Dear Members,
Ziada tar dosto ko yeh problem hota hay keh fundamental news par kaisay trade ki jaye, to un k lye aik asaan say solution meray pass hay, pahlay to unko chahiyay keh ksi achi si website par economical calender dekhain, aur us news ka issuance time dekhain, aur jab news ka time anay wala ho to phir 5 minutes pahlay recent market price say thora oper aur thora neechay pending orders laga dain, lakin money management ka khas khayal rakhain.
Yeh tareeqa bohat kamyab zaroor hay, lakin baaz dafa aisa hota hay k market bounce mar kar dosri direction may chali jati hay, to aisa bhi ho sakta hay keh market ap k pending order ko hit karay aur reverse ho jaye, to aisi sorat may ap ko pahlay say stop loss aur take profits bhi laga layna chahiyay ta keh agar market bounce karay to koi big loss na ho.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим