Jaiza: over trading key nuksanaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

    overtrading karny kay kafi nuksanaat hoty hain agr hum over trading karty hain to is ko humain b face karan parta hay kun kay har aik trade ko apni mistake ka loss hi soorat main khmyaza brhan parta hay agr to over trading karty hain to sb say phly humain account ko manage karny main mushkil ho sakti hay jis main ye hota hay money imbalnce ho jati hay humain balnce ka use nai karna ata hay phir agr loss hota hay to accoutn wash b ho sakta hay is sorat main agr to high lot main hum trade ko lagty hain magr over trading main lot ko mange karny ka b issue ho sakta hay or is main humain ziada risk ye hota hay kay loss ho jey is main hum trade ko handle b mushkil say kar paty hain humain kafi mehnat say or stratyg ko bana kar order ko place karna chahiye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

      Him logo ko over trading nhi krni Chaya is ka him logo ko bhot nuksan hota ha him logo ko trading Dakh kr krni Chaya ta ky him logo ko is Ka fida ho ager him log over trading krty ha to is him logo ko bhot nuksan hota ha is Leya him logo ko over trading nhi krni chya
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
        Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

        1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
        2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
        3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
        4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
        All trade karne se hum logo ko bahut jyada nuksaan ho sakta hai isliye Hum logo ko aur trade nahi karni chahiye Hum Logo Ko Dekhkar running karna chahiye tha ke hum logo ko profit music Aur Hum Log Kafi Chakra bana sakte hain Agar Hum Log Dekh Kar trading Karte Hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

          Assalamualaikum bhai Meri battery khatam aapne bilkul theek baat ki hai isme aur chatting nahi karni chahiye Hum logo ko Hamesha Soch Samajh Kar trading trading Karni chahiye Hum logo ko Patra din se bahut jyada nuksaan ho sakta hai aur hum logo ko kabhi bhi Bina Kisi information contract nahi Lagani chahiye Baal Commission Soch Samajh kar rahi training Karni chahiye
          Pakistan zindabad
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

            C Yaha bhi aapne ek baar thik hai Jab Tak Main original train ka pata nahin Lagta to hum yahan se Kuchh Bhi Nahin kar sakte hain friend ko nikal Lena bahut jyada important hota hai kaam mein stability rakhne ke liye train mein kaam karna zaroori hai agar Hum Log friend Nahi nikalenge To Hum Yahan Par Kabhi long time ke liye working kar ke Aage Ki Taraf apne business ko develop nahi kar Payenge to listen ko sambhalna bahut jyada important hota hai yahan se
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

              1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
              2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
              3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
              4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
              Jab bhe mujhey market main loss HOA Hy to dear over trading ki what say hoa Hy dosto forex Maen humean us ko control kerna hoo ga jb to hum capital bonus k husaab say trade nahe karean gy money management ko follow nahe ker k account ko manage nahe karean gy tb to humean Ys Maen loss jotarahy g to dosto forex Maen humesha Kum trades our achy level ki trades Hoon geen to pher he app us main ache profit earn ker pain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

                1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
                2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
                3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
                4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
                jab bhe ksii bhe trader ka forex market k andar account wash hota hai to over trading ki wja say hota hia us main jab bhe aik trader jab apnay capital bonus ko diekhy bagher our free margin ki imihat ko nahe sagta hai our trades pay trade leta hai to pher app ka account aik time ata hai k wo kafi loss main chala jata hai our frre margin kum rhe janay say ya minus main janay say app ki trades stop out hona start ho jati hai
                to dosto forex main humesha jab bhe trade aik trader money management k sath kerta hia to pher us ko kabhe bhe bara loss nahe hota hia our wo apni loss wali trades ko long time k leay hold rakh sagta hai our us say acha profit lay sagta hai
                over trading k nuksanaat boht hai us say humesha bachna ho ga pher he app apny capital balance ko safe rakhty hoey us forex market say ache earning ker pain gay
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                  Over trading ki waja se main nuksaan ye hota hai ke humara account wash ho sakta hai regular trades mein loss honi ki waja se and profit ki waja se bhi iss lye hum logo ko chaye ke hum over trading se bachne ki koshish karen and over trading ko hum logo dusre alfaz mein greedy approach bhi keh sakte hain trading mein lalach nuksaan wali saabit hoti hai jab bhi trades ko trading mein acha profit milna lagta hai to wo log daba dhab trading karna shuru kar dete hain ye soch ke ke abhi to market favour zone mein hai jitna faida utha sakte hain utha len lekin unko ye nahi pata ke market is boss wo kabhi bhi movement karna shuru hojati hai iss liye hum logo ko over trading se jitna ho sakta hai utna bachne ki koshish karni chaye kyun ke koshish hi kamiyabi ki koonjhi hai shukriya umeed hai apko meri points achi lagi hongi.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                    Ji ap nay bohat achay topic pay jaiza pesh kia hay kisi bhi kam ko ziada lamba chora start karna faida mand kam aor nuqsan deh ziada hota hay har kam ki aik limit hoti hay limit jaisay hi cross ki jay gi waisay hi us kay loss samnay aay gay aor loss us kam ya business ko bohat jald khatam kar datay han isi taran over trading bhi bohat nuqsan deh hay khas kar new traders kay liay qun k un ko trading main acha experience nahen hota aor na ki un kay pas strong learning aor knowledge hota hay lot size trade lagana aor phir us ko manege karna bohat ziada mushkil ho jata hay account ko manege karna bhi kafi mushkil ho jata hay aor na hi trader koi dosri trade open close kar sakta hay management na honay ki wajah say trader trading main bohat sari mistakes kar jata hay jis say trading main loss ho jata hay aor baz dafa to trader ka loss ki waja say sara account wast ho jata hay is liay ziada behtar hay k normal trading karni chahiay
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                      Forex trading business mein kaamyaab honey k liye ye zaroori hy k hum forex trading business mein over trading nhi karni cahaiye aur agr hum forex trading business mein over trading kartay han tu is se faida kuch nhi hota over trading se loss hi hota hy over trading ka faida kuch nhi hota hum ko apne account mein Jab bhi trading karni ho tu is k liye zaroori hy k hum apne account ki money management karain agr hum account ki money management kar k trading kartay han tu phr hum over trading se Bach saktay han
                      Over trading hum tab kartay han jab hum ko loss hota hy kiok loss hone ki waja se emotional ho kar Aik aur trade open kartay han aur is traha emotions mein aur ziada lot size use kar k trade open kartay han js se profit tu nhi hota account hi wash ho jata hy is liye hum Jo bhi trade open karain apne account ko manage karain aur phr hi trade open karain tab hi kaamyaab ho saktay han
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                        G han friend ap ny bilkal tek kaha ha forex jasa k aik difficult or risky business hy is liay is m over trading ni krni chaiy over trading sy ap kbi b profit hasil ni kr skty balky hmasha loss hi hota hy baz traders smjty han k wo over trading k liay perfect han wo kbi b loss ni kr skty to ye galt hota hy ap over trading sy kbi profit hasil ni kr skty q k jb ap aik br over trading Kar k loss kr lan gy to us loss ko cover krna bot mushkil hota hy phr zyada loss hoty hoty ap ka account wash ho jata hy chahy ap ka account ktna bara hi q na ho mgr wo over trading kbi b brdasht ni kr skta or jaldi hi wash ho jata hy to koshish karan over trading na karan
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                          forex trading main over trading se hmaisha he apko loss hota hai es liye ayse sub he method se avoide karen jis se apko loss hota hai over trading main har trador ki yahi koshish hoti hai k wo zyda profit hasil kar skaen or adat yah hoti hai tradors ki jub un ko profit hota hai tu wo mazzed trading start kar dety hain k ab thora boht or market se profit haisl kar lety hain jo k aik galat tarika hota hai es liye hmaisha apni trading ko rsik free rakh kar trading karen jis k bad ap apny loss ko kafi had tak mange kar skty hain or apko loss kam se kam hota hai tu apko over trading se avoide krna chahye q k loss hony k sub he factors hmain pta hoty hain laken hum pher bhi osko avoide nahi karty hain jis ki wjah se muslsil loss ka samna hota hai
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                            Dear friend forex trading main jab hum log lalich main aa k over trading karty han to humy loss he hota ha is ley humy over trading sy bachena chae ha jab bi trading karni ho to humy over trading ni karni chae ha balky proper money management or risk management k sath trade open karni chae ha jtna humara account ho humy utni he trade open karni chae ha means humara 100 dollars ka account ho to humy 0.02 sy bari trade open ni karni chae ha or jo bi trade open karny to us k sath stop loss or take profit istamal karna lazmi ha stop loss sy humara account safe rahta ha or take profit sy humy acha profit milta ha is tahra hum account ko manage kar sakty han or over trading sy bach sakty han
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                              Gee han main ne kafi bar over trading kar k profit hasil karnay ki kohsash ki hai puri koshash ki hai over trading se profitable system banaya jay lekin na bana saka aisay sirf tab hota hai jab aap boht long trading karo 5 years k chart par karo apnay brain se k trade na phans jay phir profitable system ban sakta hai waisay har bar loss hi hona hai behtar hai aisy trading se door rahay koi or trading kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                                Treading forex pay sub say most or important muskil kam hy forex pay join ho kr kam krna har bnda kar skta hy lkn forex pay treading krna har bandy k bass ki bat nii hy ku k ya buht hii mushkil or taff kam hy treading k lay mary khayl say jatna hum learning kary gay khowlage create kary gay shyd humry lay buht kam hoga as lay humy jatna zyda ho skta hy demo account pay practice karna chye
                                Jab hum dill laga kar practice kary gay tu us surat main humy buht fida or earning hasil hogie as lay humy jatna zyda ho skta hy mahant k sth apni practice ko bhrna chye treading humsha soch samjh k karna chye ku k jab hum forex pay treading kary gay tu us say humry account main profit bhrta hy humra bonus humri earning humri treading pay depand krtii hy as lay humy jatna
                                Zyda ho skta hy apni trading ko time dena chye jab hum treding ko senjeda lay kar us pay zyda time day gay focus kary gay tu us surat main humy us say buht fida or earning hasil hogie as lay humy chye k humy jatna zyda ho skta hy apni treading ko bhtr or acha karna chye...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X