Re: Forex mein NFP "Non Farm Payroll Reports" py aik Jaiza
AOA dear friends , Forex trading mein kitni kism ki news hoti hai hamen is chiz Ka pata Hona chahie kyun ky kyunki in news ka directly affect hota hai Hamari trading ke ooper aur aisi Hi ek news hai jisko NFP news kaha jata hai ,NFP aik news hay, aur is ka asal matlab hay Non Farm Payroll. Yeh USD ki news hay, aur aksar log is ko sab say ziada market fluctuate karnay wali news bhi kehtay hain, yeh har month ki first friday ko issue hoti hay, aur yehi waja hay keh har month may first friday ko bohat ziada fluctuation hoti hay, is month bhi first friday ko ap is news ki observation kar saktay hain aur Yeh news har month ki first friday ko yeh news issue hoti hay, aur jitnay bhi USD k pairs / crosses hain sab par is ka asar parta hay, ap kal tak ka wait karo aur phir dekho k market kaha jati hay, kal February ka first friday hay. Pahlay demo par observe karo phir khud say faisla karo keh is news say kia faida utha saktay ho forex market main sabse zyada trade ki jati hai dekhte hi dekhte market 50 se 100 ya isse bhi zyada pips move kar jati hai or zarori nahi ke market ek hi trend main move kare ye bhi aksar hota hai ke market pehle ek direction main jati hai or usi waqt market reverse ho jate hai is lia is news ko bohat ehtiyat se trade karna chaye dear Forex members jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi stronog hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k faviour mai jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai aur NFP ka data bohat ahmiat ka haamil hota hai market bohat ziada move karti hai is lye is moqe ko cash karna chaye aor data k mutabiq trading karna chaye taa k ham ko profit hasil ho aor ham trading ko enjoy kar sake

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим