherah ko bhi revise kar sakta hai.
Takniki tajziyah
Euro/dollar ki jodi 1.2070 ki nafsiyati lehaz se aham satah tak gir gayi, us muqam par jahan qimat ooper ki taraf mud sakti hai. Maine chart par is satah par trading range aur nichli satah ko ujagar kiya. Unchai ab bhi 1.2220 ki satah ke qarib hai. Mai tawaqqo karta hun keh quotes ooper ki taraf pullback karegi. 1.2150 ka nishan long positions ko kholne aur jodi ke ooper ki movement ki taraqqi ke liye ek acchi satah hogi. Qimat ko 1.2100 se ooper mustahkam karne ki zarurat hai, warna yah ek nayi nichli satah par pahunch sakti hai aur range ko tabdil kiya ja sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим