Bullish, bearish aur sideways trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: khklive پيغام ديکھيے
    ji brother market total 3 trends ko follow krti hai ya tu wo bullish hoti hai jb buyers market mein zyada hote hai aur market uptrend mein hoti hai aur jb market bearish hoti hai tu wo downtrend mein hoti hai, bohat sare log trend ko hi identify nhn kr paate jis ke lye hum log simply trend lines ka use bi kr sakhte hai, is se ap ko idea hojata hai ke market kaha move kr rahi hai aur ap ki trading simple hojati hai, bohat sare log trend line use hi nhn krte jis ka bohat benefit hota hai, is lye agr ap ko trend ko identify krna hai tu trend lines ka use zarori hai, aur sideways mein bohat saare log trade kr dete hai jo ke difficult hota hai ap ko chahye ke jb market bearish ho ya bullish tb hi ap trade kre
    Ap nay bohat achi tafseel say agah kia, trend line ko bhe beech may shamil kia, asal may trend line agar banda use karta hay to us say aik resistance ya support ka idea ho jata hay, jo keh temporary hoti hay aur dioganal shape may hoti hay, is ko hum yeh bhe keh saktay hain k wave ki formation ka pata chalta hay trend line ki madad say aur jab market trend line ko break karti hay to commonly new wave generate hoti hay, agar complete break out ho jaye to.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      jee bhai jaan bullish sey murad ye hey key ye aap ko batati hey key market buy mey hey or bearish sey aap ko pata chalta hey key market sell mey hey or side way trend thab hota hey jab market slow hoti hey
      • #63 Collapse

        yes 3 types of trends bullish bearish and sideways han side ways ka trend ma trade krni thori muskal ho jtai ha ku kay us ka kuch pata ni chalta kay kab tak sidewasy ma he ray ge trade
        • #64 Collapse

          dear main ziyada taarr bullish market k trend main trade karta hhun jab market trend bearish wali side pay lay jati hey tab main trading nahi karta ya bohat kamm karta hun us main mery analysis thek kam nahi krty hen..
          • #65 Collapse

            currency markets is vital current market wherever trader can business their particular foreign currencies in addition to create benefit likewise at times eliminate on account of craze prognosis thjere usually are three craze half truths bear sideway there're quite impotent.
            • #66 Collapse

              in trends ko ziada tor pe long or higher time frames me analyze kar kay trading karni chahiay kiun kay lower time frames me ye trends ziada strongly analyze nahi hoty. Sideways trend ki situation me scalping ki ja sakti hai magar carefully hona chahiay phir bhi.
               
              • #67 Collapse

                bullish mean market is going up
                bearish maen market is going down
                sidways maen market is moving beween the two points
                never go aginst the main trend
                • #68 Collapse

                  Hum jaise loog jinko abhi tak forex kay baary main full information nahi hai tu Ap nay iss post main bullish bearish aur sideway trend kay baary main step by step bhut achy tareeqy say samjhaya jo kay mere jaise newbies kay liye bhut help full ho ga.
                  • #69 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                    Dear friend, is thread may ap ko trend k baray may batana chahta ho may, ziada tar log nahi jantay keh trend kon konsay hotay hain aur trend ka matlab kia hay? jaha tak k mujhay pata hay, trend teen kisam k hotay hain, is say ziada bhi ho saktay hain, lakin mujhay teen pata hain.

                    Bullish: Jab market up trend par hoti hay aur oper ja rahi hoti hay to hum us ko bullish trend kehtay hain, aur forex ki zaban may hum bulls active honay ki istalah use kartay hain. Is situation may buyers ziada active hotay hain sellers ki nisbat.

                    Bearish: Jab market neechay ja rahi ho musalsal to hum us trend ko bearish trend kehtay hain aur forex ki language may bears k active hona bhi kaha jata hay. Is condition may sellers pair ko sell kar rahay hotay hain aur un ka ratio buyers say ziada hota hay.

                    Sideways: Is situation may market na bullish hoti hay aur na bearish hoti hay, is may market bohat slow movement karti hay, aur choti range par trade karti hay, yeh time scalpers k lye bohat acha mana jata hay. Lakin scalping bohat risky hay.

                    Aap nay Buhat Achi Thread share Ki,yakenaan newbies Ko ye Maloom KArnay Main Asaani ho Jaye Ge k what is bullish and bearish concept...ap youn Samajh lain k bull yani k buyer hameshaa opar janay Ki koshish Karta hai or bear hameshaa nechay Anay ki Koshish kartaa hai... forex Trading Main Bear or Bull ki ek tarah Say larai he hoti rehti hai... Kabhi Bull bear par havi ho Jata hai or Kabhi Bear Bull par...yahan par ye yaad rakhna zaroori hai K bullish trend hameshaa market Main Rates Ko opar ly K jata hai or bearish Trend hameshaa market Main Rates Ko nechay Ly k jataa hai..Ek or bhi Trend hota hai agar Aap pakistani Waqt K mutabik raat Ko Takreban 2 bajay k baad thori Dair tak chotay Time frames par Check karain tou Ap ko bilkul choti choti candles bhi nazar ayeen ge... us trend ko Side Way Trend Kehtay hain
                     
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #70 Collapse

                      hawn yahan is cheez ka bhutkhyal rakhna pertaha kay kub market bearish per haya kub bullish per ha to is ko daikhtyhuat kamkaryngy to kaffi assani ho gi but is ko samjhna or is ki knwldge mrket say honi zaroori ha
                      • #71 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: crown
                        Bai In trend sy pehly ap ko batana pary ga k Pivot Points kia hota hai, Pivot point aik average point hota hai aur Us point sy above Bullish aur point sy
                        down Bearish Trend aur round about the point is sideways trend.
                        agree to the fact showed by the crown yr and i am totally siding him
                        • #72 Collapse

                          currency markets is very important current market in which dealer can deal their particular stock markets and also make benefit additionally from time to time get rid of because of craze recognition you'll find several craze fluff keep aspect approach there're incredibly impotent.
                          • #73 Collapse

                            bikul bullish trends main market upwards jate hai.aur bearish trends main market neche ke taraf jate hai.market ke trends ko dekhte hoe trading kerne chaiye kyun ke forex main yehe important hota hai.aur koish kerhe ke jab candle ya market sideways main chal rahe ho trading nahi kerhe.thanks.
                            • #74 Collapse

                              Hum ye Keh saktay hain k jab candles opar ki taraf ja rahi hon tab buying karni chahiye or jab candles nechay ki taraf aa rahi hon tab selling karni chahiye..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                fx is critical market exactly where trader can certainly business their currencies along with make earnings likewise sometimes shed as a result of craze diagnosis thjere are generally three craze half truths carry sideway there're extremely impotent.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X