Jaiza: Forex trading ka realistic target.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading ka realistic target.
    Forex market mein hamesha ye bataya jata ha k traders bara profit hasil kar saktay hain, kuch traders ki example bhi di jati ha jo short time mein high achievers bann gaye magar aisay log zahir ha bohot kam hain. Humain bataya jata ha k kisi trader na ek saal mein millions ka profit hasil kar liya lekin ye nahi bataya jata k wo trader BILLIONS ko manage kar k million ka profit hasil kar paya. Ye aisa hi ha jesay $1000 k account par saal mein $10 profit earn kiya jaye, jo bohot asaan or risk free bhi ha. Forex mein apna ek realistic target choose karna Minimal Risk Strategy ka pehla step ha. Agar ek trader apnay potential ko dekh kar target set karay, no matter target kitna small ya big ho, achieve ho sakta ha lekin agar apnay potential se barh k, dusray traders ko dekh kar target set kiya jaye ga, to obviously nakami hi hogi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

    Asslam o alaikum dear forex members. I hope you will be good. And friends apki baat sa agree krta hoon and apko yahee btata chloon k forex main har tradder ko loss bhi hota hy and kuch ko proffit bhi hota hy. And jahan tak many sunna hy k is maun 100% main sa 90% tradders loss main jaty hain and 10% tradders success hoty hain. And jaisa ap na.aha k.kuch members matllab k kuch tradders kam time main bahot zyada proffit earn kar laity hain jo k possible hai. And wo ya hy k wo jab ider new aaty hain to woh bahit zyada learn kar k is ko join krty hain tabhi wo kuvh experions k saath kam kr k aagy barhty hain and aysa nahee hy k unko kbhi bhi loss nahre hita loss yo hota hy and wo is loss hony sa bhi bahot kuch seekh jaty hain. And ya mera experions hy k ap jitna zyada invest karo gy apko us main utna zyada proffit any k imkaanat hain.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

      Assalamualaikum bhai Apne bahut accha question kiya hai aur Hume achi information BD hai maine abhi abhi trading ko joint Kiya Hai Aap Ki Baatein mujhe bahut acchi lagi hai aur Main Apni Jannat mein Safar karne ki puri koshish karunga Shukriya
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

        yes dears friends mn ap ki bt sy agree hon Forex mein apna ek realistic target choose karna Minimal Risk Strategy ka pehla step ha. Agar ek trader apnay potential ko dekh kar target set karay, no matter target kitna small ya big ho, achieve ho sakta ha lekin agar apnay potential se barh k, dusray traders ko dekh kar target set kiya jaye ga, to obviously nakami hi hogi.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

          Dear asalam o alikum main ap sy agree karta hon forex trading main ap ache earning kar sakty han or isi tahra agr ap k pass knowledge or experience na ho to ap loss bi karwa sakty han is ley dear forex trading main ap ko chae ha knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k ap ko loss na ho
          Dear forex trading duniya ka best online business ha or real business ha is sy ap ache earning kar sakty han ap ki baat bilkal tek ha humy jo b btata ha k hum ache earning kar sakty han ye ni btaty han k ap ko loss b ho sakta ha dear forex trading ko samjny is main risk bi both ziada ha is main both sy logun ko loss bi both ziada hua ha please kisi ko dohky main na rakheny real baat btaen learning k bagar ap ko both loss ho sakty ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

            Hum logo ko Delhi ka ek target select kar lena chahiye fair trading Karni chahiye Phir Hum logo ko is ka fayda Hoga Kyunki Agar Hum Log target select karte hain tu usko achieve karna bahut Aasan ho jata hai aur hum logo ko Kafi fayda Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

              dear trading members bhai ne bahut acchi Soch share Ki Hai Forex trading mein hamari Soch realistic Hona bahut zaroori hai because Forex trading is risky online business hai jo software operated hai in Forex trading you have to manage your account according to strong support and resistance with technical and fundamental analysis sentimental data is also very important skills and strategies have to develop according to the market current and previous corporation Forex trading planning is very important members ko chahiye ke realistic Soch Apne haqiqi Soch say hi aapko cprofit ho sakta hai market Mein earning ke liyelove Ki planning realistic or perfect honi chahiye dear Forex trading members according to my experience without management and emotional control and decision power Forex trading Mein success impossible hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                Forex trading me traders key realistic targets minimum profit key hony chaye, single trade me profit ka target etna higher point ka nahi hona chaye key target achieve hony me 3 to 4 days lag jaye, minimum targets kam time me hit ho jaty hey, account balance agar 200$ to 400$ ho to meri nazar me realistic profit target daily ka 20$ to 40$ hona chaye es se zeyda nahi, traders key minimum profit targets long time tak us key account capital ki safety kar sakty hey agar es bat ka khayal na raka jaye aur big risk leya jaye to traders minimum profit targets be pory nahi kar sakty.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                  aik trader k leay wo professional tab he ban sagta hai jab wo apna aik plan banata hai our us main us ka daily ka weekly ka ya pher us ka monthly target hota hai to pher he jo traders 1% say 3% tak risk k sath trade kerta hai to pher us main us ka daily apni investment k oper iak target hota hia jab app ka rozana ka pura ho jata hai to pher app forex main say exit ho jeain koin k forex risky business hai us main app earning jab bhe karein safe karien ta k app ko loss na ho mean app ka apna bonus safe rahey our ager app forex main target k bagheer trade kerty hain to pehr ap us main ksii bhe time app ka account wash ho sagta hai forex main humean mehant kerna ho ge our us k her rule ko follow ker k trade kerna ho ge our us main kamyaabe real app ko forex ki learning k bad he milti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                    Forex main friends human aik daily ka ya month k hisaab say aik target her tradr k plan ka hisa hota hai humean forex main mehnat kerna ho gee dosto us ko learn kerna ho ga jab bhe trade start kerna say phelay humean full plan ker k market main enter hona chahy pher he us main trade ker k us main entry ker k us say acha profit earn ker sagty hain ager app target aik set nahe rakhety hain to pher app ka account kisi bhe time ghalt technical ya fundamental analysis ghalt honay ki wja say app ka account ur sagta hai humean her trade ko money management risk management k sath kerna ho gee jab bhe 100 % move confirm bhe ho to pher bhe humen trade apnay capital bonus k mutabik lagani chahy koin k koi bhe economic condition kisi bhe big country ki market situation change ker sagti hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                      Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                      G forex trading main trader ko profit hi earn hota hay jb trader ki trading main experience ho aor trader ka account management acha ho aor trader risk management ky rules ko follow krta ho aor trading main relax ho kay tradin gkrta hay aor trading main koi high profit ki trf na bhagta hon aor trading main namkai kabhi nhihoti hay jb trader mhntkray aor trading main experience ho aor money management achy ho aor trading main earning kafi achi ha jb trader apni trading main daily market ko follow kr ka trading krta hay aor trading main small profit ka traget set krta hay aor high risk aor lalch ka use na krta hay phr wazeh hay trading main faida hi faida hay aor trader successful trading kar lata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                        G bhai ap ne bilkul zaberdast baat ki hai. Mony management se hi hum forex trading se kuch acha earn kr sakty hain. Ap ne bahut achi example di hai. Ky ager aik banda billion ki investment ker ky million kama raha to wo aisy hai jaisy aik banda 100$ ki investment ker ky saal mein ya maheny mein 10$ kamata hai to ye koi mushkil baat nahi hai. Hum forex forum se hasil kerny waly bonus se trading kerny waly choty tradrr hain. Hamary pas kuch 100 $ hoty hain ya agr kisi ny ziyada ekathy ker liye to kuch 1000$ hon gy us ky pass.
                        Is liye humein apny account ky hisaab se mony managment kerni chaye. Aur maheny ka ya hafty ka target rakhna chaye wo beshaq chota hi q na ho. Ziyada target rakhny se ap ky ander lalach paida ho ga. Jo ky sera ser loss ki traf le jata hai. Is liye lalach se door reh ker mony managment kerein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                          hm phly boht kuch sun chky hain mgr aaj hm k kren ga kuch is trah se hy hm aab awsy shkaa ke khaaneyaan sun xhuky hainy jo mu.knh tor pr k. tabqatee pase.e.manzr se aye . jo trades shrooh ho ge aor kamyabee hasil krne k qabil thy is aaml men lakhoo afraad kp kya aksr yh lhamwyan dilkash aor por assar hain aor hmeen sikhaya ja saktaa hy ap lo waqee kamyaab hone ki zaroort hy menht isthkaam aor isthaakm hy khaneyon ke iqsaam een bhee sikah sakeen ga hm3n apne maqasid pr intahi tawajh denee ho ge hr mumknh tor pe selj wy l ley aor akhir e tmaam mehnt se akhir mw adaa kry ga
                          EFFORTS, FOCUS, AND DETERMINATION

                          fatz kren ap aik company k malik hain ap apnee co.apny k sath kia kren ga jb ap kisee company ko start kr ney ka fwsla krty hain. to ap sirf iss aoach men sarmay karee neh krty hain jo ap ne sunna hy thwwk hy neh sab se phlwy aik samjhdar invwstor ke shopa aor kuch bhee krney se phley mukhtalif ikhteayraat ko samkhty hain aik abr apney karobar ko chlaen k bad ap sheyd chans cheeOn k bahoo k sath neh jaen ha apne farum moaasr treqy se kam kr ney k ley ap kpansobh bande ahdaf moqrarr baqadah traqee ke janch partaal aor bagjt manOor kr ney ke zaroeet hy jo trading pr lagoo hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
                            Forex market mein hamesha ye bataya jata ha k traders bara profit hasil kar saktay hain, kuch traders ki example bhi di jati ha jo short time mein high achievers bann gaye magar aisay log zahir ha bohot kam hain. Humain bataya jata ha k kisi trader na ek saal mein millions ka profit hasil kar liya lekin ye nahi bataya jata k wo trader BILLIONS ko manage kar k million ka profit hasil kar paya. Ye aisa hi ha jesay $1000 k account par saal mein $10 profit earn kiya jaye, jo bohot asaan or risk free bhi ha. Forex mein apna ek realistic target choose karna Minimal Risk Strategy ka pehla step ha. Agar ek trader apnay potential ko dekh kar target set karay, no matter target kitna small ya big ho, achieve ho sakta ha lekin agar apnay potential se barh k, dusray traders ko dekh kar target set kiya jaye ga, to obviously nakami hi hogi.
                            Hum Jab Bhi Forex trading Madrid Kare Toh Hamesha target Bana Kar Ke Dekho Mujhe Jab Bhi Hum target Banakar chatting Karenge to us target to achieve karna Aasan ho jayega aur Jagbir target Banakar trading Kare Tu usko aqib karne ke baad Bhi Jyada profit Banane Ki laalach Na Kare Kise Se aapki trading mayloz ke chances baad Jayenge aur aapko trading Kar Ke nuksaan Bhi Ho Sakta Hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                              Realistic target : realistic jitna kam hoga ap ka he faida ha kam hona chiaye target forex trading main ap achey earning kar saktay han or isi tahra agr ap k pass knowledge or experience na ho to ap loss bi karwa saktay han is ley dear forex trading main ap ko chae ha knowledge or experience hasil kar k trading karny ta k ap ko loss na ho aik daily ka ya month k hisaab say aik target her tradr k plan ka hisa hota hai humean forex main mehnat kerna ho gee dosto us ko learn kerna ho ga jab bhe trade start kerna say pehlay humean full plan ker k market main enter hona chahiye phir he us main trade ker k us main entry ker k us say acha profit earn ker saktayhain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X