Pending orders ki maloomat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    mjy is sy kafi malomat mili hain jaha tk mjy pata bha ap ko kisi b trader per barosa karna paray ga kam karny sy pehly
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      Pending orders ki option es ley hoti hay k agar ham chahty hey k market agar 2 din me 1.9382 se agar upar chali jay 1.9392 to hamra order book ho jay. esy pending order kehty hey
      • #63 Collapse

        thanks bro wese main samjhta hn k forex main pending orders bari ehmiyat rakhty hain iss se aap achi trha se apny account s ko manage kar sakty hain aur agr aap ko pta chaly k market bonuce back kary gy tu aap phir market main uss price par pending orders lga sakty hain.
        • #64 Collapse

          ok bhai g ap sub logo ne boht ache comment diye es k bare mein waise mein ne abhi tak es ko use nahi kia hai es liye es pr comment nahi kr sakta
          or baqi members jin ne yeh use kia hai un k liye all the best
          • #65 Collapse

            apni first trading ki kahani hum logon se share ki main ne bhi abhi tarding start nai kiye to easy earniong ka zarya hay.
             
            • #66 Collapse

              main bhi abhi market men pending order ka knowledge nahi rakhta hon or ap ko is post se mujhy acha knowledge mila hai or pending ordes se main achi trading ker sekta hon market men or ye achi bat hai mery ley.
               
              • #67 Collapse

                ache se trader se trading ki traning ki zarorat hogiisi taraha demo account per mukammal jankari hasil kery
                 
                • #68 Collapse

                  Ap nay post lagaye hai yeh bohat kaam ki cheez hai is say kar koi faida utha sakta hai uar is say achi learning bhe karsakta hai magar yeh cheez new traders kay leye bohat achi hai jo is say bohat madad lay saktay hai
                  • #69 Collapse

                    boht ache information dytain hain app hamysha he interest be hote hy or useful b hamysha kuch na kush sekhny ko milte hy main to ase thread hamasha gor sy parte hon
                    • #70 Collapse

                      pending order ma risk hota ha is lia is ko hama soch samajh ka karna chahia kiu ka us waqt lagani chahia jab ap ko market ki har tarha ki malomat hon agar ap new ho to shor trade karo pending order bohat risky hota ha
                      • #71 Collapse

                        jee brother apne yeh jo thread post kiya hey yeh newbie keliye waqai bohot hi usefull hey ur wo is ko study kar ker ke pending order ko samjh sakte hn aur is ki madad sey new trader forex ko mazeed achi trha se learn karne main kamiyab ho saktey hain .
                        • #72 Collapse

                          achi sharing ki hai apny iss bar bhi aur i think k sb ko aisi hi malomati sharing krna chahye, jssay sab ko faida milay, pending order new traders k lye confusing hoga shuru main aur apko chahye ka ap online material sy ya demo practice sy faida uthaty rhayn isk ilawa apko apni trade shuru.,,..,,////
                          • #73 Collapse

                            pending order is an alternate option for inter and every in market it is very useful if we are not sure about the trend in forex on the current analysis but we are sure about market
                            • #74 Collapse

                              forex men buhat sary traders hoty hain jin ko panding order ka knowledhe nahi hota hai is ley ap ne buhat hi achi post ki hai jis ko read ker k her traders fayda le sekta hai or us ko pending order men trading kerni a jati hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Pending orders bhi kafi helpful hain profitable trading kay liay kiun kay pending orders jab hum kisi level pe laga dety hain tu market us level pe ja kar hamara order automatically sell/buy kar deti hai or hamary order ki execution ho jaati hai. Is kay ilawa in orders ko hum bina screen kay samny bethy place karwa sakty hain automatically.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X