Re: Jaiza: over trading key nuksanaat
Over trading aik aisa phenomenon hai jiss say traders ko achi Tarah waqif hona chaiye kiyu kay jab takk traders ko pata nahi ho kay over trading kia hai uss waqt tak traders kay liye usay handle kerna bhi masla he hota hai. Forex trading mai over trading ka Matlab hai aik waqt mai ziada trades open ker laina. Forex traders currencies aur commodities mai trading ker rahey hotay hai jiss wajah say unn kay margins aur equity bohat ziada use mai hoti hai aur account balance weak ho raha hota hai jaisay jaisay trades long time mai chall rahi hoti hai wesay he unn ka account weak ho raha hota hai aur spreads ziada honay aur lot size difference unhain tense bhi ker raha hota hai.
Aik waqt mai multiple trades account ko manage kernay mai mushkil paida kerti hain. Forex trading business mai losses issi tarah hotay hain jab traders nay ziada trades open ki hoti hain aur unhain aik he waqt mai ziada pairs ki movement ko monitor kerna hota hai jo mushkil hojata hai aur bohat si cheezain miss bhi ho jaati hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим