Re: jaiza: NFP news in forex
NFP yani Nonfarm payroll aik economic indicator hota hay aur adad o shamar per mabni hota hay jis ko US department of Labor monthly basis per release karta hay. Ye aik report hoti hay jis report main labor market kay bary main data hota hay. Is say financial market aur assets bahut mutassar hoty hain jin main US Dollar, equities aur Gold shamil hoty hain.
NFP kay idad o shumar.
Nonfarm pay roll ki eport main unemployement main izafy ya kami kay bary main bataya jata hay. Yani kitni jobs ziada hui aur kitni kam hui. Ye last month ka data batata hay. Ye aik lagging indicator hota hay. NFP report har month kay first friday ko 0830 EST per US department of labour ki taraf say shaia ki jati hay.
NFP Impacts.
Ager NFP positive ho yani job rate main izafa hua ho aur unemployment main kami ai ho to US dollar aur equities ki value main izafa ho jata hay jab keh Gold kay rate main fori kami a jati hay, jabkeh ager NFP news negative ho yani previous report kay muqably main job rate less ho aur unemployment main izafa hua ho to US dollar aur equities main kami waqia hoti hay jab keh Gold kay rates high ho jaty hain. Jab keh is economic indicator kay release hony kay bad is ka forex market per kam say kam aik hafta asar rehta hay, jab tak koi aur news ya economic indicator forex market per asar andaz na hon.
Trading strategy.
NFP report say pehly he aksar traders ko isky idad o shmar ka pata hota hay, jiski base per woh mazeed trading say baz rehty hain aur iski publishing say pehly trade nai karty. Jab ye news release ho jati hay to woh is report kay mutabiq trading order place karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим