EUR/USD ka Technical Analysis
Pichlay haftay Euro ne kuch losses ko recover kiya aur ek upward correction me enter hua. Is ne 1.0763 ka key support level dhoondha, jahan se price recover karte hue signal zone me mazeed expand hui. Expected scenario k mutabiq price ka continuously niche girna expected tha lekin wo realize nahi hua, aur target area ab bhi active hai. Price chart ne super trendy green zone me entry kar li hai, jo indicate karta hai ke buyers kuch cautious hain.
Aaj ke technical analysis me agar 240-minute chart ko dekha jaye toh 50-day SMA downside ko support kar rahi hai, jabke stochastic apna upward momentum dheere dheere lose kar raha hai. Technical factors downside ko support karte hain, lekin hum prefer karte hain ke 1.0760 support level ka breakout ho. Yeh breakout easy access dega 1.0700 aur 1.0665 tak pohanchne me. Yad rahe ke agar price 1.0850 resistance ko break kar leti hai aur kam az kam hourly candle close hoti hai, toh pair short-term me healthy return kar sakta hai, jiska retest target 1.0880 hoga.
Abhi price weekly highs ke bohot oopar trade ho rahi hai. Main resistance zone significant pressure me hai lekin abhi tak completely break nahi hua. Ek move lower abhi bhi priority hai. Price ko 1.0837 ke neeche recover aur consolidate karna hoga, jo main resistance zone ka border hai. Is area ka ek aur retest aur uske baad ek pullback ek nayi move lower ka mauqa faraham karega, jis ka target 1.0694 aur 1.0627 hoga.
Agar price ne 1.0926 reversal level break kar diya, toh yeh current scenario cancel ho jayega.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим