What us Slippage in Forex trading :

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: What us Slippage in Forex trading :

    dear forex market mein slippers ka issue is time aata hai jab market me more matka visa fast hoti hai aur ham is market mein Koi trade open karte Hain to hamari trade use jagah se execute nahin hoti Jahan se Ham is market mein trade open kar rahe hote hain iske sath agar Ham is market mein Koi pending order open karte hain to market hamara pending Ada use jagah se open nahin karti Jahan se humne pending order place Kiya hota hai forex market mein Jo bhi trade lagate Hain ismein humko yah pata hona chahie ki jab Ham kisi broker per account banate hain to yah broker humko slippers ka issue deta hai ya nahin kyunki jab market kisi movement ke dauran bahut jyada sleeping deti hai to humko yah pata hona chahie ki news ke time per market bahut jyada volatile hoti hai aur market mein main slippage ka issue aata hai jo broker news ke time per bahut jyada movement ke order sahi jagah se execute nahin karvate UN brokers per slippage ka issue a jata hai humko is market mein kam karne ke liye hard paida tab hota hai jab farmers market mein acchi tarike se kam karte Hain Jo trader forex market mein acche tarike se kam karte hain unko is market mein fayda tab hota hai jab Ham is market mein rules ko follow karti hui ek kam karte Hain agar Ham fast market mein roj ko follow karti hui hai isliye page se bachana chahte Hain to humko is market mein aisa broker select karna chahie jismein yah problem Na Ho agar Ham is market mein news ke time per trade mat karenge to Ham is lipat ke issue se baat sakte hain aur apne account per safe trading kar sakte hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: What us Slippage in Forex trading :

      Forex market main slippage yeah hoti hai ky apny kisi bhi pair main trade open ki hui hai tou ap agar stop loss ya take profit select ker ky trading kerty hain tou kabhi kabhi aesa hota hai ky market apky stop loss ki taraf tezi sy jati hai aur same point ko touch ker ky wapis previous position per aa jati hai isko slippage kehty hain Lkn apko preehan nhi hona chye keun ky instaforex broekr ky sath aisa koi problem nhi hai yahan apko fix spread chrage kia jata hai jis waqat bhi ap trade open kro apko problem nhi hai.Instaforex best broker hai in ka server best hai aor trade execution py requote option deta hai spread slippage charge nhi hoti hai apko is bat ka bakhoobi andaza ho jata hai lkn market ma requote bhi problem hoti hai lkn apky oas option moujood hota hai ao ny kesi trading krni hai agr aoko in problems ko face krny ka confidennce hai to ao best professional trader bn jao gay. Asal problem hoti hai jub ham trade ky douran sabar nhi krty jis ki wajah sy hamen oreshanian hoti hoti hain aor ham in ko face nhi kr oaty hain. Trading menbers apko general knowledge ky sath sath forex basic terms ko bhi trading market ma practice krna chye .Forex trading market mein spread slippers ko control karne ke liye aapko news time pending orders use karne chahie agar aap Kisi bhi other broker ke sath reading kar rahe ho real investment account ke sath to aapko carefully trading karna hogi news time per. Ok thanks
       
      • #33 Collapse

        Re: What us Slippage in Forex trading :

        G dear forex members umeed hai ap sab kheryat se hun gy. Slippage difference ko refer krta hai price of trade k drmyan aur us price ke drmyan Jo trade ko execute krti hai. Slippage kisi bi time occur ho skti hai lekin yeh ziada tar high volatility periods ke drmyan hoti hai. Jab markets ke orders use kie jate hai. Slippage tamam market venues mein occur hoti hai including equities, bonds, currencies and futures. Slippage tb occur hoti hai jab ask spread mein change ata hai. Slippage negative aur positive movement ko denote nahi krti.
        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
        • #34 Collapse

          Re: What us Slippage in Forex trading :

          Dosto Forex per kam karne ke liye slippage ke bare mein Jan,na bhi most important hai forex market main slippage ye hoti hai ky ap ne kisi bhi pair main trade open ki hui hai tou ap agar stop loss ya take profit select ker ky trading kerty hain tou kabhi kabhi aesa hota hai ky market apky stop loss ki taraf tezi sy jati hai aur same point ko touch ker ky wapis previous position per aa jati hai isko slippage kehty hain two friends of slippage ke bare mein samajh Gaye Honge lekin aap koshish karen Kya Hamesha aapane study ko apni Marne ko continue rakhen jawab Apne gane ko continue Karenge to aapke pass aapko Achcha experience Hoga aur aap ek level per trading kar Sakenge Jab aap ek acche professional trader Ki Tarah kam Karenge to aapko usmein bahut zyada fayda ho sakta hai aap Forex per bahut zyada profit hasil kar sakte hain.
           
          • #35 Collapse

            Re: What us Slippage in Forex trading :

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
            Assalam o Alaikum dear friends trading business main hamare pass jitna zayda knowledge ho ga ham utna hi zayda earning kar sakte hai is liye hame chahiye k daily bases par Forex trading k bare main sekehen our nai chizen dekhen our apna experience increase kare
            so mara senior traders se ye Swal hai k Forex trading main Slippage kya hoti hai our kis tahra is se ham faida hasil kar sakte hai ?? please apne khayalat share karen ,
            Walekum assalam dear member aapane slippage ki related bahut Achcha question Hamare Sath share kiya hai isliye main bhi aapke sath slippage ke bare mein Apna knowledge share karta hun dear trader ko chahie ke vah trading ke related sari terminologies related Apna Na Lage Hasil Karen Taki Jab vo trading karen to vah Har Tarah ka knowledge Rakhta ho aur kamyabi ke sath apni trading ko complete kar sake.

            jaha tak main ne research ki hai mere khayal se market main Slipping us wakt hoti hai jab aap market main ek khas time par enter hona chahte hai lekin market main taiz utar charhao ki wakta se aap apne point se phir jate hain slipping twaku ki jane wali keemat our aap k phirne ki keemat k darmyan fark ko kehte hai

            agar expected Fill price actual fill price se behtar hai to ham is ko ham positive Slippage kehte hai
            our agar expected fill price actual fill price se kam hai to ham is ko negative Slippage kehte hain

            yahi waja hai k aap ko news trading k wakat ya to trading nahi karni chahiye ya phir muhtaat reh kar trade karna chahiye
            Slippage in Trading:

            Slippage trade ke expected price for actual price Jis per trade execute ho rahi Hoti Hai Iske difference ko sleep page Kahate Hain. Sleep page Hamesha Hai volatility market condition Mein Aksar Hota Hai hai aur jab market order use karte hain to tab Iske volume cusion price aur aur aur spread ke Darmiyaan father ki vajah Se Hoti Hai.

            1. slip page market ki UN Tamam conditions ko refer Karta Hai jismein price execution aur actual price ke Darmiyaan Fark Hota Hai.
            2. Sleep page Jab Bhi spread change hota hai jismein different time off market ke order request ki hote hain to is vajah se jo change Aata Hai Isko slip page Kahate Hain.
            3. sleep page Tamam market conditions under Aksar Hota Hai hi hai.

            Instaforex best broker in cassava best hair or trade execution by a record option Deta Hai spread sleep page charge Nahin Hoti aapko is Bande ka Bahu Bhi andaza Ho Jata Hai Lekin market Mein record bhi problems hoti hai lekin aapke pass Option maujud hota hai ki aap Kisi Aisi trade Karni chahie ki jismein yah problem face karna Na Ho Aur confidence ke sath professional trader Ban Jaenge Asal problem Hoti Hai Jab trade ke dauran Sabar Nahin Karte to iski vajah se trader ko loss hota hai.
            • #36 Collapse

              Re: What us Slippage in Forex trading :

              forex men slippage ke mani hen k trend se hat kr koi bhi kaam krna apko trend se hat kr kaam nh krna che Forex buying and selling co be a part of karte hua kar to uski acchi Tarah Se gaining knowledge of Karni chahie Jab Ham Uske acchi Tarah Se gaining knowledge of Karenge tab Ham Forex buying and selling se associated Tamam chijon ko acchi Tarah Se samajh Payenge Forex buying and selling mein slippage kya hoti hai aur ye Forex buying and selling mein kitne Jyada significance rhakti Aaj Ham slippage ke naked mein Apne ride aapse share karne ja rahe hain slippage market Mein hole ko kaha jata hai Jab market Ne yah kaha par Jaate Hain to use Waqt market bahut jyada haigh votetlity ki taraf Chali Jaati HaiAur jab market hai batati Mehmood karti hai to use Waqt is predominant market ke fashion kabhi uptrend Mein Move karte hain aur Kabhi downtrend Move karte hain aur Aksar Is Mein motion downtrend ki taraf bahut jyada hoti hai to market mein merchants downtrend Main Apni alternate Lagate Hain to use batao to unhen chahie ke vah market ki is role ko acchi Tarah Se Dekhte Rahen Taake vah market ki motion ke hisab se hello apni exchange Mein altering kar sake bahut Sare traidors Aise Hote Hain Jo ke market kis function mein aane ke awful Jyada confuse ho Jaate Hain aur is confusion predominant market Mein Apne alternate open nahin kar paate HainJab market bahut jyada Teji Kaisa Hota ab trand Mein go karti hai ya FIR downtrend Mein Move karti hai to use vah karte Hamen market mein bahut hello Soch Samajh Kar apni crimson ko Lagana chahie aur Market Mein Hamen cash administration ke guidelines ko bhi acchi Tarah Se comply with karna chahie Agar Ham market Mein exchange Lagate Waqt cash administration ko observe Nahin Karenge To Ham usmein kabhi bhi acchi Nahin Laga Payenge bahut SE merchants Aise Hote Hain Jo ki market ki is motion mein emotional Ho Jaate Hain aur apne change Lagan Mein jaldbaji Kar Dete Hain vah market ko acchi Tarah Se study kiye bagair heme usmein Apna Kam begin kar dete Hain Jiski vajah se unhen bahut jyada nuksan kar Samna karna padta hai isliye Tamam merchants ko chahie ki vah market ke slippage motion ko acchi Tarah Se apprehend kar len Uske awful hello market Mein Apna Kam begin karen
              • #37 Collapse

                Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                AOA.dear forex members ap logon se aik sawal ka jawab jannana chahta hn forex trading me slippage kisy kehty hn ?
                • #38 Collapse

                  Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                  Slippage
                  Slippage us waqat waqo pazir hota hai jab aik trader market me aik select ki gaye position pe trade open karna chahta hai lekin asal me us position pe trade lagta nahi hai aur wo trade ya to up position pe kag jata hai aur ya us position se down pe lag jata hai. Slippage me traders aur computer k apas me relationship melta nahi hai k same position pe hamari trade open ho jayen. Forex trading me Slippage aksar awqat market me bohut ziada volition ki waja se hota hai aur jab market ki movement bohut hi ziada up down hoti hai to us waqat market me Slippage ho jata hai. Slippage ki waja se jab trader aik point pe trade open karn achahta hai leki computer k pas ko minor mili seconds me value change ho chuki hota hai jis ki waja se trade exact position pe open nahi hota hai. Slippage ki aik aur waja h ye ho sakti hai k jab trader koi bari valume me trade open karna chahta ho lekin us waqat market me matloba mawad maojood naho aur is waja se us ki trade baad me open ho jati hai.
                  Slippage me computer ye nahi dekhta hai k trader k trade open karne k negative side pe change chala jaye bulke is me jo tabdeeli hoti hai wo dono side pe ho sakte hen, jaise aik trader gold ki 1900$ position pe aik trade open karn achah raha ho lekin us waqat market variation ki waja se us ka trade 1901$ ya 1899$ pe lag sakta hai. Yani market ki value k up side pe bhi ho sakti hai aur down side pe bhi ho sakti hai. Slippage hamare sath marjet me kisi bhi stocks pe ho sakti hai, us me ye nahi hai k wo currency hai, ya commodities hen ya koi bonds waghera. Hamen is ka kisi bhi waqat samna kar sakte hen.
                  Forex trading market me Slippage bohut zyada hoti hai aur taqreeban har traders ko is ka samna karna parta hai aur ye us waqat hi ziada tar waqo pazir hote hen jab market me volition bohut hi ziada paye ja rahi ho to Slippage ki hamare leye advantage bhi ho sakti hai aur disadvantage bhi ho sakti hai, q k hamen apne matloba hadaf se bhi achha position bhi hasil ho sakta hai aur us se bora postion bhi mel sajta hai. Forex trading me slippage trade closing me bhi ho sakta hai k hum aik hadaf pe trade close karna chahte ho lekin wo melta nahi hai to ye bhi hamre leye aik faidanand ya loss ka sabab bhi ban sakta hai. . Slippage se bachne k leye hamen pending orders ka istemal karte rehna chaheye is se computer to the ooint pe hamare trade ko open ya close karta hai.
                  Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	1
Size:	11.8 کلوبائٹ
ID:	12334830
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                    AOA dear friends , sleeper se Murad hai ke slippers price ke difference ko kahate Hain aur yea difference wo hota hai kya aap ko ek asset ki price dekhne mein Aur nazar aati hai lekin Jab aap per karte Hain to us pay karne wali price mein difference hota hai is difference ko slippage kahate Hain aur dear friends slippage jab ho jae tu bht loss hota ha slippage zaida ter us waqt hoti jab high impact news release hoti ha market bht fast move karti us waqt slippage ka bht chance hota ha aur hum jis price per trade lagate hain us price per to kabhe bhe nahee lagtee kiun ke hum jis broker mien kaam kerte hain uske comision bhe hota hai aur usey mila kker humein trade miltee hai isliye hum jub bhe koi trade open kerte hain wo humein _ mein miltee hai odia friends Jab ham trade lagate hain us price per to kabhe bhe nahee lagtee kiun ke hum jis broker mien kaam kerte hain uske comision bhe hota hai aur usey mila kker humein trade miltee hai isliye hum jub bhe koi trade open kerte hain wo humein apne order kisi or rate pae lagya ho or broker ki mistake kiwaja se order kisi or rate pa lag gya ho to ose slippage kahte ha mein miltee hai Dear Forex members ap jb bid lagaty han to normally market static ni hoti bal k moving condition me hoti ha.or bht se broker round figure ko count krty han like 1.755. ho skta ha jb ap ne bid lagai ho us wqt market 1.758 ho to apki bid 1.760 py ja k lagy ge.is me broker ka kasoor ni hota ye her broker ki apni management hoti ha aur aap ko yah pata Hona chahie ki asal mein ye spread ki waja say hota hai kyun buy or sell k price same nahe ho sakti hai difference zaror hota h lehaza differnce ki wja say hamari lagai hoi trade threee to five difference kay sath broker laga data hai aur forex market main kisi pair main trade open kerty hain tou woh start hi spread ky sath minus sy hoti hai so kisi pair main spread zyada hota hai kisi pair main spread kam hota hai so spread tou broker ka commission hota hi hai then agar ap trade open ker rehy hon aur same pair ky market rates change ho jaen tou bhi apko aesi problem ka samna kerna pery ga
                     
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                      MARKET SLIPPAGE:
                      dear trading members trading main slippage market k us action ko kehty Hain jb trader apna trade rk selected point sy open karna chahata Hy lakin market ki movement fast hoti hay ya phir us selected point pr trader ka trade open nahi ho pata Hy jis ko market slippage kehty Hain. Ye bullish aur bearish trend dono main ho sakti hai. Is liy ap ko chahay k market main enter hony sy phly market analysis r entry aur exit point ki selection kr lain take AP ko kamyabi mil saky. Ap ki mehnat r lagn AP ko kamyab banati Hy r ek accha trade ka moqa bhi deti Hy jis sy AP ko kamyabi mil sakti hai.

                      MARKET SLIPPAGE ADVANTAGES AND DISADVANTAGES:
                      trade main market slippage ki wajah sy AP ko faida aur loss dono ho sakty Hain agr AP trading main kisi pair pr buy krty Hain jesy farz krain gold pr trade AP 1900 point pr open karna chahaty Hain lakin ap ka trade market slippage ki wajah say 1901 ya 1899 waly point main khulta Hy to is say ap ki baaz dafa faida bhi hota Hy r baaz dafa big loss bhi ho sakta Hy. Agr AP ka trade AP ki trade ki simmat main open hota Hy to faida hota Hy r agr AP k trade ki direction k opposite trade open hota Hy to is say ap ko loss bhi ho sakta Hy.

                      SLIPPAGE SOLUTION:
                      dear members trading main is qisam ki satuation sy bachny k liy pending orders ka Istamal Kia jata Hy Jo k ap k trade ko AP k selected point sy hi open krty Hain. Is liy ap ko trading main acchi planning k sath kam karna chahay take AP kamyab ho skain r ek accha trade work kr sakain.
                      🌼 Never Give Up 🌼
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                        Forex trading Mein kam karte hue Hamen slippage ke bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona chahie tha ki Hamen iska istemal acche tarike se kaise karen ki kamyabi Hasil kar sake Ham bhi Iske bare mein Achcha knowledge Hona chahie ki Ham sleep page ko kaise istemal kar sakte hain aur share Kaise advantage hasal kar sakte hain Hamen Iske bare mein Jab Achcha knowledge Hoga To Ham Apne kam ko acche tarike se kar sakta acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Ham bhi apne business ke bare mein experience or knowledge Ka Hona bahut hi jyada important hota hai Iske bagaram Kabhi vyakti kamyabi Haasil nahin kar sakte aur Nahin apne business ko Kamyab bana sakte hain

                        Market Mein Hamen slippers ki vajah se profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai Agar Ham trading karte hue Kisi pair ko buy Karte Hain Agar Hamen Gold per Apne trade karna chahte hain to Bal Safa mein bahut sara profit bhi ho sakta hai lekin Hamen is per trade karne se bahut bada loss bhi ho sakta hai Hamen slippage ki situation ko acche tarike se dekhna chahie aur apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar aur acche tarike se karna chahie tha ki Ham acchi kamyabi Hasil kar sake is Mein Ham pending order ka istemal Karte Hain

                        Slippage main market ki moment bahut hi jyada fast Hoti Hai To Hamen trade bahut hi careful hokar Lagani chahie Kyunki se Hamen loss bhi ho sakta hai Hamen market ki condition ko acche tarike se dekhna chahie Baki ka acche tarike se analyses karna chahie ki market Kis Tarah movment kar rahi hai kis direction main Matka rahi hai market analysis karna bahut jyada important Hota Hai market Mein Lagate Hue Hamen Apne trade per focus Rakhna chahie
                         
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                          forex k platform par slippage market k us action ko kehty hain k jab trader market k select kiye hue point par apni trade ko open kerna chahy lekin market i moment ya tou bohat fast hoti hai ya phir trader us point par apni trade ko open nahi ker pata jis ko market mein slippage kehty hain aur ye market k bullish aur bearish trend dono mein ho sakti hai is liye har trader ko chhaiye k wo market k apehly se analysis , entry point aur exit point ki selection ker ly taa k is mein kamyabi hasil ho saky is mein jo cheez mein effect kerti hai wo trader ki mehnat , lagan aur experience hai aur isi tarhan he humen aik achi trade lagany ka moka bhi mil sakta hai trading mein market ki slippage se humen profit aur loss dono ho sakty hain forex mein slippage bohat zeada hoti hai
                          aur almost har trader ko he is mein slippage ka samna kerna parta hai aur ye mostly us time show ho rahi hoti hai jab market mein violation bohat zeada ho rahi ho yani market bohat zeada volatile hoti hai is se kisi trader ko advantage bhi mil sakta hai aur is se disadvantages bhi ho sakty hain keun k ye humary liye aik ahi position bhi dy sakta hai aur ye humary liye buri position bhi dy sakta hai ye trade closing k waqt bhi appear ho sakta hai kuen k jab hum trade ko close kerna chhaen aur humen wahan par exact point na mil raha ho trading mein in terms se bachny k liye pending orders ka use kiya jata hai jo k trade ko humary selected points se he open kerty hain is liye is mein planning k sath work kerna ho ga
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                            Forex trading ki market Mein traders ko market Mein maujud Hai sillpage ko carefully line karna chahie Kyunki yah slippage market mein bahut jyada importance rakhte hain aur trading karte waqt use kiye Jaate Hain aur jab trade-in Ko Kiya Karte Hain aur unko apni trading main use karte hain to Is Tarah Se vah apni trading main ke jariye se acche fayde Hasil kar sakte hain

                            Market Mein slipage ka istemal market ki price ki movement ke differences ko samajhne Mein bahut jyada helpful hoti hai Forex trading ki market mein slippage ke positive effect bhi padhte hain aur is slippage ke negative effect bhi hote hain isliye traders ko bahut jyada careful Rahana chahie aur Market Mein carefully trading Karni chahie

                            Market Mein slippage ke positive effect Karte Hain To Is Tarah Se traders market Mein Apne trading Se Achcha profit Hasil kar lete hain aur Agar sleep page ke negative effect padte hain to uski vajah se market Mein traders ko bahut jyada nuksan ka Samna bhi karna padta hai slippage Forex trading ki market traders ke liye bahut jyada difficult hota hai bahut se trater is ko control nahin kar paate karna Iske jariye Se Achcha profit Hasil kar sakte hain market Mein slippage Forex trading ki market ka ek important part hota hai lekin slippage ke jariye se market Mein traders ko Jyada problem hoti hai aur batao Jyada complaints Bhi Karte Hain market Mein slippage ke jariya se sirf use Waqt yah Che fayde Hasil Kiye Ja sakte hain Jab aapka broker bahut jyada best Hoga Jab aapka brokers Achcha hoga to vah broker aapko slippage se related acche information provide Karega jo ki aapke liye bahut jyada helpful sabit ho sakti hain isliye market Mein traders ko best broker Ka istemal Karna chahie aur Jab Bhi broker ko select karen to unhen bahut hi Soch Samajh Kar select Karen Taki aapk Forex trading ki market ke se related Taman chijon ko acchi Tarah Se understand kare aur unke jahiya se acche advantage Hasil karne
                             
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                              What is slippage :

                              dear jab market Mein volatility bahut jyada hoti hai aur Aisi position Mein Jab aap Koi trade open karne Ja close karne ki koshish karte hain aur aapki is activity ko accept nahin kiya Jata aur aapki yah request reject ki jaati hai aur aapko Ek new price offer ki ja rahi Hoti Hai Jis per aap apni trade close or open kar sakte hain Aisi situation ko market mein slippage kaha jata hai.

                              Effect of Slippage :

                              Dear jab market ki volatility bahut jyada hoti hai aisi situation main aapke liye Kuchh problems bhi ho sakte hain isliye aapko bahut carefully market Mein decision-making Karni chahie Jab aap Koi trade open karte hain aur koi trade close Karte Hain To ismein bahut jyada prices change ho rahi hoti hai aur Market ki movement bahut fast hoti hai aisi situation Mein Jab aapki request reject hoti hai to aapko next time Jo price offer ki ja rahi hoti hai usko aapane carefully study karna hota hai aur usmein difference feel krna Hota Hai Ki market Mein Kitni Jyada changing ho chuki hai otherwise aapke liye kuch problem so sakte hain.

                              Forex trading me jab aap different important factors or Tulsi related apni learning complete karte hain to aapko Forex trading Mein istemal Hone Wali different terminal Jiski bhi proper learning Hasil karne chahie Jo aapke liye bahut hi important role play kar sakti hain no doubt Diya Jab aap market Mein different important decision making kar rahe hote hain to usmein aapke liye Kuchh Aisi situations available hoti hai jismein aapko bahut carefully decision-making Karni chahie aur Market ki learning complete Karni chahie otherwise aapke liye lack of knowledge problem Ban sakta hai aur aapki profit ko decline karne main important role play kar sakta hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex trading me slippage kisy kehty hn ?

                                forex trading me slippage kisi kahte hai apne market me aksr hi daikha ho ga ke hum trade karna chahte hai tu market me hum trade lagate hai lakin trade lagti nahi hai or agr lagy b tu market ke jis point per hum trade lagte hai waha nahi lagti balke point change ho jata hai.

                                Slippage se bachne ke liye hume market me pending order lagane hote hai hum market me pending order laga kar apni trades ko manage kar sakte hai hume trading karte how pani trades per focus karna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X