Jaiza: Forex trading ka realistic target.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

    Forex trading aik kafi tough business hay aur is main humain kabhi bhi money manegment k bagair kabhi bhi trade nai karni cahiay hamesha apne capital k mutabik trade karain aur apne capital.k.mutabik hi profit bhi hasil karain aksar trader ye mistake karye hain k kam capital.k sath kam waqat main zafa profit hasil karna cahte hain jo k galat trika hay agar ap zada profiy gain karna cahte hain tou us k liay ap k pass big capital bhi hona cahiay aur us k sath sath ap ache analysis k sath trade karain hamesha take acha profit bhi gain kar sakain aur ap.ka account bhi save rahe acha profit earn karne k liay mibey manegment k sath trade karna boht zarori hay tab hi ap save trade kar pate hay aur acha profit bhi earn kar pate hay jo.log trading se acha profit earn karna cahte hay unhe rules ko follow karte huwe trade karni cahiay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
      Forex market mein hamesha ye bataya jata ha k traders bara profit hasil kar saktay hain, kuch traders ki example bhi di jati ha jo short time mein high achievers bann gaye magar aisay log zahir ha bohot kam hain. Humain bataya jata ha k kisi trader na ek saal mein millions ka profit hasil kar liya lekin ye nahi bataya jata k wo trader BILLIONS ko manage kar k million ka profit hasil kar paya. Ye aisa hi ha jesay $1000 k account par saal mein $10 profit earn kiya jaye, jo bohot asaan or risk free bhi ha. Forex mein apna ek realistic target choose karna Minimal Risk Strategy ka pehla step ha. Agar ek trader apnay potential ko dekh kar target set karay, no matter target kitna small ya big ho, achieve ho sakta ha lekin agar apnay potential se barh k, dusray traders ko dekh kar target set kiya jaye ga, to obviously nakami hi hogi.
      Traders ko chahiye ke jump trading Kare to proper planning Karke trading Kare agar aap trading we are planning ke Karenge To Kabhi be successful Lage Na Sakenge Is liye Hamesha Apna tradingqna target Banaye Jab aap target Banakar trading Karenge to usko achieve karna Aasan ho jayega isliye JP trading Kare to proper planning ke sath trading Kare aur Hamesha trading plan Banaye
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

        Assalam-u-alaikum Bhai kse hn ap umeed krti hun k ap khair kheriyat se hon ge Bhai actually me ek junior hun or new user bhi hone ko wja se mjhe forex trading k baray me zyada knowledge nahi hai lekin me itna janti hun k forex trading ka realistic target Jo mera andaza hai us andazay k mutabiq forex trading ka realistic target hamesha ye hota hai k traders ko zyada she zyada munafa diya jay AGR koi b trader apne target ko apne potential k according set krta hai koi matter ni krta k uska target bara hai ya chota hai to wo 99% apna target achieve&nbsp; kr skta hai lekin AGR wo apni potential nahi dekhta or doosron ka bars target dekha kr apna target set krta hai to no doubt wo nakami hi Basil kre ga umeed krti hun mere jwab se ap ittefaq Kren ge&nbsp;<br>Shukriya Fee Amanillah
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

          Dear jab ap ais market mai investment karty ho to aus time ap aik plan banaty hai k ais market mai kaisy kaam karna hai aor ap ka ais mai daily ya weekly kitna target ho wo hum ais liay plan banaty hai ta k hum ne ais market mai jitni bhi investment ki hai aus ko aik dafa nikal ley aor aus par jitna profit ho aus par kaam kary aus k liay ye zarori hai k hum jab apna capital nikal lety hai to aus k baad hum ko ais mai tension ni hoti to aus par hum risk le sakty hai aor aus par jab hum risk lety hai t aus mai hum ne account ko double karna ho to atna masla ni hota kun k ais market mai jab ap kaam karty ho to ap ko samjh aa jati hai k ais market ne kaha jana hai ais mai hum kaisy zayda profit bana sakty hai agar hum ais market mai target phly hi bahot zayda rakhy to aus mai lot bari lagani parti hai ais liay phly risk kam ley.
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

            Forex trader kay liye yahi achi baat hai ke woh apnay profit kay targets ko hamesha iss trah kay rakhin jin ko practically achieve b kiya ja sakta ho aur iss kay sath sath woh realistic b hon. Traders ager apni trading mai profit kay target unrealistic rakh lain tu inko hasil karny ke liye mehnat b bohot karna hoti hai , time b investment karna parhta hai lakin yeh phir b achive nai ho sakty hain tu iss say traders ko bohot ziada demonization ho sakti hai aur traders frustration mai mazeed mistakes kar kay profit ke jagha loss karna b start kar daite hain.
            Forex trading mai traders kay liye best yahi hai ke woh apni trading mai small aur realistic profit kay targets ko set kiya Karin.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

              je ap ne bohat ahm baat ki ha forex trading ma bohat saray kamayb log bhi jo forex trading se boht ziadah earn kar rahay hain lakin haqeeqat ma forex aik risk business ha jis ma kuch kamanay ka lye boht ziadah mehnat karni padt ha aur seekhnay ki zarurat hoti, Forex aik munafah bakhs karobar ha jis ma thoday sa capital se ham bohat gain hasil kar saktay hain, to loss se bachnay k lye bohat thoda risk lena chahye, greed se kaam ni lena cheye. jitna ho sakay trading ma experienc hasil hona chahye aur aik successful trader ko chahye ko woh
              == small lot ko use karay
              == aik target set karay 30 ya 40 pip ka daily
              == apni trading strategy k hisaab se trading karay
              == stop loss ka lazmi istmal karay
              == apnay capital ko dekh k lot ko select karna chaye
              to realistic profit woh taqreban pair k daily average k hisaab se hona chahye
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or forex main har trador ki yahi nature hoti hai k wo apni trading main kam se boht earning ki traaf jana chahty hain jub k hum lalach main a jaty hain jis se hmain mazzed loss he hota hai or hum million se bhi nechy gir jaty hain es liye zarori hai k apny targets ko ayse set karen k apko apki trading main loss na ho or kam profot par ap apni trdaing kar k market se bahar a ajen es liye hmain yah bat mind main rakhni chahye k hmain lalach nahi krna hai pahly apny account ko bara karen os k bad ap apni trdaing main billion k hisab se bhi profot eran kar skty hain or basically trading ka jo method hai wo aghr use karen tu ap ko hmaisha acha reult he milta hai trading main
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                  forex trading aik aysa business hai jis main hard working k sath kamybhi mumkin hoti hai aghr hum trading main mahnt nahi karty hain tu hum kbhi bhi apni trading main kamyb nahi ho skty hain es liye apni trdaing k kuj targets set kar leny chahye jis par apko mahnt karni chahye q k jub hum aik he din main kamyb bhony ka sochty hain tu hum kbhi bhi apni trading main kamayb nahi ho skty hain or hmain loss ho jata hai es liye kamybhi k liye apny target ayse set karny chahye jis ko achive karny main bhi apko koi masla na ho or ap apni tading main achi eeaning gain kar saken es liye zarori hai k apni trading ko palning k sath karen jub tak ap palns k sath trading nahi karengy ap kbhi bhi forex main kamyb nahi ho skty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                    m ap ki bat sy agree krta hu aysa bilkul boht he km hy m ny aj tak nai dykha apni life m k koi boht he bra admi bn gia ho but etna zaror dykha hy k wo apni life m skoon sy hy ab but sunty boht hyn hm log b k aik bndy ny gold ki car ly li flan flan but ho skta hy bas hard working zarort hy es k leay.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                      bhai ap ny boht achi bat ki hai or forex trading businss main boht se trador ayse he karty hain un ki usb se pahli yahi galti hoti hai k wo apni trading k targets boht he taph bnaty hain ji sk bad un k liye he mushkil ban jati hai q k jub un se achive nahi ho paty hain es liye zarori hai k apny targets ayse set karen jis se apko achive karny main bhi asani ho or ap ko os ka expiernce bhi milta hai or jub ap trading main choty level k targets pory karny k qabil ho jaty hain tu wo time nzdeek a ajta hai jub ap apni trading main boht bary peymany par trading karty hain or profit bhi apko high lvel par ilta hai es k liye time or expiernce k gain karny ki zarort hoti hai q k aik he din main ap lakhon ka profit earn nahi kar skty hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                        forex trading main kam karna hay to is main practice kar kay achy say kam karna ho ga kun kay forex main aik target ko set kar kay kam karna hota hay jis main log achi earning hasil karty hain market main boht say log kam kar rahy hain jis main ye hota hay kay aik achi kahsi ammount ko balnce main rkhna hota hay jis kay bad hi market main jintin movement hoti hay us say achi earning hasil karni hoti hay so humain active ho kar achy say kam karna ho ga low risk main trade ko b kar sakty hain magr humain short time ki trade karny main b faida ho sakta hya magr jo log millions main eraning hasil karna chahyty hain to is main long term main trade karty hain jis say aik time periods main achi eraning hasil ho sakti hay or loss b km ho ga market ko understnad karna b asan ho ga
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                          insta forex trading aik real business hay is main boht say log kam karty hain is main achi earning b hasil hoti hay agr to market main kam karna hay to practice kar kay achy say ana ho gakun kay market main humain kafi balnce ko rakh kar kam karna hota hay is main boht say log trade kar rahy hain long term main b kam hota hay or short term main b kam hota hay is main agr million eraning hasil karni hay to is kay liye billion main balance rakh kar kam krana hota hay is kay liye order ko b achy say ho place karna hota hay kun kay isi tara ki trades main kafi risk hota hay jitni hi hum is main mehnat karty hain to hi acha profit hasil ho sakta ha is main ye bat hoti hay kay long term ki trader main kafi asani ho jati hay or kuch time mil jata hay jis main hum achi eraning hasil kar sakty hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                            market main kam karny kay liye humain kafi active ho kar kam karna hoota hay kun kay boht say log trade kar kay achi eraning hasil kar rahhy hain or isi tara is main active ho kar kam kia ja raha hay is main trade karny ka trget set kia hota hay usi target ko set karny say hi humain achi earning hasil ho sakti hay agr to market main success hasil karni hay to humain kafi emhant darkar hoti hay jis ki help say trade ko place karna humary liye asan ho sakta hay is main kafi ziada profit gain karna hay to is kay liye hhumain mehnat karna ho gi kun kay mehnat karty hain to kuch sikh paty hain is main agr hum money ko manage kar kay kam karty hain or strtgy ka use karty hain to millon earning hasil kar sakty hain magr big account kay sath deak karna b kafi mushkil hota hay long term main trade best hoti hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                              Dear her forex trader apni trading strategy ka hasb say apna target set karta hai kayo ka kuch trader long tream trading karty hai aur kuch trader short tream trading karty hai jo trader long tram trading karty hai un ki alag strategy hoti hai aur un ka account balance bai zyda hota hai kas ka hasb say apna target set karty hai aur jo short tream trader hotay hai un ki apni trading strategy hoti hai aur an main kuch trader ka account balance bai chota hota hai jas ka hasb say wo apna target set karty hai lakn mary hasb say agher ap daily bass pay apna traget set karty hai aur apny account ko money management kar ka trading katy hai to daily ka traget set kar ka trading karny.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

                                forex market mein hamesha ye bataya jata ha k traders bara profit hasil kar saktay hain, kuch buyers ki example bhi di jati ha jo quick time mein high achievers bann gaye magar aisay log zahir ha bohot kam hain. Humain bataya jata ha ok kisi trader na ek saal mein hundreds of thousands ka profit hasil kar liya lekin ye nahi bataya jata k wo dealer BILLIONS ko manipulate kar k million ka profit hasil kar paya. Ye aisa hello ha jesay $a thousand k account par saal mein $10 income earn kiya jaye, jo bohot asaan or risk unfastened bhi ha. forex mein apna ek practical goal pick karna minimum threat method ka pehla step ha. Agar ek trader apnay ability ko dekh kar target set karay, irrespective of target kitna small ya massive ho, achieve ho sakta ha lekin agar apnay capability se barh k, dusray buyers ko dekh kar target set kiya jaye ga, to obviously nakami hello hogi.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X