Pending orders ki maloomat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    dear forum member main ap kay is thread se such main motasir howa hon. ap nay jis tarhan se explain kiya hai. maine aj tak itni asani se or itne achay tarikay se kisi be cheez ko nahi smajh saka. dear isi tarhan achi achi thread post kar kay humare knowledge main azafa karen. shukriya fd
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      thanks bhai mein ap ki bat sy mutafik hon or koshish krta hon k jo parhon os ko follow kron darasal me new here ap ki madad sy bohat kuch sekhey ko miltavhy
      • #93 Collapse

        thanks brother kafi helpfull thread hai and new member jo ke pending order ke baray me nahi janty un ko samj be asani say lag jae gi good l8ck for u
        • #94 Collapse

          nice brother aap ny acha thread post kya hai about pending order . trading sy phlay mera pending order ka concept clear nhi tha . mai ny bht search kya tha iss topic ko topic milny ky baad bhi clear nhi tha . lkin aap ki urdu mai ki gai posting mery lya bht help full rehi hai .
          • #95 Collapse

            pending order kay barey main appnea jo samjhayeh hai tu kafi khuch samjh aye hai aur isko kase open kartey hain yeh bhi sahi tareekay say clear hogaya hai
             
            • #96 Collapse

              iski mallomat say faida utthanay kay lea appko puray tor say market ki ups and downs ki bhi samjh honi chayeh phir is cheez ko mudde nazar raktey howey app pending orders kersaktey hoo
                 
              • #97 Collapse

                kisi traders pir bharosa kerne kay saath saath appko bhi iski puri samjh honi chayeh takay app bhi isko sahi toor bhi samjh sakhey bilkul traders pir tu bhorasa kernba parey ga
                   
                • #98 Collapse

                  yani jab market upper say upper janay wali hogi tu appko uswaqat yeh buy stop lagana hoga yani waha iska use kertey howe appko kaam kena chayeh issi tarha doosroon ka bhi hai
                     
                  • #99 Collapse

                    jo app nea is point ko share kiya hai wo bohat achi tareekay say kiya hai ALLAH apko iski jaza dey aur app yunhi sarey unsolve question solve kartey rahey
                     
                    • #100 Collapse

                      Well dear mai b aik newbie hu forex mai aur aap ke is post k baad mai b pending orders ko smjh gaya hu aur is bary mai mjhy bht se maloomat aapke is thread say mile hai jis mai aap nay newbie traders ke bht help ke hai pending orders ko smjhny k lie
                      • #101 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: y12345
                        pandind ordwr me ye he ke ap ko koi kam krna eh toa p ko pele beta deye jata he g ap u pinding ko cancel krna chete ehe to wo cancel ho jata eh g ager ap ko ye tek lagta eh ke pa ko forex me akm to krna chete he to ap ko dill se
                        pending order b buhat important hota he jab hum ko knoledge hota he key yaha sey market revers ho gi tu waha per hum pending order laga detey he jab market waha per ponch jati he tu order khud hi open ho jata he.
                        • #102 Collapse

                          han ji ap ne kafi achi thread open ki hai about pending order aur main samhta hoon ke pending order se humien kafi faida hota hai aur pending order se humien loss kam se kam hota hai kyoun ke huiem aise points mil jate hain jahan se huminen zayda tar profit hi milta hai
                          • #103 Collapse

                            achi sharing ki hai apny iss bar bhi aur i think k sb ko aisi hi malomati sharing krna chahye, jssay sab ko faida milay, pending order new traders k lye confusing hoga shuru main aur apko chahye ka ap online material sy ya demo practice sy faida uthaty rhayn isk ilawa apko apni trade shuru main by default option mutabik hi krni chahye.
                            • #104 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                              Kuch newbies ko pata nahi hota keh ap pending orders kis tarha say laga saktay hain, aur unko yeh bhi nahi pata keh order ki modification bhi hoti hay, yeh thread bilkul newbies k lye hay, ta keh wo asani say samajh jain.

                              Waisay to ap jab bhi F9 ka button press karo gay to new order ki window khul jaye gi, koi new baat nahi hay, lakin is new window may ap ko aik cheez nazar ati hay, wo hay instant execution, yeh by default hota hay, ab isi may do mazeed option available hotay hain, lakin F9 say kholo gay to sirf aik mazeed option milay ga, aur wo hay pending order ka option.

                              jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay. [ATTACH=CONFIG]193[/ATTACH]

                              Ab agar ap is pending order ko select karain ya click karain gay to kuch options visible ho jaye gay, jaisa keh is picture may dikhaya gaya hay. [ATTACH=CONFIG]194[/ATTACH]

                              Is may bhi ap ko 4 option milain gay, jaisa keh is picture may dikhay ga. [ATTACH=CONFIG]195[/ATTACH]

                              Buy limit, Sell limit, Buy Stop, Sell Stop, yeh char option miltay hain jaisa k oper picture may dikhay ga, ab is ka use bhi bata dayta ho ap ko mukhtasir sa.

                              Buy limit: Yeh pending order ap jab laga saktay ho jab market oper ho aur ap neechay say buy ka trade lagana chahtay ho.

                              Sell limit: Yeh pending order jab lagay ga jab market neechay ho aur ap oper wali qeemat say trade lagana chahtay ho.

                              Buy stop: yeh pending order jab lagay ga jab market oper ho aur mazeed oper say ap lagana chahtay ho keh agar market oper he jati rahay gi to ap ka order hit kar k oper he jati rahay gi.

                              Sell Stop: yeh pending order bhi usi soorat may lagay ga jab market neechay gir rahi ho aur ap mazeed neechay say sell ka trade lagana chahtay ho aur ap ko yaqeen ho keh market mazeed giray gi, aisi sorat may sell limit nahi lagay ga, sell stop he lagay ga.

                              Ab agar ap neechay k mazeed do option dekho gay to aik ap ko price ka option milay ga, aur dosra expiry ka, price may jab ap oper neechay ka button press karo gay to ap k samnay he ticker par line ajaye gi, aur jo expiry ka option hay wo is lye hay keh agar ap yeh samajhtay ho k market kal tak us level par pohanchay gi jis par ap trade lagana chahtay ho to us date ka laga lo, us date k guzartay he ap ka pending order cancel ho jaye ga.

                              Thread lambi ho gai hay, ap ko order modification dosri thread may bata do ga, mazeed question agar ho to pochain.
                              bhai jan pending order mn ye hota hy k ap ager online nahin bethna chahty to ap chahty hn k is mn yaha markeet aye to mera order hit ho jaye to ap is mn apny order pendin mn laga dety hn to markeet jesy hi us rate ko tuch karti hy to ap ka order hit ho jata hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                pandind ordwr me ye he ke ap ko koi kam krna eh toa p ko pele beta deye jata he g ap u pinding ko cancel krna chete ehe to wo cancel ho jata eh g ager ap ko ye tek lagta eh ke pa ko forex me akm to krna chete he to ap ko dill se

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X