Fundamental news par trade kaisay ki jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear jab Forex ki new ani hoti ha main us sa 2 mint phala pending orders laga data hon sel or buy main laga data ager new sell ki ho to sell hit ho jata ah aor buy walaa pending order main usi time khatam kaar data hon is ko news tarding bi khatain hain hum
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Agar ap forex main fundamentals par trading krne ka shok rakhte hai to apko forex k economic calender ka jaeza lena hoga jis main har ane wali news or event pehle se hi mojod hote hain or brokers company yeh favor bhi krti hai k apko forecast or previous impact or priority bhi batati hai take apko or asani hojae.
      • #33 Collapse

        fundametal news forex market py bohat ziyada asar dalti hn, sab sy pehly economic calender ko samjh na zarori hy, ess ky baad ye ky kon si news kis waqt py aaigi or wo news konsy pair instrument py ziyada asar andaz hogi, or phir agar wo news positive hoti tu market kahan move ho sakti hy sath m agar wo negative hue tu kiya impact aai ga ess ye sab samjh kar hum trend ky sath agar trade karin tu phir hum acha profit earn karny m kamyab hon gy.
        • #34 Collapse

          Fundamental based trading mean k ay aap news par trade krogy. jo buhat profitable bhe hy oor kafi risky bhe. So mery hyaal se news arise se fhly order put krna ziada dangerous hoskta hy..
          • #35 Collapse

            forexmentor aap ne market news ka use kis tarh se karna hai k baray main bata k bohat help ki hai humari magar us k sath huamin apnay tarding skills ka b use krna chaheat hai ta k hum ache trading kar saky
            • #36 Collapse

              Bilkul bhai apne bohot hi achey tarikey se samjhaya hey aur i think agar hum inko follow karen to hum iske barey main bohot hi achi trha se y knoweldge hasil kar saktey hain.
               
              • #37 Collapse

                Je haan apny sahi kaha ka hamay news per bhi tawajha dayni chahye kyon international market main news kafi ehmiyat rakhti hain aur traders inki madad sy achi trade kr k insy achi earning kr sakta hai, islye trader ko chahye k fundamental news jo k economy sy related hoti hain unko read kr k apn trade karay.
                • #38 Collapse

                  Fundamental news market ko kafi effect karti hain. bohat sari websites hain jo ke humein in forecast news ke baray main batati hai. lakin hamara itna experience lazmi hona chaiye ke hum un ko correct way main use kar sakein.
                  • #39 Collapse

                    dost main nai jo ab tak experences kiya hain un se main nai ye seeka ha kay jab bi koi news release ho jahay tu uss kay baad 2 se 3 minutes wait kar lain iss waqat tak uss ki movment clear ho jati ha uss waqat app trade lagain wo confirm app profit dai gi thora kum ho ga lakin app ki trade safe ho gi
                    • #40 Collapse

                      dear ye tariqa acha hai. or main ny kisi friend k kehnay sy aik baar check b kya tha. mera dost jo experienced tha uss main kaafi zydaa loss karna para tha uss ko. lekin meri qismat achi thi k main bach gya bal k 25 dollar profit b banaya tha. mera taqreeban account wash honay mian kuch dollar reh gye thy jahan sar market wapis ho gyi thi or bach gya tha.
                      • #41 Collapse

                        ji haan brother aap ne achi share ki hai bohat helpful hai hum sab ke lye me zarur is ko try kar ke aap ko thread ke zarye aaghah karun ga or hum ko news timings me i think trade nahi karni chahiye kiun ke kya pata news ke bad kis direction me chali jaye market .
                        • #42 Collapse

                          I used always technical and fundamental analysis for trade. Fundmental analysis is most important in trading becasue news rearding forex trading change the trend of market very repidly.
                          • #43 Collapse

                            bhai news pe trading bohat difficult hoti hai agr ap pending order lagate hai tu phr ap ka order hosakhta hai ke dono taraf activate hojaye aur dono, is se ap ko ek taraf profit hoga aur dosri taraf loss hoga aur ho sakhta hai ke ap ko is mein ya tu ap breakeven pe ajaye ya phr ap ka order stop loss ko hit hojaye, is lye jaha tk mein janta ho zyada tar log news pe trading nhn krte jo professional trader's hote hai, kyo ke market highly volatile hoti hai aur ap ka balance nil bi ho sakhta hai is se, mene khud news pe trading ki hai aur mere zyada tar pending order loss mein nikle hai.
                            • #44 Collapse

                              asal mai fundamental news mai forex robot sa maum ker ly ta hao us mai har hours mai ana wala high impact aur low impact mention hota hai us k sath sath currency bhe hote hai app es sa ache samaj saktay hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Dear friend en news per apko aik kam kerna chaye ke ager news positive ay imean apki jesay umeed ho wasay he ay tou apko chye ke ap candle ko dekhain 5 min bad ager candle bhi wohe show kerti tou aap ko trade ker leni chaye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X