Fundamental news par trade kaisay ki jaye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental news par trade kaisay ki jaye?
    Dear Members,
    Ziada tar dosto ko yeh problem hota hay keh fundamental news par kaisay trade ki jaye, to un k lye aik asaan say solution meray pass hay, pahlay to unko chahiyay keh ksi achi si website par economical calender dekhain, aur us news ka issuance time dekhain, aur jab news ka time anay wala ho to phir 5 minutes pahlay recent market price say thora oper aur thora neechay pending orders laga dain, lakin money management ka khas khayal rakhain.

    Yeh tareeqa bohat kamyab zaroor hay, lakin baaz dafa aisa hota hay k market bounce mar kar dosri direction may chali jati hay, to aisa bhi ho sakta hay keh market ap k pending order ko hit karay aur reverse ho jaye, to aisi sorat may ap ko pahlay say stop loss aur take profits bhi laga layna chahiyay ta keh agar market bounce karay to koi big loss na ho.
    Learn how to trade then trade in real market
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    there are many many website for fundamental news published one of the most important website is forex factory website they published the important news with forecasting and actual movement of the market
    • #3 Collapse

      g sir ap k sawaal buhat acha hai lekin mai is ky bary mai itna khaas nahi jantha ho q ky mai abhi iss mai naya ho our mujy iss ki itni samaj nahi hai isi liye mai iss ky bary mai abhi kuch nahi keh sakhta ho our forex eak acha business hai yea baat sub ko pata hai isi liyea har koi forex ko join karna chahta hai
      • #4 Collapse

        its a good post.. i realy like you post... nice work from youu...... mane forex ko recently hi join kia ha... is liye mje is k bary ma kuch zyada info tu nhi ha k fundamental newsper trade kase ki jaye lekin merekhayal ma hme google [e searching se bht si aesi websites mil skti hain jo is bary ma hmari madad kr skti hain..
        • #5 Collapse

          Dear news per trade krna ap k uper depend krta ha k ap ny kis tarhan sekha hua ha market humain sb batati ha k hum ny kis tarhan or kesy kam krna ha her acha trader apni strategy banata ha to is liy us per kam krna chahiy
           
          • #6 Collapse

            fundamental news per tarde karna thora sa muskil kam hai kyu k tb market buht zayda movemnt kar ri huti hai, lakin yaha per ik tarde karny ka trika hai ap donu tarf i pending order dal dy buy aur sell mai jidr b market gai aki tarde prfoit mai aa hi jy g
            • #7 Collapse

              agar hum news ki help say trading karty hain to bhi hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hian.news kay leiy boohat sari sites available hain.hum in sites say news lay kar achi trading kar sakty hain.
              • #8 Collapse

                mujy abhi fundamental k bary main kuch nahi pata k ye kya hai keun k main forex main abhi new houn or abhi is ko samajh raha hun or is ki knowkedg hasil kar raha hun
                • #9 Collapse

                  fundamental news ki base pay trading kar kay hum achi earning lay sakty hain.mery khyaal say agar hum is main long time spend karty hain to hum is main kaam kar kay achi earning lay sakty hain.economic chart boohat he important hai.
                  • #10 Collapse

                    je han ap nay bohat acha formula dia hay lakin main is formuly say kai dafa loss main ae hoon or account bhi wash hoy hain agar ap ki trade 5 min say pehly band ho ge to ap ka account disable ho jata hay is liya take profit or stop loss nahi laga sakty hain ,
                    • #11 Collapse

                      dear fundamental news per trade krna koi mushkil nahi bus is bat ko tad rakhain k fundamental per trade krny k liy ap sirf andaza he laga skty hn andazy sy he trade kr skty hn na k confirm ho k
                       
                      • #12 Collapse

                        aap nay achi sharing ki hai.main aap say agree karta hun.main bhi news ki help say he trading kar rha hun.trade kamm risk main he open karain .agar zyaada risk lain gay to big loss ho sakta hai. stop loss ka use boohat important hai.
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmentor پيغام ديکھيے
                          Dear Members,
                          Ziada tar dosto ko yeh problem hota hay keh fundamental news par kaisay trade ki jaye, to un k lye aik asaan say solution meray pass hay, pahlay to unko chahiyay keh ksi achi si website par economical calender dekhain, aur us news ka issuance time dekhain, aur jab news ka time anay wala ho to phir 5 minutes pahlay recent market price say thora oper aur thora neechay pending orders laga dain, lakin money management ka khas khayal rakhain.

                          Yeh tareeqa bohat kamyab zaroor hay, lakin baaz dafa aisa hota hay k market bounce mar kar dosri direction may chali jati hay, to aisa bhi ho sakta hay keh market ap k pending order ko hit karay aur reverse ho jaye, to aisi sorat may ap ko pahlay say stop loss aur take profits bhi laga layna chahiyay ta keh agar market bounce karay to koi big loss na ho.
                          aap nay jo bat kahi hai wo bahut he zabardast hai kiun k aap forex main expert han aur hum sab newbie hain isliye humain aap ki bat bahut pasand ayi hai aur main agay say trading aisay he karoon ga
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sohailgull
                            is forex factory website they published the important news with forecasting and actual movement of the market
                            brother, forex factory k elawa bhi bohat sari websites hain jin par ap fundamental events dekh saktay ho, google par search karo, economical calender, aur phir ap ko ap k matlab ki bohat sari websites mil jaye gi
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              fundamental news k leye zarori hay k ap kici aik aisi website ko select kray jaha hamay kici bi news k baray may sari information digai ho.like www.forexafctory.com.es site par hamay wo sari information dijati hay jo k kici bi trader k leye zarori hoti hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X