Bullish, bearish aur sideways trend
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    you have to need bullish ,bearish and sideways candle and i think both are the best for you to make good and by the long time skill you will be selected which is the side ways candle and which is the bearish
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      g haan app nay buhaat achi wazahaat ki ha sab traders ko trend kay baray main janana buhaat zahroori ha tab hi wo apni trade ko profitable bana saktay hain kyun agar app ko trend ka concept hi nahi ho ga tu app koi sahee trade nahi laga saktay aur loss hi karain gain
      • #48 Collapse

        thanks dear ap na ya bhi kitni asani sa bata dia senier senier hi hota ha khair ap na ya nai bataya k market trend mane ager bullish ho ya bearish ho ya phir sideways in sorat hall mane tabdili ka kasay pata chalay ga indicator sa ? to in halat mane trading kis side mane lagani chahiay ya bhi please wazahat kijiay
        • #49 Collapse

          these are Market Terminologies Bullish main Trader Ziada hopeful aur Confident hota k Market upward jay gi tab trader ziada Buy ki trade lagata ha aur may b lot size b ziada karty hain, they are optimistic about the future of upward market... Bearish Bullish ka opposite jis main Trader Downward Trend ki base per ziada sell karty hain ...
          • #50 Collapse

            thanks sir apne bhot achi information share ki hum logo se aur specially new members ke liye bhi muje bullish aur bearish concept ka to pata hai par scalping main ne abhi bhi start nai ki to itni knowledge bhi nai thi apki iss post se meri knowledge main izafa howa lekin aik htink gold aik risky pair hai aur us pe scalping krna bhi bhot tough hai
            • #51 Collapse

              Bullish Bearish and Sideways trend hi market main nazr ate hain. Market main bhi kai log bulls kehlate hai uski waja yeh hai k woh sirf buy orders hi place krte hain or bears sirf sell orders hi place krte hain.
              • #52 Collapse

                Bullish trend mein market ooper ke taraf yani profit ke taraf jaati hai bearish mein downwards trend hota hai aur sideways yani
                   
                • #53 Collapse

                  Jee bullish ka matlab hai keh market ka trend positive hai,bearih ka matlab negative trend aur sideways ka matlab slow moving market hai.
                   
                  • #54 Collapse

                    Yeh app ki post achi is ko study kar ke acher aur kuch new log is post ko dekh kar apni trade ko karna sikh sakte hay per yeh new aur jo is ko nahi jante ya is ke bager hi trade ko karte the in ko zara mushkil ho ga is liye is ko apne demo account per app ko dekh kar is ki study karna ho ge aur app ke elam main ezafa ho ga .
                     
                    • #55 Collapse

                      dear friend ap bilkul sahi keh rhe hen ap ki as threads men jo baten pne btain hen un ki forex trading men bohat bari ahmiyt hai men ap ki as infortion ko sarahonga aur apne jo information di hai ye aik boht zaber dast hai muje khoshi hoe
                      • #56 Collapse

                        bhai jan aap ne achi information share ki hai meri nazar me hum newbies ke lye aisi posts or aise threadsa bohat informative hain in se hum ko kafi help mil sakti hai trading me , mene forex ko abhi itna nahi seekh hai lekin me isko learn kar raha hun or aise threads se mujhe isko learn karne me bohat madad milti hai . thanks .
                        • #57 Collapse

                          Ye markets kay trend hoty hain, Bullish Trend ko (Up Trend, Long Position or Rising momentum) jab kay Bearish Trend ko (Down Trend, Short position or Falling momentum) bhi kaha jata hai. Sideways bias me market ka koi trend nahi hota or amooman is trend me scalping bohat faida deti hai
                           
                          • #58 Collapse

                            Boht achi information ap ne di un traders ko jin ko pata nai hota, agar market aik fix range mein move kar rahi he according to trend lind ap aik candle os fix range k bahr close hoti he to pher tight stop loss rakh k trade open kar dein.agr oper cross kia to buy or agar down kia to sell.
                            • #59 Collapse

                              yes brother ap ney bohut hi achye tarikey se bullish bearish and side way k barey main samjahaya hain thanks alot esi tarah posts karty jaye ta k newbie ko fiada mil sakey aur trading karne main help ho un ki ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                ji brother market total 3 trends ko follow krti hai ya tu wo bullish hoti hai jb buyers market mein zyada hote hai aur market uptrend mein hoti hai aur jb market bearish hoti hai tu wo downtrend mein hoti hai, bohat sare log trend ko hi identify nhn kr paate jis ke lye hum log simply trend lines ka use bi kr sakhte hai, is se ap ko idea hojata hai ke market kaha move kr rahi hai aur ap ki trading simple hojati hai, bohat sare log trend line use hi nhn krte jis ka bohat benefit hota hai, is lye agr ap ko trend ko identify krna hai tu trend lines ka use zarori hai, aur sideways mein bohat saare log trade kr dete hai jo ke difficult hota hai ap ko chahye ke jb market bearish ho ya bullish tb hi ap trade kre

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X