Trade ko partial close karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Dosto, aik baat aur bhe bata do may ap ko, cent account may partial close kar k ap apna account secure bhe kar saktay hain, kyo keh agar ap misal k tor par gold may trade kartay hain, to standard account may 0.01 ki trade say choti koi trade nahi hay aur agar wo ap ki loss may ja rahi ho to ap us may say kuch hissa partial close nahi kar saktay, jab keh cent account may 1$ ki lot equal hoti hay 0.01$ lot standard account k, to jab ap gold ki 1$ ki lot cent account may kholtay hain to ap k pass chance hotay hain keh ap 0.10 ki 10 lots ko partial close kar saktay hain cent account may, agar market kuch ziada he ap k against ja rahi ho, aur aisi sorat may ap hedge kar k bhe unlock kar saktay hain apnay account ko, cent account may bohat faida hay un logo k lye jo abhe new hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ap ko aysa kuch bata sakta ho yah ak bohot achi lagta ha ayh ak avhi kam karna chta ha thnasa as ko join karna ka bara ma hamy aysa bat sakta ha ya ak.
      • #33 Collapse

        ye to aap nay lakhon ki baat bta de hai meray bhai mjhay is k baray me bikul he pata nahi tha ku kisi nay aaj tak btaya he nahi aao nay to bari hamari mushkil asan kar de hai.
        • #34 Collapse

          waisy idea tu acha hai magar iss bat ka sure hona chahaiy kay kia market actually reverse ho bhi sakti hai kay nahi agar reverse na hoi tu phir yehi jo profit hona tha ye increase hony ki bajay decrease ho jay ga is liay mery khayal me aisi condition me profit wali lot ko close kar kay market kay thora sa reverse hony par dobara order laga dena munasib hai.
           
          • #35 Collapse

            Friends partial trade se murad hy key hum apni trading key profit ka kuch hisa nikal kek bhi apni trading continue rakh saktey hy or profit gain kar saktey hy.
            • #36 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
              waisy idea tu acha hai magar iss bat ka sure hona chahaiy kay kia market actually reverse ho bhi sakti hai kay nahi agar reverse na hoi tu phir yehi jo profit hona tha ye increase hony ki bajay decrease ho jay ga is liay mery khayal me aisi condition me profit wali lot ko close kar kay market kay thora sa reverse hony par dobara order laga dena munasib hai.
              Brother, bhalay say market reverse na ho, lakin agar market agay chalti bhe hay to kia ap market k reverse honay ka wait karain gay? agar market aik khas jagha pohanch jati hay to ap half profit book kar lain aur half ko chalta rehnay dain, wo bhe trailing stop k sath.
                 
              • #37 Collapse

                yaar brother yeh toh kamaal ki information hai mersy bohut se trades asay lagay hain k jin mein profit kar jats hoon magar baad mein nuqsaan hojats hai magar ab asa nahi hogs appki information ki wajah se.shukriya brother ...
                • #38 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: shadowcreeper پيغام ديکھيے
                  yaar brother yeh toh kamaal ki information hai mersy bohut se trades asay lagay hain k jin mein profit kar jats hoon magar baad mein nuqsaan hojats hai magar ab asa nahi hogs appki information ki wajah se.shukriya brother ...
                  Lakin yeh yaad rakhna keh yeh facility dosray brokers k pass shayed na ho, aur meta trader 5 may to bilkul bhe available nahi hay, kahi meta trader 5 may try karo gay to trade close ho jaye gi.
                   
                  • #39 Collapse

                    Okey cheers with the facts and it's very good in case there exists a selection in this way 1. However I believe if you are doubted which the price is around to go why do you wish to also hold available the just a few trade.
                    • #40 Collapse

                      bhai jan aap kay khayal me kia aisa kar kay ziada long term market se door raha ja sakta hai kiun kay market me mery hisab se tu one direction me hi order ko lagay rehny dena chahiay or is order ko hedge karny ki bajaey close kar dena ziada behtar nahi hoga? Kia aap aisa kar kay order se ziada profit le rehy hain?
                       
                      • #41 Collapse

                        dear ap ne bht achy info dy he so keep update us from this kind of knowledge so work hard and earn more and more from this buisnsisi this is realy good buisnisis .
                        • #42 Collapse

                          wesay is ka b hame faida he hai agar hum is say ye samjh jae k hame yaha pay faida ho ga k loss to hame yaha pay aur b zyada profit ho sakta hai.yeh cheez samjhnay ki hai.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                            Dosto, kia ap ko pata hay k ap apni trade ko partial close bhi kar saktay ho? It means k agar ap nay 1$ ki trade kholi ho aur ap profits may ho, lakin ap ko is baat ka bhi dar hay keh market reverse ho sakti hay aur acha khasa profit nikal jaye ga to aisi sorat may ap partial close kar saktay ho, instaforex may yeh sahulat available hay, dosray brokers ka may kuch keh nahi sakta.

                            Is may ap ko karna ziada kuch nahi hay, ap ko karna sirf yeh hay keh k misal k tor par 1$ ki trade lagi hay aur ap 10$ profit par ho, to aisi sorat may ap apnay trade ki window ko open karo gay, aur jaha par volume may 1$ likha hay, wha par simply 0.50 likho, yani volume change kar do, aur phir wo long yellow button jis say trade close hoti hay us ko press kar do, ap ki adhi lot close ho jaye gi aur 5$ ap k balance may shamil ho jaye ga aur baqi ka floating may rahay ga. Yeh kaam ap sirf 0.01 say nahi kar saktay, aur na hi cent account may 0.10 per kar saktay ho. Agar koi comments ho to please karain.
                            Thanks for sharing this nice information aj mera concept clear hogaya ke hum isko partial close bhi karsakte hain lekin sir muje yeh pochna tha ke agar hum apni investment ziada rakhte hain tab bhi hamen apna volume 0.50 hi rakhna hoga ya isse kam?
                            • #44 Collapse

                              Jee brother ap nea ek dam sahi bat kahi hea bhut shukriya ap nea yeh infomation sahr karni hea aur ap nea humea loss hona sea bachaya hea mein iss bat par ap ko thanx kartaha ho aur ap ka bhut bhut shukr guzar ho ap ka brohter.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Yeh aapne kamaal ki trick share ki hai, is se to kaafi faida ho sakta hai, aur is hum behtar planning kar sakte profit banane ke liye, mazeed is pe likhe janab.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X