Assalam o Alaikum dear friends trading business main hamare pass jitna zayda knowledge ho ga ham utna hi zayda earning kar sakte hai is liye hame chahiye k daily bases par Forex trading k bare main sekehen our nai chizen dekhen our apna experience increase kare
so mara senior traders se ye Swal hai k Forex trading main Slippage kya hoti hai our kis tahra is se ham faida hasil kar sakte hai ?? please apne khayalat share karen ,
jaha tak main ne research ki hai mere khayal se market main Slipping us wakt hoti hai jab aap market main ek khas time par enter hona chahte hai lekin market main taiz utar charhao ki wakta se aap apne point se phir jate hain slipping twaku ki jane wali keemat our aap k phirne ki keemat k darmyan fark ko kehte hai
agar expected Fill price actual fill price se behtar hai to ham is ko ham positive Slippage kehte hai
our agar expected fill price actual fill price se kam hai to ham is ko negative Slippage kehte hain
yahi waja hai k aap ko news trading k wakat ya to trading nahi karni chahiye ya phir muhtaat reh kar trade karna chahiye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим