Re: side way market trend
Dear Mate Market Main Three Types Ke Movement Hoti ha or Iss Sab Movement Ko Understand Kar Kay He Mareket Main profit Banaya Ja Sakta hai iss Liy aap Ko Chaye Kay Investment Karny Say pely aap Ko ye three Types Lazmi Smajna Chaye or in Ko Trade Kaisay Karna Hai Ye Be lazmi Understand Karna Karna Chaye tab He Successful HOna Possible Hai Or Acha profit Lyny Ke Twaqo Ke ja Sakti hai Dear Mate Market Main Trade Place Karna Sab Ko pata hota hai lekin Trend Kay Opposit Kabi be trade Nahi Karna chaye Iss Say aap Ko Boat Zada Loss Ho sakta hai or aap Ky Account Be Wash Ho Sakata Hai..
First Movement Hoti hai Bullish Jis main aap Ko market Main Long Entry Place karny per Focus Karna Chaye Or Trend main hamesha Long Entry Find karein.Or Bearish Way main hamesha Short Entry Find karny Chaye ager aap Forex Market say Acha profit Banana Chaty hain Toh.Lekin Jab market Main trend Reverse hota hai Toh ap Ko identify karna Ana Chaye.Market Jab Trend Reversal hoti Hai Toh Ager Hum Entry lay Kar Trend Ko Last tak Follow karty hain Toh Hum Market Say Acha profit Gain kar Sakty hain Ku kay Trend Ke Start main Enter Hona Kafi Difficult Hota hain or Yehi perfect Entry Hoti hai Iss Kay liy Jab Be Hum Market main Apna Entry Point Set karty hain Toh Humy iss Ke Retrace Or Market Ke Correction Ko lazmi Clarify karna Chaye Ku kay Ye 2 Point he aap Ko Acha Profit Or Loss Say bacha Sakty hain Or Ager Trend Kay Against Trading karty hain Toh kabi be Kamyabi Hasil nahi kar sakty hain Iss Liy Jab Be Trading Karein Hamesha Trend Ko Follow karty hoay he Kiya karein.tabbi Acha Profit Mil Sakta hai..
Third Market Hoti Hai Sideway market Jiss Main aap Ko Support or resistance Main rhty hoay Trading karna Hoti hai or aap Ko Support Zone main market Ko Buy Karna Hota hai Or Resistance Zone Main sell Krna Hota Or Or Break Out Or false Break Out Say Khud ko alert Rak kar Trading karna Hoti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим