What us Slippage in Forex trading :

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What us Slippage in Forex trading :

    Walekum assalam dear brother aapane Hamare Sath bahut hi acchi information Pakistan Forex forum Mein sher ki hai dear Ham Jab Pakistan Forex forum Mein kam karte hain to ismein hamare pass different kism Ke Log Aate Hain aur ismein hamare pass different traders Hote Hain Jo Ke Apna experience aur trading ka knowledge Hamare Sath share Karte Hain Jis Se dusre members ka bahut jyada fayda ho sakta hai dear ya aapane bilkul Hi Ek different aur informative post ki hai aur Main ummid Karta Hun is se bahut jyada members ke knowledge mein izafa hua hoga.

    Dear Forex trading Mein Ham dekhte hain ki Ham Jab ismein kam Kahate Hain To usne hamare pass different times and conditions hoti hain Chinta bare mein ismein kam karna hota hai agar Ham ismein knowledge Faisal Karke kam Karte Hain To Hamen ismein bahut jyada fayda ho sakta hai aur ham ismein 1 Word slippage ko use karte hain kiya usse Hamen yah Pata Chalta Hai Ki market Mein Ham Sab koi bhi trade open karte hain aur woh trade Hamari bahut jyada price yah to usmein bahut jyada Aap Ho Jaati Hai Ya fir market bahut jyada down Ho Jaati Hai vahan se Hamari trade open Hoti Hai Isko Ham slippage ka naam Dete Hain.

    Deer forexmart market Mein mostly aapke sath Aisa tab hi Hota Hai Jab aap ismein trading Karya Hain hote hain aur Market Mein Hai volatility news a Jaate Hain jisse market mein main bahut jyada Munh mat fast Ho Jaati Hai aur aap Jab usmein koi bhi trade open Karte Hain To vah aapki exact entry point se nahin lagti market Mein coffee Jyada Munh mat ki vajah se aapki trade bahut jyada yah to down hokar Lagti Hai Ya FIR aapki trade bahut jyada ab situation Mein jakar Lagti Hai To is Jo aapke price entry point aur aapki trade opening price jo hoti hai ismein jo difference use Waqt hota hai usko Ham slippage ka naam Dete Hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What us Slippage in Forex trading :

      dear friend, jb market unstable hoti ha to aisi situation ma aksar jb hm aik point par trade open karnay ki koshiah kartay hain to market us point sa agay nikal jati ha aur hm thek entry nhi kar patay, jis sa hmain buy ya sell ki trades set karnay ma mushkil hoti ha, hmari trades thek point par open nhi ho patin aur mt4 sa hmain istarah ka message milta ha jis ma ye show hota ha k market ya perticular pair is waqt agay ye peechay move kar gia ha, lihaza is tarah jb trading point aik jaga sa dusri jaga shift ho raha ho isay slippage kehtay hain, istarah ki situation sa bachnay k liay hmain trading tools ko use karna chaiay aur proper time ya point par trade execute karnay k liay pending orders use karain aur trade sa timely out honay k liay stop loss aur take profit ko set karain, ye bht usefull trading tools hain jo slippage situations ma hmain timely decisions lainay ma help kartay hain, jis sa hm kisi unexpected loss sa bach sakain gay, market ki volatility ma slippage sa bachnay k liay aur thek entry aur exit points k liay hmain forex tools ko use karna chaiay, agr hm forex ko acha time dain gay aur dil laga kar interest k sath kam karain gay to hm slippage jaisi situations sa tackle karna seekh jaen gay aur market ki unpredicted moments ma b achay faislay la sakain gay jin sa hmara capital secure rahay ga aur hm safe ho k riskfree trade kar paen gay
      • #18 Collapse

        Re: What us Slippage in Forex trading :

        Yes dear aapane slippage se related bahut hi important information Hamare Sath discuss Ki Hain no doubt Jab Forex trading Mein Ham kam kar rahe Hote Hain to sometime market ki movement bahut jyada fast hoti hai jismein aap apni trade open or close nahin kar sakte aur is situation ko aap slippage Kahate Hain Jab market mein aap ek exact point per entry Lena chahte hain aur Jaise hi aap apni trade open karte hain to aapko rejection a jaati hai ki price change hone ki vajah se aapki trade inter Nahin ho sakti aur ISI Tarah sometime Jab aap aap market Mein Apni trade close karne Lagte Hain aur Jaise hi aap apni trade ko close karne ke liye try karte hain lekin market ki movement bahut fast hone ki vajah se aapki trade close Nahin Hoti to is situation ko slippage Kahate Hain.

        Dear jab market ki movement bahut fast ho rahi Hoti Hai To ismein aapke liye benefits bhi ho sakte hain aur drawbacks bhi ho sakte hain Kyunki Jab aap trade open Karte Hain To sometime market aapke favour Mein a jaati hai aur aapko Jyada acchi entry mil sakti hai dear jab aap market Mein Koi trade close karne Lagte Hain aur jab aapki trade price change ki vajah se close Nahin Hoti to situation main bhi sometime aapko Jyada profit milane ke chances ho rahe hote hain.

        Dear jab aap apni trade close karne Lagte Hain To sometime aapki trade close Nahin Hoti aur aapko iski vajah se disadvantages bhi ho sakte hain aur aapka profit minimise ho jata hai Kyunki market ki movement aapke favour ki against ho rahi hoti hai isliye Ham time slippeage aapke liye bahut jyada nuksan ka sabab bhi ho sakti hai.
         
        • #19 Collapse

          Re: What us Slippage in Forex trading :

          jab market main aik bearish ya bullish bahut bare candle create hote hae to hum usko kehte hain slippage candle to is ke liy hamen cahiye ke hum is main sahe tarah se ache tarah se kam kara karen hum jitna zayada is main kam kar he jate hain to hum is main kuch na kuch to gain karte he hain hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam kar jata karen hum jitna zayada ache tarah se kam kar jate hain to hum is main success gain karna he hota hae fo to bas hamen bhe cahiye ke hum is main dil se kam karna hota hae take hum is main se kam ache tarah se kar jana hota hae hum jitna zayada is main successful hote hain hum is main ho jate hain kamyab to bas is liye hamne bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam karen sahe tarah se ache tarah se kam kiya karen take hum is main se success hasil kar saken hum jitna zayada is main dil se km kar jate hain hum is main kamyab ho he jate hain to bas is ke liye hamen is main apne kam ko ache tarah se karna hota hae take hum is main kamyab ho jaya karen hum jitna zayada is main apna kam ko acha karte he hain to hum is main utna he zayada kamyab ho he jaya karte hain q ke is slippage main ya to apko bahut acha profit ho jata hae ya to apko bahut zayada loss ho jata hae to bas is liye hamne bhe cahiye ke hum is main dil se ache tarah se kam kara karen take hum is main se success hasil kar saken hum jitna zayada is main success hasil karne main kamyab ho jate hain to is ke peche hamare mehnat hote hae hum ne mehnat bhe to zayada ke hote hae to bas ab hamen mazeed mehnat karne cahiye
          • #20 Collapse

            Re: What us Slippage in Forex trading :

            Slippage aik forex trading term hay jis main traders trade karty huye kai bar iska samna karty hain. Laikin traders ko iska name nai pata hota.
            Slippage actually us suratehal ko kehty hain jab market aik fast movement main ho, aur jab trader order place kar raha ho to price change ho jaye, yani ager woh EURUSD ko buy kar raha ho to jab woh daikhta hay keh price 1.1733 pe hay, laikin achanak screen per a jata hay keh price change ho chuki hay yani 1.1737 ya isi tarah higher, yani wo ham say confirm kar raha hota hay keh ham is ko accept karna chahty hain ya reject karty hain. Isi tarah baz dafa jab hamari trade profit main ho aur hamain dar ho keh ye hamari take profit limit hit hony say pehly wapas a jaye gi to ham trade ko close kar rahy hoty hain laikin fast movememt ki waja say bhi price change ho jati hay aur baz dafa hamara stop loss hit ho jata hay, ye actually slippage ki waja say he hota hay. Yani hamari daikhny wali price aur broker ki taraf say batai jany wali price ka difference slippage kehlata hay.
            Slippage conditions asal main economic indicators ki waja say create hoti hain jab koi news announce hony wali ho ya ho gai ho. Is say bachny kay liye hamain chahiye keh ham news schedule say waqif rahain aur Stop loss kay Sath take profit use karain, jab keh trade profit main chali jaye to foran trailing stop ka use karain.
             
            • #21 Collapse

              Re: What us Slippage in Forex trading :

              Exchanging market ma slippage hoti hai jub news discharge hoti hai us waqat kch specialists yeh kehty haun ky market ma trde execution krty huy apko sprrad slippage face krna pr skti hai misaal ky toor py ao news any ky terrible foran trde open krny ki koshsh krty ho to aoki exchange nhi lgti ya lg jati hai lkn spread 3 pip ki bjay 10pip bhi chrge kr lea jata hai is ko spread sliooage ka btaya jata hai various merchants ki taraf sy. Lkn apko preehan nhi hona chye keun ky instaforex broekr ky sath aisa koi issue nhi hai yahan apko fix spread chrage kia jata hai jis waqat bhi ap exchange open kro apko issue nhi hai. Instaforex best dealer hai in ka worker best hai aor exchange execution py requote choice deta hai spread slippage charge nhi hoti hai apko is bat ka bakhoobi andaza ho jata hai lkn market mama requote bhi issue hoti hai lkn apky oas alternative moujood hota hai ao ny kesi exchanging krni hai agr aoko in issues ko face krny ka confidennce hai to ao best proficient merchant bn jao gay. Asal issue hoti hai jub ham exchange ky douran sabar nhi krty jis ki wajah sy hamen oreshanian hoti hain aor ham in ko face nhi kr oaty hain. Exchanging menbers apko general information ky sath forex essential terms ko bhi exchanging market mama practice krna chye .Market mein slippage har pair me ho skti hai aur hit bhi aap exchange lgayen to aapko slippage ki wjhabse dobara exchange ki affirmation karni standard skti hai. Is se bachny ky lye aap ko chahye ky market mein kam ksrty huey progressed exchanging seekhyn aur aap slippage dodge krny ky liye forthcoming requests ka use kar skty hain. Aaap market mein kisi point se exchange karna chahty hain to aap investigation ky mutabiq progressed exchange passages request kar skty hain,
               
              • #22 Collapse

                Re: What us Slippage in Forex trading :

                Forex trading ko join karne se pahle Hamen demo account per practice Jarur karna chahie Jab Ham demo account per practice karte hain to hamare pass experience and knowledge Jyada Hota Hai Jab hamare pass Jyada Hoga To Ham Apne work ko acche tarike se karenge is main acchi kamyabi Haasil kar Sakeng Forex trading Ek easy business Nahin Hai isko sikhane ke liye Hamen time Dena padta hai Jab Ham isase Jyada Se Jyada time Denge To Ham isase Jyada Se Jyada learning kar Sakenge aur ham apne business Mein iska use Karke Achcha profit hassil kar Sake hi Forex trading Mein slippage kya hoti hai is Ham Kya fayda Hasil kar sakta hai Iske bare mein Ham apna experience and knowledge aapse share Karenge market mein Main slippage ke two types Hote Hain Ek positive hoti hai is Mein market slip karte hue Hamari trade ke favour Mein Jaati Hai Jab Ham is point se trade ko open Karte Hain aur dusri Jo hamari trade ke opposite Chali Jaaye to use negative slippage kahan jata hai market Mein slippage Har pair mein ho sakti hai market Mein jitne Vitran Hai Hamen Dharam ke bare mein acchi tarike se study Karni chahie aur Jyada Se Jyada information AJ karne ki koshish Karni chahie Taki aamin ka istemal apne business Mein Kar Saken aur apne business ko profitable business banaa sake Hamen kam mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie aur apne kaam par focus karna chahie market Mein acchi tarike se analyses Karke Soch samajhkar trade open karne chahie kabhi bhi Hamen trade Lagate jaldbaji Nahin Karni chahie aur Hamen lala ch se avoid karna chahie ki lalach Hamen sirf nuksan hi Deti Hai
                 
                • #23 Collapse

                  Re: What us Slippage in Forex trading :

                  dear aapane Forex trading forum per bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai is form per Jab Ham kam karte hain to hamare pass Har field se related log is form per kam kar rahe hote hain aur vah log Hamare Sath Apna knowledge or experience bhi share kar rahe hote hain aur Agar vah is form ke jariye Achcha knowledge aur acchi information share Karte Hain To Baki Tamam members ko bhi iska fayda Hota hai dear aapane slippage se related bahut hi eiham information Hamare Sath discuss ki hai is Silsile Mein Main Bhi aapke sath Kuchh information share karna chahti hun.
                  Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen bus aukat market ki movement Jyada Tej Najar aati hai aur jab Ham apni trade open ya close Nahin Karte to aap is situation ko slippage ka naam Diya jata haisometime aisa hota hai ki aap apni Koi night rate open kar rahe Hote Hain To Jaise hi aap apni trade open karte hain to aapko rejection mil jaati hai ki price change hone ki vajah se aapki trade inter Nahin ho sakti Tu Is Tarah aap market Mein Apni trade close karne Lagte Hain Hain tab bhi aap up close nahin kar sakte Kyunki market ki movement fast hone ki vajah se a aapki trade close Nahin ho sakti isliye is situation ko bhi slippage ka naam hi Diya jata hai Jab market ki movement bahut jyada fast ho to usmein aapko Achcha benifits bhi mil sakta hai lekin uske sath aapko bahut jyada loss ke bhi chances hote hain Kyunki sometimes market aapke favour Mein Nahin Hoti aur aapko acchi introd Nahin Mil sakti aur FIR trade close na hone ki vajah se bhi aapko loss ho sakta ha
                  dear sometimes two essay hota hai ki market ki movement fast hone ki vajah Se Jab aap apni trade close nahin kar sakte to to Fir Jab market ki movement slow Hoti Hai To aapki Vahi Lagai jaane wali train jo ki aapane pahle close Nahin Ki hoti vah aapko Achcha benefit bhi De Jaati Haiaur sometime Aise Bhi hota hai ki trade close na hone ki vajah se aapko uska bahut jyada loss bhi ho sakta hai hai Kyunki use Waqt market ki movement aapke against hoti hai aur use Waqt slippage aapke liye bahut jyada loska baes banti hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: What us Slippage in Forex trading :

                    aslamulkum slippage ko pahly samjan hoga pher hamy market ke movement ko samjna hoga pher he hamy fiada ho ga forex aik famous karobar hainhamy market mai news ko be dahkana ho ga dear news jab ate hain to hamy in ko dahkn sy pata calta hain ky kon sa pair kon se move de ga hamy market ko proper analysiz karny kybad is mai mahnet karne ho ge pher eh hum pasia kama saky gy hamy ahteyat sy kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai kam kar ky pasa kama sakty hainyai kabe be katem nahi ho ga hum isy apan life time career be bana sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ke movement ko ignore kar dety han to hamara nuqsan hain hamy aik timr table bana kar kam karna hoga forex mai hamy RSI indicator ko use kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex am hum posting kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai agar mahnet nahi kary gy to hamy kuch be hasal naho ho ga hum is mai rat maibe kam kar sakty han hum is mai din mai be kam kar sakty hain ya aik legal karobar hain forex mai hamy ahtyt sy kam karana ho gapher he hum fiada haasial kar saky gy asnae ky sat pasa kama saky gy yai aik best or karbr be katem na hony wala karobar hain hum is mai posting kar sakty hain hum is mai trade be laag sakty hain asane ky sat
                    • #25 Collapse

                      Re: What us Slippage in Forex trading :

                      Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap ummid hai kya aap sab khairiyat se Hoga aur Apne kam ko acche tarike se perform kar rahe Honge aapane Humse bahut hi Achcha question kiya hai slippage kya hai aur iska Forex trading Mein Kya Kam Hota Hai To Aaj Ham aapko bataenge slippage kya hai aur uska forex market Mein Kya Kam Hota Hai Forex Mein Hamen kam karte hue frock Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie aur apne kaam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie aur acche experience aur Achcha knowledge ke sath hi karna chahie market main thread Lagane se pahle Hamen market ka analyses Jarur karna chahie Uske bad hi market Mein trade Lagani chahie slippage ka matlab hota hai agar humne Ek trade execute Ki Hai Jis price per Humne execute ki hai aur vah use per execute Nahin Hui aur yah Kahin aur jakar execute hona Shuru Ho Jaati Hai To isase Ham slippage Kahate Hain

                      Aur Hamen Apne iskam mein nuksan bhi ho sakta hai because a slip age kabhi-kabhi fault ki vaja se trading mein Paida hoti hai Forex trading Mein 2 kism ki slippage hoti hai Ek market ki favour Mein uptrend ki taraf move kar rahi hoti hai aur isko ham positive slippage ka naam Dete Hain aur dusre slippage market ki downtrend ki taraf mov kar rahi hoti hai is slippage ko ham negative slippage ka naam Dete Hain slippage us Waqt Hoti Hai Jab ham market mein Ek Khas time per inter Hote Hain Hamen Apne kam ko Hamesha positive think ke sath karna chahie Apne kam ko Hamesha fresh hokar karna chahie relax hokar karna chahie Jab Hamara mind stress Mein Ho To Hamen Kam Nahin Karna chahie because Hamen loss ho sakta hai isliye kAgar ham Chahte Hain To Hamen Apne kam ko Hamesha fresh mind ke sath karna chahie
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: What us Slippage in Forex trading :

                        execute ho gai hai Isko Ham slippage Kahate Hain ismein Hamen bahut jyada nuksan ho jata hai Kyunki agar humne stop-loss Lagaya hota hai aur stop loss Jis point per hum ne lagaya hai vahan per Agar trade close Nahin Hoti aur vahan per slippage Aakar Ho Jaati Hai To yah to close Kisi Aur point per jakar close ho jaega aur Shayad Hamen us Waqt bahut jyada nuksan bhi ho jaaye to yah slippage Kabhi Kabhi e Kisi fault ki vajah se trading Mein Paida Ho Jaati Hai Lekin koshish ye ki Jaati Hai K yah Forex mein ghalti na hi ho to behtar hai
                        trade accept karny ky bad bhi trade open nahin ho rhi hoti jiski wjha yeh hoti hai ky jis point par aap trade open karty hain us par confirmation ka message accept karny se pehly hi market kisi aur point par phnch chuki hoti hai. Isko market ki slippage kaha jata hai Forex mein fast paors mein kam.​Karty huey aapko baaz dafa slippage ka samna karna parta hai aur ek hi trade mein enter hony ky liye bar bar open request bhjni parti hai. Mostly gold mein trade karty huey market slippage ka samna hita hai kyn ky Godl ki movement bhut taiz hoti hai aur seconds wose yeh change ho rhi hoti hai aur agar aap kuch seconds ka delay bhi karynngy to aapko market slippage ka samna karna pary ga.
                        apko is bat ka bakhoobi andaza ho jata hai lkn market ma requote bhi problem hoti hai lkn apky oas option moujood hota hai ao ny kesi trading krni hai agr aoko in problems ko face krny ka confidennce hai to ao best professional trader bn jao gay. Asal problem hoti hai jub ham trade ky douran sabar nhi krty jis ki wajah sy hamen oreshanian hoti hoti hain aor ham in ko face nhi kr oaty hain. Trading menbers apko general knowledge ky sath sath forex basic terms ko bhi trading market ma practice krna chye .
                        • #27 Collapse

                          Re: What us Slippage in Forex trading :

                          Slippage ka matlb yeh hai ky jub aap kisi pair mein exchange open karna chahty hain to aapko us point standard trsde lgany mein bar exchange acknowledge karny ky terrible bhi exchange open nahin ho rhi hoti jiski wjha yeh hoti hai ky jis point standard aap exchange open karty hain us standard affirmation ka message acknowledge karny se pehly greetings market kisi aur point standard phnch chuki hoti hai. Isko market ki slippage kaha jata hai Forex mein quick paors mein kam.​Karty huey aapko baaz dafa slippage ka samna karna parta hai aur ek hello there exchange mein enter hony ky liye bar open solicitation bhjni parti hai. Generally gold mein exchange karty huey market slippage ka samna hita hai kyn ky Godl ki development bhut taiz hoti hai aur seconds wose yeh change ho rhi hoti hai aur agar aap kuch seconds ka delay bhi karynngy to aapko market slippage ka samna karna pary ga. Market mein slippage har pair me ho skti hai aur hit bhi aap exchange lgayen to aapko slippage ki waja se dobara exchange ki affirmation karni standard skti hai. Is se bachny ky lye aap ko chahye ky market mein kam ksrty huey progressed exchanging seekhyn aur aap slippage evade krny ky liye forthcoming requests ka use kar skty hain. Aaap market mein kisi point se exchange karna chahty hain to aap investigation ky mutabiq progressed exchange sections request kar skty hain. Hit aap exchange open karna chahty hain to agar aap note karty hain for examole 1920.00 pe market purchase mein jana shuru kr de gi to aap agar signals ki affirmation ky bae exchange lagana chahty hain to aap hold up karty hain aur aap trsdr mein forthcoming purchase request 1920.00 standard laga skty hain aur market punch neechy se opar aati jaye gi to us point ko poke bhi contact kary gi to aapki exchange consequently enter hojaye gi aur aap ko whan se benefit ana shuru hojaye ga or bonuses milna shuru ho jaein gy.
                           
                          • #28 Collapse

                            Re: What us Slippage in Forex trading :

                            Slippage ke bare mein aapane acchi information share ki hai slippage vah hota hai jab Ham trade open karne ja Rahe hote hain aur ham kisi point ko select karte Hain ki Ham is point se train ko open karenge aur use waqt Koi khas news a jaati hai ya market mein Koi badi changing a jaati hai ya os country trim a problem shuru ho jata hai jis country ki currency per Ham trade kar rahe hain to market bahut jyada tej upar aur niche hona shuru Ho jaati hai speed itni tez hoti hai ki Ham ek point ko pakad nahin sakte aur jab Ham trade open karne ki koshish karte hain apne maksud point se to use local trade open nahin hoti use point se jis point ko Ham chah Rahe hote Hain ki wahan se trade open ho to Ham jab trade open karte Hain to kisi aur point se trade open Ho jaati hai lekin vah point jisko humne select Kiya hota hai aur jisse trade open hoti hai use point ki Fark ke darmiyaan ko slippage kaha jata hai aap logon ko samajh to a Gai hogi isliye main Karen aur in time trade open Karen ya tab hota hai jab Ham vate kar rahe hote Hain ke news aane lagi hai yogya news aane ke bad market mein hamesha changing aati hai yah New York ki market open hone wali hoti hai kyun ki newyork ki market open hone se dollar mein change karti hai aur boss se currency pair dollar ka sath attach hainisliye hamen dollar ki news ko dekhna padta hai jab yah news aati hai hai to market mein change karti hai aur ham apne point se tradecorp nahin kar sakte jiski wajah se slippage hota hai sleeper se hamen Koi khaas nuksan nahin hota lekin aksar aisa hota hai ki jis jagah se Ham trade open kar rahe hain vah Ham mis kar jaate Hain aur kisi aur point se utrade open hoti hai vah point hamare point se dur bhi ho sakta hai aur yahi masala hota hai ki wo jo gap hai wo kawar karna mushkil ho jata haiisliye slipper se pareshan na ho agar nahin use point se aapki trade open v kisi aur point se aap ki trade open ho gai to koi problem nahin
                            • #29 Collapse

                              Re: What us Slippage in Forex trading :

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                              Assalam o Alaikum dear friends trading business main hamare pass jitna zayda knowledge ho ga ham utna hi zayda earning kar sakte hai is liye hame chahiye k daily bases par Forex trading k bare main sekehen our nai chizen dekhen our apna experience increase kare
                              so mara senior traders se ye Swal hai k Forex trading main Slippage kya hoti hai our kis tahra is se ham faida hasil kar sakte hai ?? please apne khayalat share karen ,

                              jaha tak main ne research ki hai mere khayal se market main Slipping us wakt hoti hai jab aap market main ek khas time par enter hona chahte hai lekin market main taiz utar charhao ki wakta se aap apne point se phir jate hain slipping twaku ki jane wali keemat our aap k phirne ki keemat k darmyan fark ko kehte hai

                              agar expected Fill price actual fill price se behtar hai to ham is ko ham positive Slippage kehte hai
                              our agar expected fill price actual fill price se kam hai to ham is ko negative Slippage kehte hain

                              yahi waja hai k aap ko news trading k wakat ya to trading nahi karni chahiye ya phir muhtaat reh kar trade karna chahiye
                              Yes dear ap nay slippage say related bahut hi important information humaye sath discuss ki hai es mai koi shak ni jub forex trading main hum kam kar rahye hotye hain to some time market ki movement bahut zayada fast hoti hai jis main ap apni trade open or close nahi kar saktye aur is situation ko ap slippage khatye hain jub market main ap ek exact point per entry lena chahtye hain aur jaisye hi ap apni trade open kartye hain to ap ko rejection a jati hai ki price chane hone ki wajah se ap ki trade inter nahi ho sakti aur esi tarah sometime jub ap ap market main apni trade close karne lagtye hain aur jaisye hi ap apni trade ko close karnye ke liye try kartye hain lekin market ki movement bahut fast honye ki wajah se apki trade close nahi hoti to is situation ko slippage khatye hain.

                              Dear jub market ki movement bahut fast ho rahi Hoti hai tu is main ap keliye benefits bhi ho saktye hain aur drawbacks bhi ho saktye hain kiyu kay jub ap trade open kartye hain To some time market ap ki favour main a jati hai aur ap ko zayada acchi entry mil sakti hai dear jub ap market main koi trade close karne Lagtye hain aur jub ap ki trade price change ki wajah se close nahi hoti tu situation main bhi some time ap ko zayada profit milanye ke chances ho rahye hotye hain. Dear jub ap apni trade close karnye Lagte hain tu some time apki trade close nahi hoti aur ap ko iski wajah se disadvantages bhi ho saktye hain aur ap ka profit minimise ho jata hai kiyu kay market ki movement ap ki favour ki against ho rahi hoti hai is liye hum time slippeage ap keliye bahut zayada nuksan ka sabab bhi ho sakti hai.
                              $$$ Never Give Up $$$
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: What us Slippage in Forex trading :

                                Assalm o Alaikum guys .. forex ek bht bra trading bussines hau isme bht saray aspects hai. Bht sri baaten aur bht techs aur terms hain . Isme ek trrm hai slippage hai.

                                Slippage:

                                Slippage ko kuch is trah define kiya jata hai k . Ye wo differnece hai hota hai jo k ek trader k expected price aur o price trading chart k mutabiq executed honay wali price k drmian difference ko slippage bolty hain ...
                                Slippage kisi b waqt wajood mai ati hai . Ziada tar high voltality k period mai ee ati hai . Ye tib tib aati hai jub bht ziada order execute kuya jarahy hoty hain pr iska taseeeq shuda prices volume bht kam hota hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X