Trade ko partial close karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    dear wakai aap nay newbie ko aik acha trika bataya hay kay aap apni aadhi lot ko bi close kar saktay ho ya trika iss sya pahlay may nay is timal to kiya tha laykin mql5.com may laykin mujhay ya nahi pata ta kay ya aap Insta may bi kar saktay ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      Thanks for this very important information. This is a very good feature of Insta Forex. This can save you from losing all the money you have earned in a trade.
      • #108 Collapse

        apne aik bohot achi bat share ki hai mujhe is bare me bilkul bhi nahi maloom tha apne mujhe aik achi information share ki hai me ab kabhi ziada profit ya loss ki soorat me apk is advice ko apne kam me le aaongi or ap ne jaisa jaisa samjhaya hai waisa waisa me kar kar k apne trading ko better karongi thanks a lot
        • #109 Collapse

          dear ye b thek treeqa hy es tarha b ap profit earn kar stkeho aur apne risk ko kam ya zyda kar skte ho forex mai ap ko boht c chezon ko sath le kar chalna hota hy jo ap kokam aati hain,,,,
          • #110 Collapse

            acha wakee he bhai mjhay is bat ka nahi pata tha me nay kafi kuch seekha hi aur samjha hai pher he ja kar mjhay ap ki ye thread samjh me ae hai y ek bhot he acha opetion hai is ko zror use karna chahye new anay walay traders ko ku k ye aesa opetion hai k is pay work karnay ki zrorat hai.
            • #111 Collapse

              No dear hum trade ko partially close nahe ker sagty hain ager app ny koi oder ooen kia hoa hy to pher wo ya to running main rahy ga ya stop ho jaey ga jab close kerain gy
              • #112 Collapse

                g bhai ap ne bilkul thik kaha. lekin mujhe iske about abhi boht zada pta nahimjhe to sirf itna pta hai k hamme chahiye k fundamental analysis karein, technical analysis karen or market sentiments check karen taa k future me successful trader ban saken. phir bhi agar ap ko koi confusion hai to ap kisi ache se trader se puch lo mere khayal se wo apko acha guide kar de ga.
                • #113 Collapse

                  G hm brother mn is bat ko janta hn bahot achi bat share ki h ap ne thanksss.mujhe jse he 2 se 3 $ profit hota ha to mn ase he trade ko close kr lita hnn.aur apni eqviti ko brhata rhta hn .
                  • #114 Collapse

                    Haan jee dost hum apni trade ko partial bhe close ker sagty hain us ki video khuch din phley main nay utube k oper mian kashe ki diekhe hai app bhe diekh k samjh lain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #115 Collapse

                      Re: Trade ko partial close karna

                      Trade ko partial close karna means ap apni lot ka kuch hisa loss mai ya profit mai close kar dain. lekin aisa es surat mai hota hai jab trader bari lot laga kay loss mai ja raha hota hai. es tarha karny sy behtar hai us ko achy sy analysis kar kay technical or fundamental tu us kay bad apni trade ko hedge kar day tu zaida behtar hai bijaye es kay woh partial close kary. es tarha us ka loss be hoga or faida be nahi hoga or hedge kary ga tu bad mai aik trade ko profit mai band kar kay dosry ki recovery possible hogi.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X