Jaiza: over trading key nuksanaat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: over trading key nuksanaat
    Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

    1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
    2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
    3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
    4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

    Asslam o alaikum all forex forum members i hope you will be good. And dear brother your question is sk good. And am agree to your question. And mai apko id k baary main yah kahna chahta hoon k over tradding k bahot hi zyada nuqsanat hoty hain. But senior members and expert tradders bhi is sa nahi darty. Wo is sa bhi proffit hasil kar laity hain. Q k ya expert tardders bahot hi zabrdast techniques use karty hain. And hamain to is over time tradding ko kabhi follow nahi krna chaeye. Is k nuqsanaat bahot hi zyada hoty hain. Is ko ager use kiya jay to traddes ko handle karna behad mushkil ho jata hy. Is ki wajah sa hamain account ko manage karna bahot zyada mushkil hota hy. Is k ilawa or bhi different types k nuqsanat hoty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
      Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

      1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
      2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
      3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
      4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
      over trading K traders ko bahut jyada nuksaan 8 Hote Hain Jab traders overtrading Karte Hain To Unka madhyamik pariksha Betal khatam ho jata hai aur unko loss bahut Teji se hota hai Marvel trading karne se loss ke chances bahut jyada Hote Hain traders ko chahiye ke time pe ek hi achi si trade Lagaye Aur phir usse Paranthe Banaye aur trading karne se nuksaan aaj jyada Hote Hain
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

        Over trading krna kabi b thk nai hta ak to over trading sy business ko handle krna mushkl ho jata ha. Phr ak new trader ko to kabi b over trading nai krni chahye. Q ky wo usko handle nai kr pata or business down kr bethta ha.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

          Over trading nahi karni chahiye agar ap over trading kary gy to ap ka account wash ho sakta hai ap trend ko sahi sy nahi dekh pao gy is liye trading karty huwy ap target set kary k kitni trades karni hai or kab karni hai or kitna profit lena hai or jab utna mil jaye to bus kar deni chahiye q k mind ko rest b chahiye hota hai agar ap mind ko rest nahi dy gy to stress me b kya pata ap koi wrong trade open kar do jis sy ap ka account hi wash ho jaye is liye apko chahiye k ap trading karty huwy rest b kary or phir rest k baad dobara trading kary is sy ap ko rest mily ga or ap fresh ho kar trading kary gy overtrading nuqsan de hai ap k mind k liye b or account k liye b.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

            forex trading main over trading k boht se nukasant hain jis main hmain har trade par loss hona yakini amal hota hai es liye aghr hmain apni tradng main loss ko cover karna hai tu hmain un sub factors ko end karna hota hai jis k bad he hum apni trading main loss ko mange kar skty hain es liye hmain chahye k hum apni trading ko aik limit tak he rakhen q k over trade ka mqsad aik he hota hai k tradors lalach main a jaty hain k hmain aik he din main ameer hona hai tu aysa kbhi nahi hota hai hmain over trade ko end krna hoga jis k bad hum apni trading ko boht acha mange kar skty hain over trade se sub se pahly hmara ccount bhi khrty main parh jata hai or mera khyal hai k jub um apny account k mamly main compromise nahi kar skty hum kbhi bi apni trading main kamyb nahi ho skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

              اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
              Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

              1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
              2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
              3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
              4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
              Power trading great leaders who was Radha nuksan Hote Hote Hain Kyunki Jab traders overtrading karte hain tu apni trading mein bahut jyada risk Le Jate Hain traders ko chahiye K trading karte hue kabhi bhi over trading Na Kare aur Hamesha thodari Saqlain Agartala risk Lekar trading Karenge toh usse profit to kaam Hoga lekin loss bhi kaam Hoga aur traders ka account Bade lost SEBI Baje Jayega
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                forex trading main over trading nuksanat he nuksanat hoty hain yah un factors main shumar hota hai jis se loss hona yakini hota hai es liye mera khyal hai k hmain un factors ko avoide krn achahye jis se hmain loss hota hai over trading main sub se pahly tu tradors ki yahi koshish hoti hai k wo bari lot k sath trading karty hain jo sub se bara loss factor hota hai q k bari lot main apko loss hony ki sorat main account se bhi hath dhona parh jata hai or es k ilwa aik factors or bhi hai k boht se tradors aik sath boht se order set kar dety hain k kisi aik main tu hmain profit mily ga jub k yah bhi boht galat trading patrrn hai jo tradors apni trdaing main use karty hain es liye hmain over trading main jitny bhi factors aty hain sub se avoide krna chahye ta k hum apny balnce ka sahi use kar k trading kar sakken or hmain loss bhi na ho
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                  Over trading traders ka biggest mistake hota hay lower time frame ko analysis karny waly traders zeyda over trading kar sakty hey agar large time frame ko daily base par trading me use kia jaye to traders ko andaza ho ga key market kes teezi se move kar sakti hay aur kes margin key sath apny next target tak jump kar sakti hay, lower time frame key use se traders ko esi big movement ka andaza nahi ho sakta aur esy traders ko lagta hay key over trading key base par hi huge profit ki earning mumken ho sakti hay jo key biggest trading mistake hoti hay jes ko avoid karna ya control karna zarori hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                    bhai aap nay acah topic uthaya hia aor ye hum main sy takreeban her trader karta hai aor kar chuka hai kion ky ais sy bachna mushkil hia likin koshish ky baad bacha ja sakta hai and over trading ky nuksaan ziyada hai aor faidy kam ais liye humin chahyee aik wakt main do teen markets sy intouch rahien kion ky ager ais sy ziyada main hum panga laaty hia to kisi ko bhi nahin sambhal nahin paaty aor hum loss ziyada karwa laity hia aor hum kisi bhi trade ko achy sy nahin sambhal paaty ais liye humin koshish karni chahyee ky over trading sy bachien koin ky ais sy aksar hum apna account bhi wash karwa latey hai aor profit boht kam lay patey hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                      Dear forex trader asslam o alikum ummed krta hoon ap kheriyat say on gay ma apki baat say agree karta hoon dear main ap ko batana chahta hoon kay haam apny capital say over ho kay jab bhi trading karen gy to hamaisha nuqsan main hi jayen gy hamk lalach main aa kay lot ziada laga legtay hain raton ma hi ameer honay waly chakron main hala kay hamra capital kam hota hy aur ham us say ziada lot laga lety hainb Over trading krna kabi b thk nai hta ak to over trading sy business ko handle krna mushkl ho jata ha. Phr ak new trader ko to kabi b over trading nai krni chahye. Q ky wo usko handle nai kr pata or business down kr bethta ha.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                        Over trading kesi be waja se agar ki jaye to es key nuksanaat bahot zeyda ho sakty hey, some traders market ki condition over trading key ley reliable samjty hey magar me samjta ho key market kesi be condition me kinu na ho over trading key ley kabi be perfect nahi ho sakti hay,

                        1. over trading ki waja se traders ko account manage karny me mushkilat ka samna ho sakta hay
                        2. over trading key base par trades ko handle karna impossible ho sakta hay
                        3. big lot ko use karny ki waja se traders multiple trades open nahi kar sakty
                        4. over trading ki waja se risk ki management proper tareeqy se nahi ho sakti hay.
                        Assalamualaikum ji bhai jaan mai Aap Ki mesenchymal to repair agree karta hoon overtrading bahut nuksaan disease Hain over trading ke waise Hum Apne account ko jis mein daal sakte hain aur Hume survive karna Mushkil ho sakta hai aur trading karne se aapko trading account par control karna Mushkil ho jata hai aur Agar power trading ke sath risk management nahi kar sakte agar aap nahi karenge to aap Jyada der tak Forex trading business Mein survive nahi kar sakte Businessman survive karne ke liye aapko over trading or overconfidence Dono Ko Mukammal Tor Par chor Dena hoga
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                          Yes dear jab hum ne ais market mai koi bhi trade lagani hoti hai aus mai hum ne money management k hisab se trade lagani hoti hai ais mai ye hai k hum agar account par 2% risk lena hai aor hum ne ais mai jitni trade lagai hai wo atna risk ban raha hai to aus k baad agar koi trade mil bhi rahe ho to aus mai entry na ley kun k jab tak phly wali trades mai se koi trade close ni kar lety tab tak trade ni lagani chaye agar ap over trading karo gay to ais mai ye loss hai k market agar ap k opposite jati hai to aus time ap ka account phans jata hai aor ais mai ap account wash kar lety ho ya over trading ki waja se kafi zayda loss hota hai jis ko recover karna bahot muskil hota hai aor aus time bandy ko kuch samjh ni aati aor ghaltian karta jata hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                            over trading kay kafi nusksanat hoty hain koi b trader agr pver trading karna chahta hay to is main profit nai hota hay loss hi hasil hota hay is main agr ziada expeirence ki bat karty hain kay jo trader expert ho to us kay liye b over trading karna kafi risky ho skta hay so market main agr humain success hasil karni hay to humain over trading ko avoid karna ho ga kun kay is say ye hota hay hum high lot kagty hain to is main or trade ko lagany say qasir ho jaty hain or is kay sath sath jab account ki traf nazr dalty hain to hum account ko b manage nai kar sakty hain or risk factor kafi barh jata hay jis say ye hota hay humain market main profit ki bjye ziada loss ho sakta hay or over trading say b hota hay hum trades ko handle nai kar party hain or money management b bilkul khraab ho jati hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: over trading key nuksanaat

                              trading to har koi k ar sakta hay magr is ko achy say karna or acha profit lyna koi koi hi kar sakta hay new comer market main ziada profit hasil karny kay is main high lot ko laga kar trade karty hain jis main kafi risk ho sakta hay or kafi to over trading b karty hain jis kay kafi nuksanat hoty hain agr to hum is main over trading karty hain to is main lot ko manage karny say qasir ho jaty hain or is main aik muksan ye b hota hay kay hum balnace ko manage nai kar party hain or account ki managment b sopil ho sakti hay or is say kafi muksan ho sakta hay or is kay sath sath hum trade ko hanle nai kar paty hai nagr to hum trade karty hain to is main aik limit main rehty hoyt trade karin or over trading karny say avoid kia jaye to hi market main achi earning ko hasil kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X