NFP News kya Hoti hy aur is Ka USD Currency py kya Effect hota hy ???
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    Re: jaiza: NFP news in forex

    NFP yani Nonfarm payroll aik economic indicator hota hay aur adad o shamar per mabni hota hay jis ko US department of Labor monthly basis per release karta hay. Ye aik report hoti hay jis report main labor market kay bary main data hota hay. Is say financial market aur assets bahut mutassar hoty hain jin main US Dollar, equities aur Gold shamil hoty hain.

    NFP kay idad o shumar.
    Nonfarm pay roll ki eport main unemployement main izafy ya kami kay bary main bataya jata hay. Yani kitni jobs ziada hui aur kitni kam hui. Ye last month ka data batata hay. Ye aik lagging indicator hota hay. NFP report har month kay first friday ko 0830 EST per US department of labour ki taraf say shaia ki jati hay.

    NFP Impacts.
    Ager NFP positive ho yani job rate main izafa hua ho aur unemployment main kami ai ho to US dollar aur equities ki value main izafa ho jata hay jab keh Gold kay rate main fori kami a jati hay, jabkeh ager NFP news negative ho yani previous report kay muqably main job rate less ho aur unemployment main izafa hua ho to US dollar aur equities main kami waqia hoti hay jab keh Gold kay rates high ho jaty hain. Jab keh is economic indicator kay release hony kay bad is ka forex market per kam say kam aik hafta asar rehta hay, jab tak koi aur news ya economic indicator forex market per asar andaz na hon.

    Trading strategy.
    NFP report say pehly he aksar traders ko isky idad o shmar ka pata hota hay, jiski base per woh mazeed trading say baz rehty hain aur iski publishing say pehly trade nai karty. Jab ye news release ho jati hay to woh is report kay mutabiq trading order place karty hain.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Re: jaiza: NFP news in forex

      Nfp CCI full form non form payroll hai aur yah Ek Aisi news hai jismein USD currency Kafi Jyada move karti hai ye News us economy ke ke bare mein main monthly basis per unemployment report issue karti hai jismein government jobs private jobs for household jobs ke bare mein main information Deti Hai agar is news mein mein bataya Jaaye ke Us economy mein unemployment increase Ki Hai To to iski vajah se a USD ki value to bahut Teji ke sath niche ki taraf Aati Hai. Aur Agar yah news us economy ke andar unemployment ke a decrease hone ka vah bataen to Tu To iski vajah se a USD ki price bahut Tej ji ke sath Upar ki taraf karti hai.

      Isliye traders ko chahie ke vah apni trading ke dauran news ke upar specially business news ka bahut Dhyan rakhen Agar vah news ko proper was Karenge aur tab hi apni trade active Karenge Jab Koi Aisi Badi news Na Ho To unko Ho new uski vajah se a kabhi bhi loss Nahin hoga. NFP news ki vajah se a USD ki price movement ko Agar trader check Karta Rahe aur news ke mutabik apni trade Karen to bahut profit earn kar sakta hai Kyunki USD forex market ke 80% volume Rakhta Hai Jiski vajah se a Puri market ke andar movement produce hoti hai.
         
      • #48 Collapse

        Re: jaiza: NFP news in forex

        market mai news update hote hain to hamy in ko watch karna chaey news ka name hain NFP. jab market ma NFP news ate han to hamy in ko watch karna chaey hamy news ko dahkny sy market ke movement ka andaza htoa hain hamy market ke movemen tko samj kar is mai kam karna hp ga pher he hum pasia kama saky gy forex mai hamy news ko kabe be ignore nahi karna chaey hum is mai investment kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam ark sakty hain is mai kam karny ky liye hamy ksie be office mai jany ke need nahi htoe hum is mai agar lalachi ban ky kam karty hain to hmara he loss hain hum is mai agar lalchi ban ky kam karty hai to hamy loss hain hamy is mai analyss ko learn kar ky use kar ky market mai trade lagane ho ge pher he hum munfa hasal kar saky gy forex mai news ke bohat ahmyat hain hamy in ko kabe be ignore nahi karna chae hamy news ko dahky bager market ke movement ka patya nahi calta ham news mi pata clata hain ky market mai kon sa pair or kon se currency kis taraf move kar rahe hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hum is mai agar mahnet nai kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ga so ham market ko samj karis mai news ko dahk kar is ke mvement ko dahk kar is mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy
        • #49 Collapse

          Re: jaiza: NFP news in forex

          Forex trading mein an NFP news ko bahut jyada himayat hasil hai hi dear member news ka matlab yah hai ki nahin hota ki market abhi fast hi ja rahi hai sometime news ka matlab yah bhi hota hai ki market abhi shlok zeeshan mein hai aur ham is mein trading karke apni e acchi trading mein kamyab ho sakte hain nfp news ka matlab known non form payroll jab bhi nfv news launch hoti hai hai USD currency ke favour mein hoti haiaur mostly trader is tarah ke fayde se fayda uthate hain aur acchi nahin hasil karte Hain isliye har EK members ko chahie ki vah forex trading mein sabse pahle news ko follow Karen use ko follow karne se Ham market ko analyse kar sakte hain aur market mein acchi trade ko open karne mein kamyab ho sakte hain market mein inter hone ke liye hamen mere pass acche analysis ka hona bahut jyada important hai tab hi Ham achcha profit bhi hasil kar sakte hain aur form per kamyab bhi ho sakte hain form per kamyab hone ke liye hamen planning ki jarurat hoti hai agar Ham planning ke sath forex trading mein treat karte Hain to yah hamare liye best sajan sabit ho sakta hai hi forex trading mein agar Ham planning karke State open karte Hain trade open karte Hain jaise Ham pahle market ko analyse karte hain market mein news ko follow karte Hain candles ko analyse karte hain indicators ko acche se analyse karne ke bad hi koi indicators ko select karte Hain Jo hamen yah achcha profit hasil karne mein movie sawat ho to yah hamare liye best planning hogi isliye hamen forex trading main use ko follow karna bahut jyada important hai kyunki is tarah se Ham market mein train ki movement ke bare mein jaan sakte hain aur knowledge hasil kar sakte hain aur ped ko slide karne mein hamare liye aasani ho sakti hai aur ham achcha property hasil karne mein
          • #50 Collapse

            Re: jaiza: NFP news in forex

            Non Farm Payroll Report (NFP) montly basis par release ki jati hai aur ye us labor market ki health ko show karti hain ye employment rate ko measure karny ma use ki jati ha ye report aksar dollar k move karny ki bari waja ban jati ha ye report monthly basis par release ki jato hai or ye postive or negative results ko show karti ha Trader es report sy pehle apny orders ko hold kar lety hain Wo asa es lae karty hain k wo apni investment ko safe karna chahty hain

            But experts ko pehle he andaza ho jata hai k nfp ma kiya show hony wala hai or es base par wo pehle he apni trades ko place kar lety hain. Hamy chahe k ham b nfp k data ka track rakhyn or phr esko apni trading strategies ma use karyn Agr ham asa ni karyn gy tk esk buray results hamy manage karna hon gy Es bat ma kio shak ni hai k nfp report market ko guide karny ke lae kafi hoti hai to esko ignore kar k kbi acha profit hasil ni kiya ja sakta Forex trading mein esko hamesa apny sath ley kar chalna chahe tb he ham market k better analysis karny mein kamyab ho sakte han

            NFP news bohat sari jobs ko represent bhi krti hain excluding farm employees, government ky employees, private household employees, aur non profit organizations ky employees is ky ilawa NFP forex market mein larger movement jis ki wajah se hoti hai us ko release krti Hai aur NFP news ka data Har month ky first Friday ko release hota hai NFP report Tamam major currency pairs ko effect krti Hai lekin in mein jo zayada tar traders ki favorite currency hai wo GBP/ USD hai kyun KY market 24 hours working mein Hoti hai aur traders ky pas yeh bohat behtreen opportunity hoti hai ky wo is mein kisi bhi waqat news events ko observe kr sakty hain aur ache trading ko possible ban sakty hain aur is ki behtreen startegy yeh hai ky trader hmesha ache entry ka aur Market Mein se news ky affect ky khatam hone ka intazar kren jaldi ko ignore krny ki koshish kre tabhi successful ho sake ga

            NFP news ky baad agar humein trading krni Hai EUR/USD per krny ki koshish krni Chaheye acha faida hasil krny ka moqa mil sakta hain NFP news ko watch krny ka sab se behtreen resource hmare pas forex factory hai hum Google per forex factory ko search kr sakty hain aur wahan per hum trading se relevant ane wali Har news ko dekh sakty hain aur us Doran ya to analysis strong bna kr acha profit haisl Kiya ja sakta Hai ya phir trading ko avoid kr ke apny analysis ko time dy kr ache trading ko possible bnaya ja sakta hai aur news update laity hoe trading se achi earning ki jaa sakti ha

            Thanks.
             
            • #51 Collapse

              Re: jaiza: NFP news in forex

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
              NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi strong hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k favour mein jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai trading market major news release hoti hai to market volatility high ho jaati hai non farm payroll high volatility news hai jiske bare mein hamen traders ko investor ko data maloom Hona chahie aur hamen trading ke liye complete management aur planning Karni chahie before market movement agar hamari planning per hogi to ham trading market mein perfect sakte hain
              agar aapke pass news reading ka time nahin hai to aapko trading news time per nahin Karni chahie otherwise aapko bohat loss sakta hai aur aapka account chala jata hai pakistan forex forum members aapko market ka technical data bhi maloom hona chahiye aur fundamental and sentimental data combine formula bhi maloom Hona chahie NFP ka data bohat ehmiyat ka hamil hota hai market bohat ziada move karti hai is liye is moky ko catch karna chahiye aur data k mutabiq trading karni chahiye taa k ham ko profit hasil ho aur ham trading ko enjoy kar sake
              G han dear nfp news kafi important rakhtye hain aur in ko read wo he karta hai jo es mai kafi acha ho yani kay aik acha trader es mai read karta hai aur es say kafi faida laitye hain ap nay trading karni hai tu us mai sub say aham kam ye he hota hai kay ap es mai news pay read kartye hain tu ap kaliye asani ban jatye hain market mai aksara aisa hota hai kay kabhi market ap ko down ho jati hai tu kabhi ap ki market up ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karna chatye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap nay jub bhi trade open karna hai ap kay mind mai ye bat zaroor ho kay ap nay es mai kam start karnye say shuru say kaye end tak nazar rakhni hai aur ap es mai acha kam tabhi kar patye hain jub ap nay trade he soch samjh kay aur daikh kay open karna hai tu ap es mai kamyab ho jatye hain tu acha kam ap nay karna hai tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai kafi asniya ban jati hai tu ap ka kam hai kay ap es mai hamesha he news pay kam kartye hain tu ap es mai kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet hamesha achi tarha kartye rhain ta kay bad mai ap kay kam mai kafi asaniya ban jati hai aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain aur dil say ap acha kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyavi patye hain aur ap es mai acha kam kartye howye kamyab ho jatye hain tu acha kam karna hai tu us kaliye mahnet aur lagan kay sath kam karna kafi zaroori hai
               
              $$$ Never Give Up $$$
              • #52 Collapse

                Re: jaiza: NFP news in forex

                Forex main market ki movement news per bhi depend karti hai. news ki bhi 3 types hoti hai. low impact, high impact aur medium impact. High impact news ka market per sb sy ziyada effedt hota hai. jo new market main sb sy ziyada movement lati hai wo NFP hai. NFP basically NoN Farm Payroll ka abbreviation hai. yeh new USD k related hoti hai aur new month k pehly Friday ko release hoti hai. ziyada tar is news ki release sy USD strong hota hai. Non Farm payroll news k USD pairs per bahut ziyada effect hota hai jaisy keh USDCAD, GBPUSD, USDJPY< EURUSD aur Gold per effect hota hai. Bahut sy trades aur scalpers is news sy acha profit earn karty hain. Yeh news market main 2 tarah ki movement lati hai pehly usd stong hota hai to phir weak hota hai. NFP per trading aik proper strategy ban kar karni chahye. NFP per kam time main hum acha profit bhi bna sakty hain aur short time main humain bahut ziyada loss bhi ho sakta hai. NFP jb release hoti hai market bahut kam time main 50 pips sy bhi ziyada move kar jati hai. Jo log new hoty hain aur jin ko news k bary main idea nhi hota hai wo is main loss hi karty hain aur jo log expert hoty hain wo is news k release hony ka wait karty hain aur bahut kam time main acha profit earn karty hain.
                • #53 Collapse

                  Re: jaiza: NFP news in forex

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
                  NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi strong hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k favour mein jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai trading market major news release hoti hai to market volatility high ho jaati hai non farm payroll high volatility news hai jiske bare mein hamen traders ko investor ko data maloom Hona chahie aur hamen trading ke liye complete management aur planning Karni chahie before market movement agar hamari planning per hogi to ham trading market mein perfect sakte hain
                  agar aapke pass news reading ka time nahin hai to aapko trading news time per nahin Karni chahie otherwise aapko bohat loss sakta hai aur aapka account chala jata hai pakistan forex forum members aapko market ka technical data bhi maloom hona chahiye aur fundamental and sentimental data combine formula bhi maloom Hona chahie NFP ka data bohat ehmiyat ka hamil hota hai market bohat ziada move karti hai is liye is moky ko catch karna chahiye aur data k mutabiq trading karni chahiye taa k ham ko profit hasil ho aur ham trading ko enjoy kar sake
                  Yes dear aapane bahut hi important information Hamare Sath share Ki Hai no doubt Jab Ham Forex trading Mein kam kar rahe hoti hain aur Hamara complete focus fundamental analysis per Hota Hai To Ham limited-time mein bahut jyada profit Hasil karne ki position Mein a sakte hain Jo topic aapane discussion ke liye select Kiya Hai ismein Jab Ham Nan form payrolls news se related conscious hote hain aur ismein ham apni trading per completely focus Karte Hain To Ham Ek acchi position Mein trading kar sakte hain.

                  Dear jab market Mein different news expected hoti hai to ismein market totally technical movement ko ignore kar deti hai aur just fundamental approaches ko follow karke apni movement complete kar rahi hoti hai isliye aapko bahut jyada careful Hona chahie aur Market Mein different important factors ko free trading per reply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakte hain.

                  Forex trading me successful hone ke liye aapko market se closely attach hona chahie aur Market Mein jitne bhi news a Rahi Hoti Hai unko completely apni trading per reply karna chahie otherwise aapke liye bahut data problem ho sakte hain aapko bahut jyada nuksan hone ke chance ho sakte hain Jab Forex trading main aap kam kar rahe hote hain to ismein Jab aap fundamental approaches ki basis per trading kar rahe hote hain to aapko market se related different new se properly attached Rahana chahie Forex trading mein jo different news expected Hoti Hai unko complete details aapko different platform se provide ki Ja sakti hai jo aapki post helpful ho sakti hai.
                     
                  • #54 Collapse

                    Re: jaiza: NFP news in forex

                    Non farm payroll aik high impact news hai jub b hume market me ya wali news ani ho tu hume apni trades ko manage karna chahiye stop loss zaror lagana chahiye

                    Forex market me news ki bohat value hai jubh tak hum news ko nahi samjy gy hume is market me achi trading nahi kar sake gy hum news ko forex factory website se daikh sakte hai hum waha per ja kar monthly news jo release honi hoti hai unko read kar sakte hai

                    Non farm payroll news ki waja se bohat zaida market me volatility hoti hai is waqat trade lagana asan anhi hota or profit hasil karna b mushkil hota hai hume big lot use nahi karni chahiye small lot ke sath trading karni chahiye.
                    • #55 Collapse

                      Re: jaiza: NFP news in forex

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Larib پيغام ديکھيے
                      NFP ki full form Non farm Payrolls hai or ye 1 news hai or jb b ye news launch hoti hai to USD currency kafi strong hoti hai or meri knowledge or experience k mutabik ye news mostly USD currency k favour mein jati hai or mostly traders is news say earn krtay hai or kuch ko loss b ho jata hai trading market major news release hoti hai to market volatility high ho jaati hai non farm payroll high volatility news hai jiske bare mein hamen traders ko investor ko data maloom Hona chahie aur hamen trading ke liye complete management aur planning Karni chahie before market movement agar hamari planning per hogi to ham trading market mein perfect sakte hain
                      agar aapke pass news reading ka time nahin hai to aapko trading news time per nahin Karni chahie otherwise aapko bohat loss sakta hai aur aapka account chala jata hai pakistan forex forum members aapko market ka technical data bhi maloom hona chahiye aur fundamental and sentimental data combine formula bhi maloom Hona chahie NFP ka data bohat ehmiyat ka hamil hota hai market bohat ziada move karti hai is liye is moky ko catch karna chahiye aur data k mutabiq trading karni chahiye taa k ham ko profit hasil ho aur ham trading ko enjoy kar sake

                      News in Forex
                      Click image for larger version

Name:	IMG_20201004_113608.jpg
Views:	1
Size:	190.0 کلوبائٹ
ID:	12333895
                      Forex forex market main use ka bhi bahut ambrol hota hai agar Ham forex market forex market main use ka bhi bahut ambrol hota hai agar Ham forex market main use ko padhte Hain to hamen bahut fayda ho sakta hai hamen yah padhte Hain to hamen bahut fayda ho sakta hai hamen yah pata chalta hai ke kis mulk mein kya ho raha hai chalta hai ke kis mulk mein kya ho raha hai kis mulk mulk Mein Koi Koi kuchh ho raha hai to use Koi kuchh ho raha hai to use market market tumhen Jo asar padta hai usse Ham news ke jariye pata market tumhen Jo asar padta hai usse Ham news ke jariye pata Chala news ka bahut hi I am roll hota hai forex market mein news ka bahut yahan roll hota hai forex market mein hamen trade karne se pahle market ki news ko suna hoga padhna hoga hamen trade karne se pahle market ki news ko suna hoga padhna hoga red karna agar Ham news se market ki movement Ka pata laga sakte agar Ham news se market ki movement Ka pata laga sakte hain new se Ham acchi trade nikal sakte hain jaise ke Europe aur USD to hamen sabsenew se Ham acchi trade nikal sakte hain jaise ke Europe aur USD to hamen sabse in Mumbai Malik ke news ko delete karna hoga ki aaj in Mumbai Malik ke news ko delete karna hoga ki aaj kya
                      • #56 Collapse

                        Re: jaiza: NFP news in forex

                        NFP stand for non farm payrolls are among th biggest market of mover in forex market and probablly the most-watch forex news item, together with central bank event or interest rate decsison. althrough there impact seems to be decrease over the few months.
                        Click image for larger version

Name:	NFP pic context.jpg
Views:	1
Size:	64.6 کلوبائٹ
ID:	12333912
                        as one of the most anticapated ecnomic news event of the months currency pair typically the biggest price move in the minutes and hours after data is releasd.
                        Last edited by ; 05-10-2020, 08:10 PM.
                        • #57 Collapse

                          Re: jaiza: NFP news in forex

                          hum sub traders ko maloom hai ka news trading kafi strong trading hai hum log news ki trading kar ka acchi trade open kar sakta hian or kama sakta hain or ya fundamental analysis mai ata hai is lia huma news trading ko lazmi karna chaya ta ka hum log acchi kamayabi hasil kar sakain news trading ko karna ka lia huma news ki reading karna hoti hai kiun ka ya kisi be country ka economical halat pr hot hain or batati hai ka currency down jaya gi ya up or phr hum log agr trade karain tu news ka ahna ka bad karian tu fida ho ga hum

                          NFP News ka asrat

                          NFP news bohot strong news hai jub ya ati hai tu market mai kafi changing ati hai or currency kafi strong ho jati hai is lia jub ya news ah rahi ho tu hum market mai trade ko open nahi kar chaya is ka ahna ka bad hum log trade ko open kar sakta hain ya news dollar ka sath zayda ati or wasa tu har currency ka andar ya news ati hai or ya three stars ka sath hoti hai is ka bad usd kafi up jata hai ya down ya is news ka strong hona ya week hona pr ahnasar hai jasa ka hum log agr investing.com ka software use kar raha hain tu is mai hum log news ko dahk sakta hian is mai timing bi ah rahi hoti hai or kitni strong hai wo bi ah raha hota hai stars sy huma maloom hota hai ka news strong hai ya week or is news ka pechla time kia assar para tah market mai news strong ai teh ya weak ya bi ah raha hota hai is lia huma news read karna ka bad trade karna chaya ta ka acchi kamaybi hasil ho saka
                             
                          • #58 Collapse

                            Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                            NFP news (Non Farm Payroll Reports) bhut sari jobs ko represent krti hain excluding farm employees, government ky employees, private household employees, aur non profit organizations ky employees is ky ilawa NFP forex market mein larger movement jis ki wajah se hoti hai us ko release krti Hai aur NFP news ka data Har month ky first Friday ko release hota hain

                            NFP News ky Affect;
                            NFP report Tamam major currency pairs ko effect krti Hai lekin in mein jo zayada tar traders ki favorite currency hai wo GBP/ USD hai kyun ke market 24 hours working mein Hoti hai aur traders ky pas yeh bohat behtreen opportunity hoti hai ky wo is mein kisi bhi waqat news events ko observe kr sakty hain aur ache trading ko possible ban sakty hain aur is ki behtreen startegy yeh hai ky trader hmesha ache entry ka aur Market Mein se news ky affect ky khatam hone ka intazar kren jaldi ko ignore krny ki koshish kre tabhi successful ho sake ga
                            NFP news ky baad agar humein trading krni Hai EUR/USD per krny ki koshish krni Chaheye acha faida hasil krny ka moqa mil sakta ha

                            NFP News ky Resources;
                            NFP news ko watch krny ka sab se behtreen resource hmare pas forex factory hai hum Google per forex factory ko search kr sakty hain aur wahan per hum trading se relevant ane wali Har news ko dekh sakty hain aur us Doran ya to analysis strong bna kr acha profit haisl Kiya ja sakta Hai ya phir trading ko avoid kr ke apny analysis ko time dy kr ache trading ko possible bnaya ja sakta hain Forex factory ke elawa ap FX News se bhi daily update lay sakty hain aur apny fundamental Analysis ko strong bana sakty hain
                             
                            • #59 Collapse

                              Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                              NFP "Non Farm Payroll Reports"
                              NFP (Non Farm Payroll Reports) USA ki monthly labor market ki condition k bare me aik reports hoti hai jis me USA ki labor chahy wo private organization se ho, house hold employees waghera k bare me aik tafseeli jaiza pesh akrti hai. NFP (Non Farm Payroll Reports me) USA ki reports asal me wokers ki measurements hoti hai. Ye monthly base pe hi shaya hoti hai. Ye zemadari Bureau of Labor Statistics (BLS), ki hai jo k throughout USA ki employees aur private secters me employees k payroll k abre me aik jaiza deti hai.
                              NFP "Non Farm Payroll Reports ka market aur economy par bara impacts hote hen agar is ka data achha aur behatr release hota hai to dollar har semat me strong hota hai jese k dollar ka gold k muqabele me bhi bohut position mazbot hoti hai. Forex trading market is se bohut hi ziada mutasir hoti ahia ur achhay data se forex trading market movement me teezi a jati hai. Jais commodities aur dosre currency pair US dollars k muqabele me down hona shoro karti hai. Lekin agar ye data thek na ho aur us me bohut negative impact hot ot is ka impact bhi forex trading market pe hota hai. Aur dollars ki value har semat me down ho jati hai. Hamen jab bhi trading k dowran ye data a jaye to trading me waqfa lena chaheye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                Re: Forex mein NFP &quot;Non Farm Payroll Reports&quot; py aik Jaiza

                                Forex mai jub hum log trading karta hain tu hum log sath sath news ka bi kahyal rakhta hain kiun ka news ka ahna sy market mai changing ati hai or hum ko phr loss ka samna karna parta hai is lia trade ko open karna sy phala lazmi hai ka hum log news ko dahkain or os news ko dahkna chaya jis currency pr trade kar raha hain agr mai hum gold pr trading karta hain tu huma USD ko dahkna chaya agr USD mai koi news ati tu gold ki market mai bi changing ati hai is lia huma fundamental analysis ka upper focuse karna chaya ta ka huma log acchi trade ko open kar sakain news mai jo sub sy strong news hoti hai wo NFP hoti hai jisa Non Farm Payroll kaha jata hai ya news kafi strong hoti hai ya kisi bi currency par ho sakti hai jasa USD pr is ka kafi zayda asar parta hai or hum log is news ko dahk kar agr trade karian tu hum log acchi kamyabi hasil kar sakta hain is lia huma mahant karni chaya ta ka hum log kamyab ho sakain or accha profit hasil kar sakain news ka ahna ay pahla hum log news ko dahk sakta hai ka news kub or kis time aya gi or ya strong hai ya nahi agr news ka sath one star hai tu news ka asar nahi ho ga market pr or agr news ka sath two stars hain tu news ka asar kum ho ga market pr agr news ka sath three stars hain tu news ka asar kafi zayda ho ga market pr or is ki waja sy market mai changing bi kafi zayda aya gi is lia jub NFP news ho tu soch samaj kar trade karni chaya warna bara loss ho sakta hai
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X