Trade ko partial close karna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Many people who want to trade on the Forex market are nervous to try because they don't fully understand pips but realise that making a mistake in their calculations could cost a considerable amount of money. Trading on the Forex market is similar to buying stocks and shares except that ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      thanks brother yeh information share karne kliye. mujhay is k baray mein pehle nahi pata tha ab InshAllah aap ki is bat ko zaror try karain gay aur is se faida uthayen gay. hamain sab ko aisi informative posts share karni chahiye.
      • #63 Collapse

        sir aap ny aik buhat hi achi information share ki hy, meen abhi tuk learning ky marahal meen hoon, meen es ko demo account pur kur ky dekhon ga, aik sawal bhi zehan meen aaya hy ky kya loss wali trade bhi partial close ho sakti hy?
        • #64 Collapse

          aksar mein apni trades mein long profit per depend karta hoon abb mein apni strategy koo change karoon ga ur lot size koo kaam kar kaay order koo continue karoon ga.waisy idea tu acha hai magar iss bat ka sure hona chahaiy kay kia market actually reverse ho bhi sakti hai kay nahi agar reverse na hoi tu phir yehi jo profit hona tha.
          • #65 Collapse

            trade ko partial close krne ka matlab ye he k apn ejo lot use ki he us me se kuch hisssa ap chahte hen k wo close ho jaye or baki running me rahe tu is k lye ap trade pe double click kren or volum ki jga pe utna lot set krden jitna ap ne close krni he or close ka botton press krden trade artail close ho jaye gi
            • #66 Collapse

              Yeh ek acha function he mt4 trading terminal ka aur chhonk ye software ka function he is liey yeh har broker kee traf se diey gaey terminal mein moujood hota he. is ka faeda ek tu wo hota he jo k opper ap ko btaya gya he lekin is ka ek faeda yeh be he k ap apne margn ko free krwa skte hein agr ap ko kahin aur se koi strong sgnal mil gya he tu.
              • #67 Collapse

                bohat khoob bhai ye to aap ne aik bohat achi information share ki hai. mujhy is se pehly is ka pata nhi tha. mei apny broker ko bhi dekhta hoon k kia wo bhi ye sahulat de raha hai. waisy instaforex ka agr pehly pata hota to in k sath kaam karny ka maza ata..
                • #68 Collapse

                  thank you so much for advice but dear yeh trade tarder ko zyada faida nahi day gee hum wahan say complete profit bhe utha skty hain kyu nki market ki oppposite direction mein jany say pehly he ager apni trade close ker di jaye to behter hain ager hum kuch profit rekahin gay to yeh greed hoga
                  • #69 Collapse

                    bhai muje ye pta krnaa hain ye indecator kia hoty hain or ise use kese krty hain kia koi software hain agar hain plz bta dy ye kon se website se milee ga mene ye kaam abi shroo kia hain or mujy is bary me kuch be nahi ptaa hain
                    • #70 Collapse

                      G bilkul ye aik bohat achi facility hai jo k instaForex ne traders ko muhaiya ki hai or meray khayal se instaForex k ilawa koi bhi or trader is facility ko nai deta. Partial close krne se trader ki tension bohat ziyada kam ho jati hai.
                      • #71 Collapse

                        apki thread wakai bht impressive he bht se members ko loss se bachaliya he. yaha per her koi loss k dar me invest krnes drta he.me bhi trade start krungi or apse tips lena pasand krungi.
                        • #72 Collapse

                          the closing of trade in partial is not only done when the market is doing bad but it is also done when the market is doing fine but we have our profit so when we suspect that the opened order may shed weight so what we do is to reduce the lot size by closing order partially.
                          • #73 Collapse

                            ye apki thread men kafi useful chez batai apne bht ee acha and informative thread hai ap k through agar aur bhi aisi info milti rahi to acha rahe ga
                            • #74 Collapse

                              Nice and informative post Dear. hope that it can help us in trading buisness. yai modification wali cheez new thi meray liay but ab samjh aa gai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Forex Trading me Partial close buht ehmiyat ka hamil factor hay agar apki trade profit me ja rahi or ap samajhtay ho k ab itna profit ap k liye buht hay to ap apni trade ko partialy close kr k profit gain krsaktay ho is soorat me ap mumkina loss say khud ko bacha saktay ho or profit gain kr k with draw krsaktay ho.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X