Trade ko partial close karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g bilkul.main ye method use karta hun.ye boohat achi trick hai or boohat sary dost is kay bary main nahin jaanty.newbies aksar big lot open kar leety hain or phir un ko big loss ka darr bhi hoota hai to wo is method say apni trade ko partially close kar sakty hain chahy profit man ho ye loss main.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      jaha tak muja as ka bar am aya kahna chta ho jo ap ko bohot achi lagta ha as ma bohot kam karna chat ha as ma ap ko bohot achi karna hota as ka bara ma yah.
      • #18 Collapse

        dear mjy pehly is k bary main nahi pata tha lakin mery ek friend ny mery samny apny trade ko half close kiya or main heraan ka heraan reh gya ab main b aisa kar leta hun or ye bohat he achi option hey is say hum apna half profit safe kar lety hen or half trade ko open rehny daity hen,.
        • #19 Collapse

          well partial close waooo good lakin ya to ham kam investment kernay walo k liay abhi bakar ha kiyon k 1 $ kibid to ham soch saktay hane laga nai saktay , khair achhi information ha thanks again dear
          • #20 Collapse

            App ko is ke bare main bhi yeh achi post hay aur hum bhi yeh post apni taraf se nahi laga dete hay hum bhi in sab cheezo ko demo per kar ke in ka istimal karte hya per is ko demo per kar ke app dosto se share karte hay aur yeh app ko pata ho ga ke app apni trade main se kuch cent ya dollat ko band kar de jab app ko nafa ho au rapp adhi trade ko band kar sakte hay .
             
            • #21 Collapse

              bhai app ki baqi senior trader bi apni iss tara ki experence ko sab se share kartay rahain tu buhaat zaida logon ko iss ka faida ho ga mujay bi iss se pehlay iss baat ka pata nahi tha ye tu aik buhaat achi facility ha app apnay profit ko safe kar saktay aur issi tara loss ko bi kum kar saktay hain
              • #22 Collapse

                arrey wah brother great information aap ne share ki hai thankew so much meri bohat badi mushkil solve ho gai hai mere sath bohat baar aisa masla paish aata rehta hai achi trading chal rahi hoti hai and suddenly loss me jany lag jati hai aap ne achi khasi help kardi hai meri thanks alot ...
                • #23 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mohammad bilal پيغام ديکھيے
                  arrey wah brother great information aap ne share ki hai thankew so much meri bohat badi mushkil solve ho gai hai mere sath bohat baar aisa masla paish aata rehta hai achi trading chal rahi hoti hai and suddenly loss me jany lag jati hai aap ne achi khasi help kardi hai meri thanks alot ...
                  Ap logo ki help karnay k lye he may is forum par mojud ho, aur ap nay sekh lya, dosro say bhe share karain is knowledge ko ta keh aur log bhi is cheez ko samajh sakain, lakin yaad rahay keh ap yeh kaam mt5 may nahi kar saktay, sirf mt4 may chalay ga.
                     
                  • #24 Collapse

                    Sir Thanks Aap nay Itni muffed post Share Ki magar Main Dostoun ko bataon K Aap Apni Trade ko partial close Tab he Kar Saktay hain jab Aap ki lot size kam Az Kam 1.00 ho orrr Aap Ki trade takrebaan 10 $ k munafay par ho,Aisa nahin hai k Aap isay munafa honaay Sy pehlay he partial close karnay k chakar main Sar khapatay rahain
                     
                    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                    • #25 Collapse

                      yes it is true you can closed partially trade. Your thread always full of knowledge and experince you have done your jobs very beautifully.
                      • #26 Collapse

                        yeh bat v important hay k Is ap ko karna ziada kuch nahi hay, ap ko karna sirf yeh hay keh k misal k tor par 1$ ki trade lagi hay aur ap 10$ profit par ho, to aisi sorat may ap apnay trade ki window ko open karo gay,
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: hamza786
                          Bilkuull theek bro lekin agar humara volume pehly he 0.50 ho or humein trade ko oartial close krna ho tou hum 1$ kr skty hain ? Means increase kr skty hain
                          ?
                          Hahhaahaa, ap bohat bholay ho, koi broker aisa karay ga? pichli price may ap ko lot size barhanay ki ijazat day kar wo apni jaib say to ap ko pay nahi karay ga na? :D , partial close ka bataya hay may nay, partial increment ka nahi, is partial close ko ap partial gain k tor par bhe dekh saktay ho, yani agar ap ki 0.50 ki trade lagi hay aur ap ko lagta hay keh market mazeed agay barhay gi, lakin kabhi bhe back ho sakti hay to ap us may say 0.20 ko close kar lain aur profit book kar lain, isi tarha say agar ap loss may ja rahay ho aur ap ko lagta hay keh ap ka account blow up ho sakta hay aur ap ko koi rasta nahi dikhai day raha to ap us ko bhe partial close kar k bacha saktay hain, is may strategy yeh rakhna hogi keh 0.20 ko partial close kar k 0.30 ka opposite trade lagana hoga.
                             
                          • #28 Collapse

                            dear aap ki ye boht achi tajweez hai or is ka yakeenan faida bhi hota hai. main aisay krta hoon k agar meri trade loss main jaa rahi hai or trend mery khilaaf he rahna hai to aik or trade laga ka close kiye bina he apna loss fix kr deta hon or hedging kehty hain wo try krta hoon. ap ka tariqa bhi acha hi.
                            • #29 Collapse

                              agar ap ko lagta hy ky aik stage py trade ko close karna chalyia to ap kar sakhty han agar hum us stage py close na karn to agay loss sharu ho jata hy jis ki waja sy partially close karna better hota hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Ary wah mery bhai ma na ye formula ab tk aaply nhe kia tha na he mujhy es ka pta tha mgr aab ma zarur krunga ma na sturday ko 4 pairs ma trade lgai thi us ma sy 2 ma mujhy profit hua hy or wo ma na close bhe krdi then mgr 2 abhi open hain or un ma mujhy loss hu raha hy. next time ma ye formula zarur apply krunga apni trade ma.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X