Jaiza: Forex trading ka realistic target.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

    Forex trading mai earnings kay realistic targets ko choose kerna bohat positive approaches mai count hoti hai. Yeh baat bilkul darust hai kay big earnings ya big profits kay liye big investments aur big capitals waley accounts ka hona bohat laazmi aur zaruri hai. Forex traders ko apnay real targets set kernay chaiye aur unhain achieve kernay kay liye kaam kerna chaiye. Agar aik 1000$ ka capital rakhnay wala account hai tou trader Agar monthly 20 % ka target set kerta hai tou usay achieve bhi ker sakta hai laikin Agar 1000$ waley account say trader yeh tawaqoo kerta hai kay woh 80 say 100% profit target rakh kay achieve ker lay ga tou yeh possible nahi hoga kiyu kay iss Tarah trader ko apnay account say haath dhona Parr saktay hain. Sub say behtar yeh hota hai kay 20% profit target he rakha jaey aur usay month mai 2 baar achieve ker Lia jaey tou bhi yeh 40% bann Jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Jaiza: Forex trading ka realistic target.

      Forex business key bary me ye bat aam hay key traders market se unlimited profit earn kar sakty hey esi lalach me esy traders jo key professional trading nahi karty aur big profit targets rak lety hey yahi cheez loss ki waja ban jati hey, unlimited profit ya per big profit targets professional traders long term trading me hi rakty hey, esy traders ka account balance bahot zeyada hota hay aur esi base par big risk key through un key ley big profit target ya per unlimited ka hasil karna possible ho jata hay agar hamary jesy traders jen key account balance 200$ se be less ho hamy big profit target key bary me sochna be nahi chaye.

      اب آن لائن

      Working...
      X