Bullish, bearish aur sideways trend

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish, bearish aur sideways trend
    Dear friend, is thread may ap ko trend k baray may batana chahta ho may, ziada tar log nahi jantay keh trend kon konsay hotay hain aur trend ka matlab kia hay? jaha tak k mujhay pata hay, trend teen kisam k hotay hain, is say ziada bhi ho saktay hain, lakin mujhay teen pata hain.

    Bullish: Jab market up trend par hoti hay aur oper ja rahi hoti hay to hum us ko bullish trend kehtay hain, aur forex ki zaban may hum bulls active honay ki istalah use kartay hain. Is situation may buyers ziada active hotay hain sellers ki nisbat.

    Bearish: Jab market neechay ja rahi ho musalsal to hum us trend ko bearish trend kehtay hain aur forex ki language may bears k active hona bhi kaha jata hay. Is condition may sellers pair ko sell kar rahay hotay hain aur un ka ratio buyers say ziada hota hay.

    Sideways: Is situation may market na bullish hoti hay aur na bearish hoti hay, is may market bohat slow movement karti hay, aur choti range par trade karti hay, yeh time scalpers k lye bohat acha mana jata hay. Lakin scalping bohat risky hay.
     
    Learn how to trade then trade in real market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے

    good.aap nay achi information share ki hai.ye newbies ky liey helpful hai.aap ki ye baat theek hai kay scalping risky hai.main scalping kamm he karta hun.main long trades karta hun.mery khyaal say gold ki trading main long trades he better hain.scalping ki waja say mujy loss ho chuka hai.
    • #3 Collapse

      It's important to remember that money can be made or lost in bullish (uptrending), bearish (downtrending) and neutral sideways - trending markets. Trendlines...
      • #4 Collapse

        forex market is very important market where trader can trade their currencies and make profit also sometimes lose because of trend detection thjere are three trend bull bear sideway they are very impotent
        • #5 Collapse

          dear ap ni bhat acho malomat di hao ma bhi new user hn mujhy nai pata tha ab pata chal gaya hao ab ma bhi asy hi business kr k lose se bach sakta hn
          • #6 Collapse

            g aa agar isi tarha hamy maolomat milti rahy to mera khyaal hai ky forex mai jitne b naye log hai os ko kafi asaani ho jati hogi forex business mai q ky baz log forex mai kuch nahi janty hai our mera khyaal hai ky un ki help karni chahiyea taa ky wo bhi teek tareeky se apna kaam kar saky our iss mai apni life set kar saky
            • #7 Collapse

              Brothers, mera yehi maqsad hay k ab jab keh hum logo ko yeh aik Pakistani forum mil gaya hay to hum is may apni zaban may ziada say ziada experience share karain aur apnay logo ko guide karain, ta keh jo log bhi yaha par bonus jama kar rhay hain wo learning kar k us bonus say faida utha sakain aur bonus par depend karnay k bajaye bonus k profits say apni investment start karain aur kamyabi k rastay par chal parain. Sirf bonus jama kar k gambling karnay say problem ka durable solution nahi niklay ga aur na hi yeh future k lye concrete solution hay.
               
              Learn how to trade then trade in real market
              • #8 Collapse

                Sahi maloomat dy rhy ho bhai is tarhan ki info ko past krna banra band na krna Q k share krny ka he yahan kam hn wo log jin ko nahi kuch pata wo yahan sy info leny aty hn or jin ko pata ha wo yahan info deny aty hn is liy great job you are doing keep it up & thanks
                 
                • #9 Collapse

                  G haan.agar hum trend kay saath chalty hain to hum zyaada earn kar sakty hain.mery khyaal say agar sideways trend jab bhi nazar aye to hum is say boohat faida utha sakty hain.ye boohat important hai.jab ye up ya down main convert hoota hai to hum is time pay trade open kar kay zyaada pips gain kar sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    bulish ka matlab hai strong means up is man market aik side means up sade per move krti hai aur aik khas range tak is ka trend ya moving up hi hoti hai iss k pechy data boht matter krta hai is ko move krany main. issi tarha bearish trends means downward. Is main markete downfall krti hai aur rates kafi tezi sy gir jaty hain aur kafi range tak girty hain. Sideways ka matlab k makete na up trend aur na hi downtrend slow slow hoti hai.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: qureshiji پيغام ديکھيے
                      bulish ka matlab hai strong means up is man market aik side means up sade per move krti hai aur aik khas range tak is ka trend ya moving up hi hoti hai iss k pechy data boht matter krta hai is ko move krany main. issi tarha bearish trends means downward. Is main markete downfall krti hai aur rates kafi tezi sy gir jaty hain aur kafi range tak girty hain. Sideways ka matlab k makete na up trend aur na hi downtrend slow slow hoti hai.
                      brother, bullish ka matlab forex market may up trend hay aur yeh jab hota hay jab buyers active hotay hain, aur bearish jab hota hay jab sellers active hotay hain, aur yeh us sorat may hota hay jab in dono ki percentage may kafi faraq ho. yani 70:30 ka ratio ho to.
                       
                      • #12 Collapse

                        thanks aap nein bohat achee information share ke hai aasan urdu mein aisa kaha ja sakta hai bullish keematon mein izzafa,bearish keemton mein kami aur sideways ka matlab keemton mein istehkaam hoga.
                         
                        • #13 Collapse

                          What a great post you made here for newbies like me. I truly appreciate your efforts bro for sharing such a good stuff with all of. Keep sharing such knowledge things so that we may enhance our knowledge.
                          • #14 Collapse

                            achi thread hai un members k leye jo bearish,bullish & side way trend ko nahi janty thy.Trader ko humesha koshish karni cheye k woh market k trend ko jab tak nahi samaj jaye woh trade kabi open nahi karay because jab side way trend strart hota hai tu trader k analysis or stop loss us k account ko safe rahkty hain or woh achi tarha trend ko follow kar k profit earn kar leta hai.or jaisa b trend ho trader ka experience us ki help karta hai achi trading k leye.
                            Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex aik bht acha worlwide online trading business system hy, iss main hamain bht profit marjin hy, iss main hamain bht acha marjin hy, iss main hamary liay bht profit marjin hy, iss liay .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X