Dear friend, is thread may ap ko trend k baray may batana chahta ho may, ziada tar log nahi jantay keh trend kon konsay hotay hain aur trend ka matlab kia hay? jaha tak k mujhay pata hay, trend teen kisam k hotay hain, is say ziada bhi ho saktay hain, lakin mujhay teen pata hain.
Bullish: Jab market up trend par hoti hay aur oper ja rahi hoti hay to hum us ko bullish trend kehtay hain, aur forex ki zaban may hum bulls active honay ki istalah use kartay hain. Is situation may buyers ziada active hotay hain sellers ki nisbat.
Bearish: Jab market neechay ja rahi ho musalsal to hum us trend ko bearish trend kehtay hain aur forex ki language may bears k active hona bhi kaha jata hay. Is condition may sellers pair ko sell kar rahay hotay hain aur un ka ratio buyers say ziada hota hay.
Sideways: Is situation may market na bullish hoti hay aur na bearish hoti hay, is may market bohat slow movement karti hay, aur choti range par trade karti hay, yeh time scalpers k lye bohat acha mana jata hay. Lakin scalping bohat risky hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим